Trading main Stop loss kun zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
    forex main dostoo sub se zaroori cheez hai managment ap ko loss bhe hoon ge ap ko profit bhe hoon ga lekn Ap ko losses ko controll kar ke apne profit ko boost karna ho ga agar ap stoploss nahe lagaty to matlab ap ne apna porra account ek trade main jhoonk dya hai phr yeh trading nahe gambling ban jaty hai
    Assalamualaikum bhai Forex trading main stop loss Laga Na Is liye Jaroori Hai Kyunki Agar Hum stop process Lagaye to Hame loss kam hota hai aur Sathi Agar Hum take profit bhi Laga Le Tu usse Hame profit Jyada hone may help milti hai isliye Aksar log Hame advise Karte Hain ke hum stop loss zaroor Le Gaye Jab Bhi trading Kare Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

      forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky stop loss ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik real business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik aa business ke nisbat bohat acha business hain
      • #18 Collapse

        Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

        Je dear friend.ap nay bilkol dosat kha trading m stop loss zaroee hey kokay agar ap kis bhe chis par investment kartsy hey or ap stop loss.apshan na lsga to ap ka jinta bhe bank balance hey to ap ao investment kar daya hey.or ye zadatar Joyner member say miss take ho ja te jin ko business management ke samj nahe he to ap kobis kay baray m achy tara jana ho ga .os kay bad he apny business m loss ke bajay accha profit kam saktaty hey
        • #19 Collapse

          Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

          Assalamualaikum dear friends Forex trading mein Star Plus isliye Lagate Hain Jo new member Hote Hain unko market ke rules ka pata nahi hota Agar vo triding Laga kar Bhul jaen ese nuksan bhi ho sakta hai isliye tried ko close karte waqt stop loss Lagana bahut zaroori hai is Se loss say bache sakta hai
          • #20 Collapse

            Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

            Sub sey pehli baat ya ha k forex ko complete knowledge or experience k sath karna chaey ... or forex trading main stop loss bohat he zayda zarori ha stop loss laganay sey agr ap ko us trade sey loss b hota ha tu itna he ho ga jitny pey ap ny stop loss lagaya ho ga us sey seyda ap ko loss nahi ho ga. stop loss lagany ka sub sy bara faiyda ya ha k ap ka account complete wash nahi hota.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

              Jaisa aapne bilkul right kaha hai Pakistan forest Dada Ram trade Lagane wale tu hamesha hi kya Mein Star Plus Jarur Lagana chahiye Kyunki is Shaher Mein kam se kam last Hoga aur Hum use recovery kar Payenge Kyunki Hua hamari ek state ji Kahin Aisa Hota Hai

              اب آن لائن

              Working...
              X