Trading main Stop loss kun zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main Stop loss kun zaroori hai
    forex main dostoo sub se zaroori cheez hai managment ap ko loss bhe hoon ge ap ko profit bhe hoon ga lekn Ap ko losses ko controll kar ke apne profit ko boost karna ho ga agar ap stoploss nahe lagaty to matlab ap ne apna porra account ek trade main jhoonk dya hai phr yeh trading nahe gambling ban jaty hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul drust baat kahi hai bahi aapne ham log aik he trade main bht bari llt use kar kay saara profit aik trade say hasil karna chahty hain aur jabb wo trade ka decision ghalat hota hai to us wakt phir wo bari trade hamara account bhe wash kar jaati ha ya phir itna loss dy jaati hai kay hamko phir us ka loss recover krnyy ma bht time lag jata ha.
    • #3 Collapse

      Bohat achi baat ki ap ne. Bilkul issi tarah he hai k agr ham ne apni trade pe stop loss set na kia to ye kaam chalta rahey ga aur time waste hota rahey ga lehaza jab bhi koi trade lagaen stop loss aur take profit indicator zaror set ker lena chahiey ta jese he apki trade apki set ki hoi limmit ko touch ho ap ki trade close ho jaey aur hamesha small target set kren.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
        forex main dostoo sub se zaroori cheez hai managment ap ko loss bhe hoon ge ap ko profit bhe hoon ga lekn Ap ko losses ko controll kar ke apne profit ko boost karna ho ga agar ap stoploss nahe lagaty to matlab ap ne apna porra account ek trade main jhoonk dya hai phr yeh trading nahe gambling ban jaty hai
        Assalamualaikum ji bhaijaan Kyunki Jyada dialogue newly join kar rahe hain isliye Humko chahiye ki wo stop loss or take profit ke option ko use karne Tumko Jyada bade nuksaan se bache sakte hain aur Mere Ghar Mein new users score yes zaroor use karna chahiye Kyunki is se Woh Apna account wash hone se bacha sakte hain
        • #5 Collapse

          humy stop loss zaror use karrna chaye or is ko hum is liye use kartty hain ta k ak had k mutabik humy loss ho agar hamara by chance TP hit nahi hota to SL hit ho ga hum jitna bardasht kar sakty hain k humy loss ho to hum utna hi SL rakhty hain ta k is sy zayada humy koi loss na ho .or ye tool hamary liye hi banaya gaya hai or humy is ko use zaror karna chaye ta k hum secoure rahyen.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
            forex main dostoo sub se zaroori cheez hai managment ap ko loss bhe hoon ge ap ko profit bhe hoon ga lekn Ap ko losses ko controll kar ke apne profit ko boost karna ho ga agar ap stoploss nahe lagaty to matlab ap ne apna porra account ek trade main jhoonk dya hai phr yeh trading nahe gambling ban jaty hai
            Assalamu Alaikum buy trading Mein stop loss isliye Jyada Jaroori Hai Ke Jo new member trading ke Maloom Nahi Jante devoted Karte Hain To wo stop loss ka use kar kar apne aap ko bade nuksaan se Ja sakte hain
            • #7 Collapse

              agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main safe reh kar trade kar sakty hay esmain humay trade main stop loss ko use karty huway trading karnay main he fadia hota hay tab he hum safe reh sakty hay esmain mehnat karnay main he faida hota hay
              • #8 Collapse

                Dear forex forum member
                trading karty howy Stop Loss SL lagana aisay he zaroori hy jiasay shalwar mein nala mein k ye ap ko girny nai dyta hy ap kahty ho k itna loss main burdasht kar sakta hoon aur us py ap SL laga dain es ka big faida ye hy ap ka account wash nai hota hy aur ap safe rahty hain
                • #9 Collapse

                  trading main stop loss is liya zarori ha.takay har trader apni trading main zayada loss say bach sakay.jo trader apni trading main stop loss ka use karty hai.un trader ko kabhi bi is business main bara loss nahi hota ha.or jo trader is business main stop loss ka use nahi karty hai.un ka pora account hi wash ho jata ha.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main stop loss ki boht ahmiyat ha aghr hum apni trade main stop loss ka use kart hain tu es ka yah faida hota hai k hum apni trade ko lock kar dety hain kam se kam loss par or jub hum apni trading main stop loss set karty hain tu hmara accpunt bhi wash nahi hota hai or hum apni tradoing ko kam se kam bonus k sath bhi kar skty hain or money mnagmnt bhi ho jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

                      hamy forex mai stop loss ko use karty howe trading karne chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy agar hum is ky bager trading kary gy to hamy loss ho ga or hamare sare mahnet zaya ho jy ge hamy kabe be isy ignore nahi karna chahey yai ak international or legl business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

                        agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main safe reh kar trade kar sakty hay esmain humay trade main stop loss ko use karty huway trading karnay main he fadia hota hay tab he hum safe reh sakty hay esmain mehnat karnay main he faida hota hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

                          forex mai stop loss ke bohat ahmeyat hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy lakin agar hum is mai bager stop loss ky kam kary gy to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya broker ka koi qasur nahi hota forex mai hamy weekly target bana kar kam karna chahey
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

                            g haan bhai jaan as main yani fore trading main stop loss as liy zarory hai q k as ko ham nahi lagyen gee tu hamra acconu bhi wash ho sakta hai as liy ham ko apne account ko wash karne se bachane kee liy as main stop loss lagna chaiy hai tu hi ha m kamyab hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main Stop loss kun zaroori hai

                              forex mai stop loss hamara safeguard hain hamy is ko use kar ky trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamra koi boss nahi hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X