we need to wait with our open trade.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    jab hum trade karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho skay is main trade place karny kay liye humain hard work kar kay market main ana ho ga ta kay earning ho
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      g han forex trading mien agar ap koi trade open karte hian to phir us mien ap just take profit aur stop loss lagalen aur phir wait karen ke market kis point ko hit karti hai.
      • #108 Collapse

        Emotional ho kar aur jald bazi main aa kar decisions lena buhat dangerous ho jatey hain. Hamain koi bhi decision jald bazi main nahi lena aur patience key sath trading krni hy. Is key leye agar aap trading sey pehlay target laga lia karain to aap loss sey bach saktey hain aur bar bar decisions lenay sey bhi bach saktey hain.
        • #109 Collapse

          apki baat sahi hay humay wait karna chahiey hum nay jo trade open ki hoti hay kyun keh jald bazi main humay bohat ziada loss ka samna bhi karna par sakta hay so humay trading sabar say karni chaheiy
          • #110 Collapse

            Forex trading main ap ko chahiy k ap forex I market ko dik k sahee time p jab ap samjo k ap forex trading main ab baht ziada profit kama sakty ho to apko chahiy k ap forex trading main trading start kar do
            • #111 Collapse

              Gee ham apni open ki jany wali trade per wait kerna chahiay ky agar hamain same open trade main loss chal raha hai tou wait kerna chahiay ky market reverse move kery aur hamari trade profit main jani shuru ho jaey aur jo profit ka target select kia hua ho jab same target achieve ho jaey tou trade close ker deni chahiay
              • #112 Collapse

                ager kisi trader ku ye issue aata ha k wu trading kiye bina nae reh sakta tu different points pay wu 0.01 ki lot k sath trades open kerta rehy ic say oc ku apna trading ka pata chalta rehy ga
                • #113 Collapse

                  agar hum wait karen gay aur sabar say kam lain gay tabhi hum aonu trades say profit earn kar sakty hay aur humay esmain jald bazi nahi karni chahiey jald bazi main loss ka risk hota hay
                  • #114 Collapse

                    dear aysa he hy jab ap seekh aur smjh k kam karo gy tu ap ko faida hasil ho jaey ga open trade k sath ap ko forex mai apniii lfie ko set karo aru acha kam karo daikh sun aur apnii life ko set karo soo ap apnii life ko apnii life ko set karo acha earn kaor apnii life ko enjoy karo...
                    • #115 Collapse

                      Ap ki baat thek ha lekin agar hum ne market me long term trading karni han to is k liye humy chahye k hum stop loss aur take profit ko during trading zaror use kary q k agar hum in ko use nahi kary gye to ho sakta han k humy is business me boht zyada loss ho jaye isi liye ye tools boht important hoty han.
                      • #116 Collapse

                        Hamain koi bhi decision lenay key leye wait krna chaheye aur jab market enter honey key leye favourable ho to phir trades lagani chaheye. Jald bazi main koi decision lena nuqsan puhancha sakta hy. Market ko analyse krna zarori hota hy aur update lenay key bad lots lagani chaheyen aur un ka volum decide krna chaheye. Patience sey aap risk ko kam kar saktey hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #117 Collapse

                          is forex main learn karein gay tab hi hum sucess hon gay aur market main trade karny k liye boht hi sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi aur market main experience hasil kar k hi hum real main trade karein gay aur trend ko use karny main bi asani ho skay gi aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur profit hasil karein gay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X