Trading k motaliq chand talkh haqaiq

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k motaliq chand talkh haqaiq
    Friends jo log ye smakhte hain k ham trading ko join kren ge to ham trading se bahot hi kam waqt men bahot barri earnings le len ge to aisa bilkul bhi mumkin nhi hai trading se sirf ham apni financial needs ko hi poora kr sakte hain
    Aur second ye k agar koi smajhta hai k ham trading bagair knowledge aur experience k achi earnings kr len ge to ye bhi na mumkin hai q k hamen iss buisnes k liye kafi mehnat ki zarurat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear app ke baat bilkul sahi hai .

    Ziada tar log forex trading ko join he iss liye karty hain ke woh iss Mai kam kar k jaldi ameer ho Jana chahtay hain .

    Lakin forex trading Mai b kamyabi k koi b short cut nai hai aur na he iss Mai jaldi jaldi earning ho sakti his.

    Forex trading Mai kamyabi k liye bohot ziada hard work aur time invest karna Hota hai tab he iss Mai kuch na kuch earning Hoti hai . Aur risk ka factor b har time Majood he rehta hai
    • #3 Collapse

      Dear forex trading main hum un successful us wja say hoty hain koin k us say hum daily ka huge target expect ker rahy hoty hain our koi bhe pair app ko easi move nahe day raha hota hai ya app itnay perfect analysis our decision nahe ker sagty hain k app ache earning karen ager app thora patients k sath work karen to pher forex say app ache earning easily ker sagty hain
      • #4 Collapse

        Trading atna asan business bhi nai hai jitna dour se lgta hai baz log suni suaei per hoty hein lekin yeh aik bahat hi riski job hai jis main har waqat profit aur loss ka soch kar rahna hota hai yahan bazi pal bhr main change ho jati hai
        • #5 Collapse

          G ap ki bat bilkul theek hay forex trading main agar hum ye samjhte hain hum trading ko join karte sath hi earning karne lag jaye gay tou aesa bilkul bhi nai hay humain is se earning hasil karne k liay time lagat hay tabb ja kar hum achi earning jar ote hain aur is k sath sath humare pass trading se rekated knowledge bhi hona boht zarori hay humare pas jitana zada kbowledge ho ga hum utni achi tradeing kar paye gay
          • #6 Collapse

            Ye bat to ap ne sahi kahi ha k koi bhi buisness knowledge ki bina asaan nahi us se ham faida nahi la skty jb tk hamain us business ki knowledge na ho kuch log kehty hain k bs trade lagai profit shiru asa bilkul bhi nahi ha .ye ak mushkil buisness ha is ko asaan krny k kiye knowledge learning practice sb lazmi ha .
            • #7 Collapse

              Next year Aap Ki Baat bilkul theek hai ki Forex trading Se Hum Apni financial needs ko pura kar sakte hain lekin Hum forex market Se Keh Ke Lenge hum bahut zyada reach Ho Jayenge Tujhe Baat bilkul galat hai.
              Ram forex market se rich nahi ho sakte Hum sirf aap ne financial needs ko pura kar sakte hain Jab Tak Hum forex market ke baare mein knowledge or experience nahi rakhte tab tak Mai long term ke liye achha profit me Hasil nahi ho sakta.
              Aur aap ko pata hona chahiye Ke Jab aap forex market me trading Karte Hain Tum Hame Apne analysis S3 kaise karna chahiye ki forex market me trading trading Forex market Main Long term ke liye
              • #8 Collapse

                Dear forex forum member ap ny buhat achi baat ke hy hum tu yehe sochty hain k raat ko trading start karain gy aur agaly he din withdraw bhe ly lain gy magar hota es k oppposite hy trading k start mein tu loss he loss samny ata hy jis sy learning shuru ho jati hay
                • #9 Collapse

                  Yes exactly koi bhi cheez panay k lye jaisay apko bht struggle karni party hay aisay hi apko usko samjhnay ki bht zaroorat hooti hay qk aisa hoo nahi sqta hay k app atay hi game changer ban jain apko bht time chahye hoota hay
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mein apko knowledge ke bagair koi trade nhi open krni chahiye chaye apko us trade mein bahot zaida profit ka lalich aa jaye apko woh trade knowledge pr opwn kr ke big profit hasul krma chahiye loss ke aagy profit hai
                    • #11 Collapse

                      G brother aap bukal thek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak bhot he bhot he different tarha ka aur difficult qisam ka bussniss hay iss bussniss ko start karna jitna easy hay utna he difficult hay iss bussniss main servive karna iss bussniss ko samjna k laya iss bussniss sa earning k laya aap ko bhot time darkar hota hay aur jab tak aap instaforex trading main exprence na gain kar lana us waqat tak aap earning nahi kar saktay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k motaliq chand talkh haqaiq

                        forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k motaliq chand talkh haqaiq

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
                          Friends jo log ye smakhte hain k ham trading ko join kren ge to ham trading se bahot hi kam waqt men bahot barri earnings le len ge to aisa bilkul bhi mumkin nhi hai trading se sirf ham apni financial needs ko hi poora kr sakte hain
                          Aur second ye k agar koi smajhta hai k ham trading bagair knowledge aur experience k achi earnings kr len ge to ye bhi na mumkin hai q k hamen iss buisnes k liye kafi mehnat ki zarurat hai
                          Forex trading Ek bahut hi jyada difficult business hai jis mein success Hasil karne ke liye bahut jyada mehnat karna padta hai uske Bina Forex trading Mein successful Hona impossible hai traders ko bahut jyada hard working karna hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k motaliq chand talkh haqaiq

                            hello my dear all friends froex trading business bhi nai hai jitna dour se lgta hai baz log suni suaei per hoty hein lekin yeh aik bahat hi riski job hai jis main har waqat profit aur loss ka soch kar rahna hota hai yahan bazi pal bhr main change ho jati hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k motaliq chand talkh haqaiq

                              forex aik real business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum forex mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X