Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.
    Dear forex forum members ham log ye to chahty hain kay hamian forex trading main kamyaabi mill jaay aur us kay liey shyed ham log aik din ya aik week mehnat bhe karty hain magar phir wohi bina sochy samjhy baghair kise wajha ka bari lots ma trading shuru karte hn aur sirf profit k chakar ma hoty hn
    Agar ham log lagataar mehnatt karte rahin to uska sila hamko zaroor mill jaay ga. Aur aik din ham achy trader bann jain gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course forex market Mein kamyabi Hame Musalman se milti hai aap ko pata hona chahiye can regular basis ke upar Agar hardwork karte rahenge aapke Pakistan ki taraf se.
    Pakistan Forex foreign ki taraf se Accha amount Mein bonus Milta Rahega aur Agar Hum is bonus ko Apne instaforex bonus account mein safe rehte hain wo Humein next time bhi accha bonus Diya Jayega.
    Isliye Hame chahiye Ke Samne Hum trading Kare wo Hame Apne analysis Rakhna chahiye aur secondly Hame Chahiye Hota Hai Ki forex market Main apne aap ko stable Rakhe aur trading karte huye Apne experiences share kar rahe.
    • #3 Collapse

      Kisi bhi business mai jab tak app constantly struggling nahi karren gay app kamyab nahi hoo saqty hain qk her kaam time aur struggle mangta hay tab ja k apko success milti hay
      • #4 Collapse

        apki baat sahi hay keh humay forex trading main khoob mehnat karen aur mehnat karnay say he hum market main achi earning kar sakty hay es business main mehant kar kay he achi earning kar sakty hay esmain humay lalach bhi nahi karni chahiye kyun keh es say lalch main market main earning nahi hoti loss ka risk barh jata hay
        • #5 Collapse

          agar aap achi mehnat kartay ho jo kay bohat zaroori hay uspe implement zaroori hay jab aap mehnat se kaam kartay ho achi planning pe chaltay ho trade 1 week 10 din planning se hardworking se kartay ho kamyab rehtai ho phr barri lots lagatay hain traders aur loss kar detay hain apni mehnat ko hamesha jaari rakhain musalsal mehnat se zyada kamyaabi hay
          • #6 Collapse

            Not only mehnat but patience is more important our experience and knowledge if we have all capabilities we make our self a successful person.
            • #7 Collapse

              Kse b trading m kaamyabi hasil krni he to sbse pehle isko smjna parta he k bussiness kaise krna he or usk rules k mutabik chalna prta he jb ap din rat mehnat krk apna kam krte hoto apko is m zroor kamyabi milte he forex m b ye cheez he jitna hard work ap utna kamyab banogay
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.

                agar hum forex mai kamyabe hasial karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.

                  Forex trading main kamyab musalsal mehnat say ati hay. ager ko band kamyabi hasil ker leta hay to is main koe bari bat nahi hay. forex main kamyab ho jana har aik kay liye boht asan hay. mushkil hay to bus us kamyabi ko barqarar rakhna. jo forex main kamyabi ko musalsal barqarar rakhta hay ager dekh jaye to wohi sahi mano mai kamyab banda hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.

                    Ap ke bat bilkul theak hain forex trading main kamyabi hemsha mehnat say he ati hain agr ham zada sy zada mehnet karni chahiye zada sy zada forex ko time dyna chahiye to Phir he ham es maim kamyab ho sakty hain Jo person mehnet nahi karty to phir wo kabi b kamyab nahi ho sakty es liye hame zada sy zada demo account pay practice kar k kun mehnet karni chahiye to phir he ham successful ho sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.

                      forex mai agar hum mahnet sy kam kary gy to hamy is mai ache earning mily ge online ke dunya mai forex aik best business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain lakin agar hum is mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.

                        hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex mai hum our off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai poor mans ky liye bohat ache job hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.

                          forex main hamy hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi ham acha profit hasil kar is main kamyab ho sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik online business hain yai kabe be band na wala business hain is main hamara koi be boss nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.

                            Forex trading aik bar kamyab trading ker kay kamyab honay ka nam nahi hay. yeah musalsal kamayabi ka nam hay. aur is main kamyab hi rehna trader kay liye zarori hota hay. ager trader loss kerta hay to wo kamyabi ko kho deta hay. is liye lagatar mehnat aur koshish hi trader ko lagatar kamyab bana sakti hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main kamyaabi musalsal mehnat say aati hai.

                              forex mai hum live trading karty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy mahnet sy kam karna chahey forex aik real or legal business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X