Trading skills aur experience ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading skills aur experience ??
    Ap Kay khayal Mai forex trading ke skil hasil karnay / skill improve karny aur trading ka acha experience hasil karny k liye new traders ko kiya karna chaiye jis say skills b achi hon trading experience b behtar ho ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
    Ap Kay khayal Mai forex trading ke skil hasil karnay / skill improve karny aur trading ka acha experience hasil karny k liye new traders ko kiya karna chaiye jis say skills b achi hon trading experience b behtar ho ?
    Skills hamare liye bahot important hoti hain ham skills k bagair kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain
    Ham jitni ziada mehnat kren ge hamen utna ziada experience aur skills aaye gi trading men snilsk hamare liye aik best tool hoti hain jab hamare pass skills hongi tab hi ham market se profit utha saken ge
    • #3 Collapse

      bhai sabsy pehly to hamain forum k sath atch rehna chahye agr apko kuch samaj nai ata to ap yaha poch sakty hain hamin zayada sy zayada lerning krni chahye trade lagany sy pehly news lazmi dekhen apko market k trend malom hona chahye taky apko loss na ho or ap acha profit hasil kr sako
      • #4 Collapse

        Dear baat ya hay k kisi be bussniss main skill aur exprence hasil karna k laya zarrori hay k aap us bussniss k sath zayada sa zayada touch main rahain us main jitna ho sakay kam karan aur exprence hasil karan same issi tarha instaforex trading main skill aur exprence hasil karna k laya zarrori hay k aap zayada sa zayada instaforex trading sa touch main rahain aur demo account main prectice kar k exprence hasil karan aur dono factor bhot important hain forex trading main success hona k laya
        • #5 Collapse

          Bhai jan trading aik aisa business h jis m experience ka buht bara role h jitna zyada ap practice krty jaen gy ap ka experience usi hisab sy barta rhy ga..jitna ap ka experience zyada ho ga us ki utni hi valve zyada ho gi or us ko profit b utna hi zyada ho ga..us k elawa forex m trading skills b buht importance ki hamil hoti hn ...
          • #6 Collapse

            hum forex main skills dear aik he tarikay say improve ker sagty ahin us k leay humery pas phelay to knowledge ka hona boht zarori hai pher us k bad hum demo account main practice karein gay jes main humaen 2 say 3 month work kerna ho gapher he hum acha experience live market main work ker k us say ache earning ker paing ay
            • #7 Collapse

              No doubt ke dunia main har koi barabar nai hota har kisi ko Allah pak nay mukhtalif salahition se nawaza hota hai lekin experience kam ho sekhny aur serious leny se ata hai is ley experience aur skills aur achy teacher aur expert ki madad se increase kia ja skta hai
              • #8 Collapse

                Kisi bhi kam main kamiabi hasil karne k liay humare andar skills lazmi honi cahiay tab hi hum us kam ko proper tarike se kar sakte hain isi tarah forex trading main bhi kamib hone k liay humare pass acah expirance hona lazmi hay aur us k sath sath humre pass skill k hona bhi zarori hy tab hi hum kamaib ho sakte hain aur achi aur profitable trading kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Forextrading ky liye skils hasil krna bht hi mehnat wala kam ha forex learning lazmi krni chaye new traders ko demo practice lazmi krni chaye .is se experiance hasil hota ha trading main practice hi kaam ati ha .or isi wajh se reward milta ha ..profit hasil krtg hain or kam se kam loss hota ha
                  • #10 Collapse

                    Trading mai sab se important hy k kia app mai self confidence aur passion hy k app trading karty huway khoofzada na hoo aur apna experience aur apni skills ko utilize kareen To app aik achy trader bn saqty hain
                    • #11 Collapse

                      agar hum trading skill ko enhance kar kay kam karen gay tab he hum esmain kamyab ho sakty hay es business main humay mehnat karni chahiye kyun keh mehant kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay seekhnay kay amal ko kabhi bhi nahi chorna chahiye
                      • #12 Collapse

                        aj kay majooda time mei best knowledge lenay best skills karnay kay behtreen muwaakay hain sab se pehle sabi traders ko demo practice karni chaiye demo pe practice knowledge experience dono barhtay hain then aap youtube pe learning videos dekho forex trading kay knowledge se bharpur videos hain jahans e aap ki skills mei behtreen izafa hota hay...
                        • #13 Collapse

                          bhai forex trading ka expiernce gain karny k liye hmain demo account ko use kana chahye wahan jub hum trdaing karty hain tu os se hmari trading ki practice hoti rahti hai or jitni hmari practice hogi otna he hmain apny expiernce main increase hota hai or aik trah se hmari trading main skills bhi devlop hoti hai tu yah aik acha plat form hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading skills aur experience ??

                            forex trading main agar hum apni skill level ko enhance kar kay kam karen gay to hum esmain kamyab ho sakty hay kyun keh skill ki base par he hum market main regular base par acha profit hasil kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye tab he achi earning kar sakty hay aur safe reh sakty hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading skills aur experience ??

                              hello dear brother aap zayada sa zayada instaforex trading sa touch main rahain aur demo account main prectice kar k exprence hasil karan aur dono factor bhot important hain forex trading main success hona k laya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X