Forex trading main hamain chiay kay apna emotions ko tune karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main hamain chiay kay apna emotions ko tune karain
    Dear forex market main hamain apnay emotional feelings ko fine tune karna chiay or secondly aik bad ka pata ka pata hona chiay kay trading main.
    Physcolgy kafi zada depend karti hai. Jab tak ham log apnay mind ki achi tara say tuning nahi kartay tab tak hamain acha profit bhi earning possible nahi hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab bhi hamain kisi open trade main acha profit hasil ho jaey ya kafi zyada loss ho jaey tou emotional ho ker ghalt fsisla kerny ki bajaey market ko close ker dain aur kuch time period ky bahd fresh mind ky sath forex market main enter hon warna sirf loss hi hota hai
    • #3 Collapse

      Bilkul theek kaha hy ap ny dear hamara mind ka fresh hona bahut hi zarori hy mind ky sath sath hamy pas itna hosla hona chahiya taky hm log loss ko accept kar saky or loss wali trade ko close kar saky or samjhdari ky sath agli trdae lagya laikn is koshish mai na rahy ky ap pechla loss cover kary gy ap new trade lagay ik new mind ky sath or market ky hisab sy tu ap ko yaqenan profit ho ga laikn ager ap apny emotin py control nahi kar sakty hy or agresev ho kar trade kary gy tu loss bi ho sakta hy.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
        Dear forex market main hamain apnay emotional feelings ko fine tune karna chiay or secondly aik bad ka pata ka pata hona chiay kay trading main.
        Physcolgy kafi zada depend karti hai. Jab tak ham log apnay mind ki achi tara say tuning nahi kartay tab tak hamain acha profit bhi earning possible nahi hai..
        Han g brother aapki baat sahee hai jab tak apne mind ko trading kay liey focussed nahi rakhen gay aur normal trading psychology ko nahi samjhin gy to us wakat tak ham achy trader nahee ban paain gay. Lehaza din ba din apne mind ke es tarha say training ke jaay k ham typical trading style say bahir nikal sakin.
        • #5 Collapse

          Trading mai jo sab se important hy wo hay apk emotions jinko apnay control mai rakh k trading karni hay aur app ko bht carefully trading karny mai concentration karna bht zaroori hay
          • #6 Collapse

            yes dear Forex trading member I agreed with you Forex trading mai emotional control and emotional tuning bahut zaroori hai yeh business aisa hai Jisme us uncertainty bahut jyada hai isliye is ko Mange karne ke liye aapke paas knowledge or experience be Ho aur practical work Ke Baad aapke paas psychological control bhi hona chahiye agar aap jazbaati Ho ka trading Karoge To aapko yahan pe loss ho sakta hai
            • #7 Collapse

              apki baat sahi hay agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay e sbusiness main lalach nahi karna chahiye kyun keh market main jitna ziada hum lalach karen gay utna humay loss ka risk hota hay humay esmain sabar kay sath he kam karna chahiye tab he safe earning kar sakty hay
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main hamain chiay kay apna emotions ko tune karain

                Forex market Mein emotion bahut time roleplay karte hain Agar Hum Apne emotion par control karna learn karjain Tu Ham is Maneka main aapko sakte hain learn Pehli shart hai aur uski aur Jagapathi bilkul Nahin Hona Jab Ham Jazbaat Mein hote hain to galat Faisla Karte Hain Jo Hamare Liye nuksan ka 22 bante Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main hamain chiay kay apna emotions ko tune karain

                  forex mai kam karny ky liye hamy apny emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain is mai china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal business ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main hamain chiay kay apna emotions ko tune karain

                    forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy is mai apny ander ky lalach ko or emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala unique business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main hamain chiay kay apna emotions ko tune karain

                      forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be be office mai jany ke zarorat nahi hote
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X