Ek he point par Buy or Sell.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ek he point par Buy or Sell.
    assalamualaikum dears!!!
    ap kya kehty hain k 1 hi point par bay& seling ki jaiy
    main to isi treh krta hun
    ap apni ray dijy please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    walikum salam dear ap kay pas account bara ho ga tabhi ap asia kar sakty hy warna ager choty acountmai aisy kary gy tu account k wash hony sy bachana kafi muskil ho jay ga or yi koi achy trader kakam bi nahi hy jab tak a ko y nhi pata ho ga ky market ka trend kis tarf ja raha y matlb ab buy mai hy y sell ma hy t ap ki trading a kiya fada hy is liya ikime mai hi ik hi pair mai buy or sel karna theek nahi y ap ko hamesha trnd ky sath hna chaiy tabhi aps market mai earnkar sat hy
    • #3 Collapse

      Dear Forex brother ek point pay buy yeah sell karna is strategy go hedging strategy kaha jata hai iss mein aapko profit hasil karne ke liye bahut tough time lena parta hai market mein in rehna parta hai dear trading members market analysis karna primary responsibility hai before Forex trading you have to know about the situation and current position of the market with technical and fundamental analysis bhai jaan Forex trading mai knowledge or experience main thing hain.
      • #4 Collapse

        aik he point par buy aur sell karna sab say bari bewkofi hai kun k jab app aik poinjt pa buy aur sell karin gy tu ap ko na he profit hoga aur na he loss hoga is leay buy sell karna ka faida nahi ha balky nuksan he hoga kun k app ka fazool mai tme zaya hoga jab app ko milna kuch nahi tu phir faida nah ha issleay aasa kabhi bhi na karin.
        • #5 Collapse

          G dear ap asa krty hain to ap ka account big wala ha shyed small account agr ak trade loss main jaye to market ka pata nahi k dobara kb us point ko touch kray to us trade se nikalna mushikl ho jata ha ..market trend dakh kr ho trade lagana ziada best ha ..jo big invest rakhta ha wo asy kr skta ha apna account hedginv oe laga de .
          • #6 Collapse

            Diya aap ko pata hona chahiye ki Jab aap ek hi. Ke upar boyo aur sher ki train open karte hain iska matlab hota hai kya aapne hai jinki hai.
            Rajan karne se hota hai hedging karne se hota hai ki aap ko lost nahi hota aur aap ranging Market Behaviour main hedging Karke achha profit and kar sakte hain jab tak market Apna ranging behaviour so karti rehti hai isliye Hame chahiye ke ek packet may opposite direction key trades of Lat Lag Gaye Jab Main Market ki bilkul bhi samajh na aa rahi hai.
            • #7 Collapse

              Nahi mery khayal se aik hi position pe apko hedging nahi karna chhye ay isko hedging kehty hain qk agr market against hoo gai to apko aik trad loss show karay gi jb k dosri profit aur app aisay confused hoo jain gay
              • #8 Collapse

                agar hum ek he point par 2 trade place karen gay aik buy aur aik sell to humari trade hedge ho jaye gi matlab humara margin level same rehta hay es trha ki trading strategy main ziada tar risk he hota hay agar hum aik side ka trend ko follow karty huway trade karen gay to he hum market main safe earning kar sakty hay aur kamyab reh sakty hay esmain
                • #9 Collapse

                  Re: Ek he point par Buy or Sell.

                  forex mai hum aik he point py but or sell kar sakty hainor hamy is ka munafa be milta hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ek he point par Buy or Sell.

                    forex may hum ak he point par buy or sell kar sakty hain or ya sirf forex may he avalable hay ya or ya option or kis plat form par nahi milty forex may hum din ya rat kis bhe wakt kam kar sakty hain is ko hum laat night ya day shift kay tor par bhe kar sakty hain is ko hum life time carrer kay tor par bhe kar sakty hain or part time kay tor pahe kar sakty hain ya ak bohat achi plat form hay is may hamra koi boss nahi hota

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X