Daily trading start karny say pehlay Kia Karin???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily trading start karny say pehlay Kia Karin???
    Kafi Saray traders baghir kisi plan k market ko open karty hain aur aksar baghir market k analysis k trading start kar daite hain
    Maire khayal say munasib nai hai kion k pehli trade trader k daily confidence ke liye achi honi bohot lazmi hai

    Daily base per traders ko chiye ke woh

    Sab say pehlay market k achi trah say analysis kar lain

    Daily forecast daikh lain aur daily calendar ko b check kar liya Karin

    Sath math market k daily levels check kar lain

    Aur phir iss k baad he trading decision liya Karin tu iss say traders ko kafi acha result mil sakta hai aur trading achi ho sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے

    Well bro aap ne trading k motaliq kafi achi suggestions di hain hamen trading k motaliq aise hi full of knowledge postes krna chahiye aur hamen jo bhi acha knowledge ho trading k motaliq hamen pak forum pe share krna chahiye ta k jo new log pak forum pe hain wo best knowledge le saken aur mazeed behtar sekh saken jab ham acha knowledge share kren ge tab hamen bobus bhi acha mille ga
    • #3 Collapse

      koin nahe bhae brother ye check list app our her traders us ko trade laganay say phelay follow karey gay to pher he wo us main ache earning ker paey ga app ko forex humean fundamental analysis ka pata hona chahy koin k us say phelay app ki trade close hone chay forex ko hard work ker k he win kia ja sagta hai technical analysis strong honay chahaiin pher he ache earning ker pain gay
      • #4 Collapse

        bhai hamin daily trading shuro krny sy pehly market ka trend zaror daik lena chahye taky hamin maolom ho ya market up hy ya down is sy ham loss sy kafi had tak bach sakty hain market trend hi hamery liye sab kuch hota hy or ye buhat hi aham chetz hy jo log mrket ka trend daik kr trade lgaty hain or hamesha acha profit kamaty hain
        • #5 Collapse

          Daily trading state kernay say pehlay market ko achi trah watch krain trend ko daikh mukhtlaf Time frame ko daikhin aur anlyses complet ker k Strat banta ker plan k sath trade krain aur us pair k demarks and sport and resistance ko daikh ker trade krain nechay DEMARK k qreeb ho to buy stop loss k sakty agar oper demarks qreeb ho to sell lay lain Es trah trade krain succ hasal ho gi.
          • #6 Collapse

            dear friend dealy tread order krny k liy market k movement ki smjh r experions hona boht Zrori hy ta k sai tread order kr k hm los sy buch saken r ak achy tread order kr k bra profit hasil kr saken. r trding m best treadr bn k success hasil kr saken
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
              Kafi Saray traders baghir kisi plan k market ko open karty hain aur aksar baghir market k analysis k trading start kar daite hain
              Maire khayal say munasib nai hai kion k pehli trade trader k daily confidence ke liye achi honi bohot lazmi hai

              Daily base per traders ko chiye ke woh

              Sab say pehlay market k achi trah say analysis kar lain

              Daily forecast daikh lain aur daily calendar ko b check kar liya Karin

              Sath math market k daily levels check kar lain

              Aur phir iss k baad he trading decision liya Karin tu iss say traders ko kafi acha result mil sakta hai aur trading achi ho sakti hai.
              Salam alaikum bhai jaan aapne bilkul theek Kaha daily basis Path Read karne se pehle Hame chahiye ki hum Forex news acche tarike Se Bate kar le aur Market Kochi analyse kar le Agar Hum daily basis principle Karenge Hum zaroor kamyaab Ho Jayenge
              • #8 Collapse

                My dear friend ager him logo by daily basis py profit hasil krni ha to is leya him logo ko Zayada sy Zayada mhant krni chya or phir hi him log kamyab ho skty ha is business ma
                • #9 Collapse

                  Daily jb bhi ap trading start karte hein tu apko chand cheezion ka lazmi khiyal rakhna chaye for example sb se pehle apna aur market ka analysis bahat hi zarori hai jis se apko sara clear ho jay ga ke ap kisi trading kar paein gy
                  • #10 Collapse

                    Bhaijaan Assalamu Alaikum daily trading start Karne Se Pehle Aap Ko market Ka acchi Tarah se analysis karna chahiye uske baad aapko trading start Karni chahiye lazmi baat hai aap ko strong support or resistance ka Maloom Hona zaroori hai Kyunki aap ne management karna hoti hai stop loss or take profit Lagana Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      yahn par mai app ko apny point of view k mutabik btata hun k daily kiss plan k tehat kam kana chheay sab sy pehly app ko markeet chart ko open kar k usko 5 mint daikhna chheay aur phir app ko har time time frame mai daikhna chheay aur ager markeet ka trend big time frame mai sell hai tu sirf sell ka sochna chheay aur ager big time fframe mai buy ka trend hai tu sirf buy ka sochna chheay ager app daily asa karin gy tu app ki trade kam he loss mai ayge.
                      • #12 Collapse

                        Hum jab bhi koi trade karne lagte hain tou us se pehly humain ache analysis karne cahiay market ko watch karna cahiay k achi trade hay k nai aur is k sath sath chart ko bhi read karna cahiay aur dekhna cahaiy k kon kon se news hay aur us ka market par kya effect ho sakta hay us k bad hi humain trade open karni cahiay
                        • #13 Collapse

                          Jb b trader trading start kray sb se pahly apniy money managment ke rules ko follow krty huwe apny accountbko chak kry us kinlast history lazmi chak kry k last time is ne trading se kia loss or profit kia ha . Phir market chak kray jis pair pe trade lagani ho us ke trend ko chk kray k us ka trend buy ha ya sell phir trade lagai or account capital dekh kr lot size set kray .sl or tp ka use bhi lazmi kray.
                          • #14 Collapse

                            Forex trading mein daily apko news ko watch krna chahiye taqe apko faida bhi aur daily trade long krein taqy apko market ki smj aye aur ap big profit eran or payein loss zaida na stop loss krein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                              Kafi Saray traders baghir kisi plan k market ko open karty hain aur aksar baghir market k analysis k trading start kar daite hain
                              Maire khayal say munasib nai hai kion k pehli trade trader k daily confidence ke liye achi honi bohot lazmi hai

                              Daily base per traders ko chiye ke woh

                              Sab say pehlay market k achi trah say analysis kar lain

                              Daily forecast daikh lain aur daily calendar ko b check kar liya Karin

                              Sath math market k daily levels check kar lain

                              Aur phir iss k baad he trading decision liya Karin tu iss say traders ko kafi acha result mil sakta hai aur trading achi ho sakti hai.
                              Assalamu Alaikum my dear friends in my opinion daily we have to start that trade before we start the trade we have to analyse the market and the forex news and we have to know that which way the market moving if we analyse the moving of market then we can adjust our trade and that it will be the good trade

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X