Hedging kis waqat karni chiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kis waqat karni chiay
    Dear hedging forex market main hamain kis waqat karni chiay. Tak ham is technique say acha profit earn kar sakain.
    To technique basically ye hai kay aap log jab apnay insta forex bonus account per trading karain to aap ko chiay hota hai.
    Kay jab markey ranging ho to market kay mid point say hedging karain ta kay aap one to four days main apna insta forex bonus account boom kar sakain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main hedging sirf usi waqat faida dy jati hai jab sideways trend chal raha ho aur market sirf fix support aur resistance ky darmian hi continue move ker rehi ho ky jab market support ya resistance tak poncha tou profit wali trade ko close ker ky loss wali ko profit main jany tak continue rakhain
    • #3 Collapse

      assalamu alaikum bhai jaan hedge Ke liye best time Jab market range mein ho tab aap hi hedging karo Iske ilawa agar aap ki koi trade galat Lag Jati Hai Tu aapko hedging karni chahiye dear Forex trading members market Mein multiple strategies istemal karte hue aapko profit and karna chahiye jisse aapko confirm profit B Hota Hai aur apka experience be increased Hota Hai
      • #4 Collapse

        agar humari lgai gai trade humary trend kay against chal rahi hay to humay chahiye keh apni us trade ko hedge kar dain to es trha humari equity safe reh jati hay aur humay esmain loss ka bhi dar nahi hota humay chahiye keh esmain apnay trading account ko safe rakhy kyun keh safe reakh kar he hum mazeed trading kar sakty hay
        • #5 Collapse

          Re: Hedging kis waqat karni chiay

          Forex market range mein chal rahi ho aur price sport aur resistance ke Darmiyaan ghum rahi ho to Hamein has Karke profit Lena chahi Is Tarah jabe trade profit Mein Aayegi to use close kar lena chahiye aur FIR Jab Tu free trade profit Mein Aayegi to Fir use bhi close kar denge Is Tarah loss bhi nahin Hoga aur profit bhi karwa sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Hedging kis waqat karni chiay

            humay hedging nai karni chahiye kyun keh es trha ki strategy say nikalna bohat mushkil ho jata hay aur humay chahiye keh trade lganay say pehlay he market ka achy say andaza lga lena chahiye keh esmain kaisy trade kar kay achi earning kar sakty hay aur aisy he humay mehnat say kam lena chahiye tab he achi trading kar sakty hay
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: Hedging kis waqat karni chiay

              hamy hedging apny experience ky mutabik karne chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam ka sakty hain forex east wast mai boha aze sy famous ho raha hain forex aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Hedging kis waqat karni chiay

                Market ko hedge krny ka matlb ha k market mein apni trades ko balance krna ab hedging k lye Jo sb se berha masla paish atta ha wo ye hota ha k ap k pass balance kem hota ha jb k hedging k liye ap ko bht acha balance chaye hota ha. Market ko hedge krny ka best time wo hota ha jb market kafi ziada ranging hony k bad move krna chah rahi ho us se kuch time pehly ap market mein apni strategy apply krean jb market kisi aik side pe move kre ge tu ap ko kafi profit de jaye ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging kis waqat karni chiay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                  Market ko hedge krny ka matlb ha k market mein apni trades ko balance krna ab hedging k lye Jo sb se berha masla paish atta ha wo ye hota ha k ap k pass balance kem hota ha jb k hedging k liye ap ko bht acha balance chaye hota ha. Market ko hedge krny ka best time wo hota ha jb market kafi ziada ranging hony k bad move krna chah rahi ho us se kuch time pehly ap market mein apni strategy apply krean jb market kisi aik side pe move kre ge tu ap ko kafi profit de jaye ge.
                  Thank you dear Apne Hum Itna achha knowledge kiya k hedging Kyunki Mujhe Iske bare mein nahi pata tha key is hum kya karte hain aur kaise kar sakte hain Kyunki Main Ya pahle bhi Iske bare mein Pucha tha tab Mujhe Itna knowledge nahi tha to Maine Apni teacher se bhi Pucha Tu online hai mujhe bataya tha ki yeh sab is wajah se hota hai jo aapne Bata Diya thank you for aapne bhi knowledge share kar diya aur mere knowledge Main Aur bhi
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging kis waqat karni chiay

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi ki Hamein Pakistan Forex Mein Kabhi Bhi hacking Nahin Karni Hogi Agar Hum having Karenge To Hamara account band ho sakta hai isiliye Hamein Aisa bilkul bhi nahin karna chahie Agar Hame Apna account save karna hai to thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedging kis waqat karni chiay

                      dear hedging best is tarah ki ja sakti ha kay ap nay aik trade open ki kuch time bad loss me janay kay baad os nay trend change kar lia ap ko apnay analysis se pata chala kay market kuch or nichay ja kar bonuce back ho sakti ha to mazeed loss se bachnay kay liey hedge karay or jub market bounce back kay nazdeek aey to hedge close kar daay yeh best way ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Hedging kis waqat karni chiay

                        forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka bam nahi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X