Jo log loss se sabaq lete hain wohi achay trader bnte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo log loss se sabaq lete hain wohi achay trader bnte hain
    Friends aap ne ne da hoga k hamen trading men aksar loss bhi ho jata hai aur jab hamen liss hota hai to ham trading se bilkul hi disheart ho jate hain
    Trading men hamen loss hone pe panic ni hona chahiye balke hamen aur ziada mehnat krni chahiye q k trading men successful log wohi hote hain jo trading men achi mehnat kr lete hain aur apne loss se sabaq hasil krte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    M full agree with you because mostly trader liss kerty hain aur wo Es loss say hi kuch nai sekhta balkay wesay k wesay hi rehty hain aisa nahi kerna chahey balkay loss say lesson seek ker achay trader ban jaty hain aur wohi successful trader hotay hain kyunk woachakhasa loss ker k atay hain aur good trader kehlaty hain achay trader ki yehi kahsoseyat hai ko mistake nahi kertay aur greed sau avoid kertay gain.
    • #3 Collapse

      dear member ye bat sch hy k jo log treading m los hasil krty hen wo sbaq hasil kr lety hen r next treading m wo sucsecs hasil krty hen r achy treadr bn jaty hen.
      • #4 Collapse

        Bilkul jo log loss karte hain zaroor unki galatiyan hoti hain un galatiyun se jo seekhte hain wo hi kamyab hote hain acha trader wo hi hai jo focus karke trading kare jo ki gai galatiyun ko dubara repeat hone se roke.
        • #5 Collapse

          My dear friend jib him logo ko loss ho RHA he is waqat him logo ko saber krna Chaya phir him log acah profit hasil KR skty ha
          • #6 Collapse

            Loss se darr kar trading chor dena koi bhi acha kam nai hai bal ke loss se lesson lena chaye kehte hein achy trader aur life main kamyabi wohi hasil karte hein jo dosary se sabaq lein aur aik mistake ko bar bar repeat na karan
            • #7 Collapse

              Friends me to kehta hun k zinddagi me kbi b loss se mt gahbraen q k ye loss jlhi to he jo hmen kamyabi ka rasta dikhata he hmaei himmat aur hausla barhata he. Sochen agr haar na hoti to jeet ka name kahan hota. Isliye haar se ghabrana nhn aur jewt ki manazil tay krni he. Jo b insan haar se dar gaya wo hanesha hara hoa rhe ga isliye haar se sabaq seekhen haar se ghabraen nhn jb natch hota he to aik ne to harna hota he bs agr haar na hoto mere khyal me jeet kuch he hi nhn aur disra ye koshish jren k ji cheezen hmari jeet ku rah me rukawat hen unko khtm kren apni koshish jari rakhen aoki aur hamari manzil jeet hi hogi
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat bilkul theek hay dunian main koi bhi kam aesa nai hay k jis main profit aur loss na ho isi tarha forex main bhi humain profit aur loss dono hote hain par humain apne loss ko lay kar is kam ko chore nai dena cahiay balke aur mehnat karni cahiay aur apne loss ko minimaiz karne ki kosish karni cahiay take hum bar bar loss na karain
                • #9 Collapse

                  Agr ak trader forex trading main koi galti karta ha to us ko apni galti ignor nahi krni chaye .is se wo repeay whi galti kray ha .agr wo apni galti ko note kray to us se seekhy knkia galti hui kai wajha ha galti ki .phir us ko solve krny ki koshish kray .jb trader asa kry ga to us se whi galti repeat nahi ho gi .balky next achi trading kry ga .or acha profit hasil kry ga .
                  • #10 Collapse

                    Exactly trading mai jb apko apni mistake ki waja se loss hoota hy to app future mai us mistakes ko repeat bhi nahi krty hain aur ap ko aik achy trader banany ka mooqa mil jata hy
                    • #11 Collapse

                      disheart bohat se log hotay hain loss honay pe loss pe kabhi dil chota na karain loss ko serious lena chiaye best trader winner trader hamesha loss se seekhta hay aur next performance achi karta hay loss honay pe loss koi point note karna chaiy euss wajha ko jo aap ko loss de chukki wo again trading mei kabhi repeat na karain tou loss correction ki taraf le kar jata hay...
                      • #12 Collapse

                        G hn dosto forex trading ma jo loss sy sabaq seekh lyty hy or khoshish krty hy k ye galti dbra na ho to aik din aisa ata hy k wo bht bry trader ban jty hy or wisy trader ban jty hy jin ko loss ni hota hy or agr hota b hy to bht kam jis ko wo asani sy recover kr lyty hy lkin jo trader forex trading ma galti sy sbak ni seekhty hy wo hmesha loss ma he rhety hy wo kbi b kamab ho k bry trader ni banty
                        • #13 Collapse

                          Ofcourse mein apki bat se fully agree karta hun aur jo log bhi loss kartey hein aur phir apne hi loss par analysis kartey hein keh aya hamen yeh los q hua hey to woh apne aap ko bohot hi ziada improve kar lete hein aur achi trading karne ke qabil ban jatey hein aur apne hi loss se learn akrtey hein.
                          https://t.me/pump_upp
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma lot of loss hota ha or per hum ko es pa sabar sa kaam karna hoga q ka ager hum sabar sa kaam nhi karta ha to per hum ko loss or be ho sakta ha or hum ko apna mistake sa lesson seak na chaheya to per hum ko success hoge warna hum ko success nhi hoge...............

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X