Forex main kamyab hony k liey ap ki amount.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main kamyab hony k liey ap ki amount.
    Assalamualykum dear, jesa k ap janty hyn k forex trading main market ki variation buht zyda hoti hy aur some time hamara analysis be market ki variation k against chala jata hy cahiey hamary pas jitna be experience ho. To mery khayl say to humin forex main kamyab hony k liey bhaly he wait kar lena chaey but real trading tab start karni cahiey jab hamara captil thk ho aur hamara acount bara ho phir ap ko kam ka maza be aaiey ga aur phir kamyab he kamyab ho gay ap dost kia kehty hyn es bary main????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: qaisar774 پيغام ديکھيے

    Dear hamen forex men kamyab hone k liye amount ki nhi experience ki zarurat hoti hai farz kren aapke pass Trading k liye bahot achi amount majood hai aur apko Trading k experience nhi hai to aap kabhi bhi kamyab nhi ho sakte hain q k jab aapki trades profit men jaen gi hi nhi to aap kamyab kese ho sakte hain isliye hamen amount se ziada experience chahiye jab hamen experience hoga tab hi ham forex men achi trading kr paen ge
    • #3 Collapse

      dear forex online poori dunya ka business hay jis main ammount ka ziada hona knowledge say ziada aehmiat nai rakhta hay ammount ki nisbat knowledge ka acha hona sab say best hay so agar hamaray pass ammount kam bhi ho to ham achay knowledge say usay kai gunna increase kar saktay hai laikin agar hamaaaraay pass invest ziada ho aur knowledge kam ho to wo hamarai ziada say ziada invest bhi kam lagay gi.
      • #4 Collapse

        dear ap ki baat theek baaz dafa market ki aisi movement hoti ha jis par hum nay entry to apnay analysis par theek li hoti ha par difference movement ki waja se kuch trades loss me chali jati hain agr hamara capital low ho ga to account wash ho jaey ga agr capital big ho ga to aik bar loss honay kay bad jo capital bachay ga os se trade kar kay ap phr capital ko increase kar saktay hain is liey ap kay pass achi investment honi chahiey loss ko recover karnay or consistent kay sath market me trading karnay or attatch rehay kay liey ta kay survive kia ja sakay
        • #5 Collapse

          Dear friend forex trading mai kamyabi ki key amount se ziada experiences have planing strategy aur management hai. Jo apne loss ko jitna minnimize kar lay ga wo itna kamyaab ho jayega.
          • #6 Collapse

            Jahan TK Mera opinion ha to forex m jitni mrzi amount investment krlen lekin agr agky pass experience nhi ha to koi faida nhi ha keun agr apky pass experience nhi hoga to AP amount ko achi trah trade nhi kr sken ge.jiski wjha se apka account wash bhi ho skta ha.to money investment see pehli hmen trading m oerfepehona bht zruri ha.
            • #7 Collapse

              WAlikam salaam bhai market main kam krne k liye hume zada amount ji zahrorat nai hoti hume zada experience ur knowledge ki zahrorat hoti hai agr hume apni investment krni hai tu minimum hamre paas 100$ ki investment lazmi krni chaiye market main movement fast hoti hai ur choti lots py trading krni chaiye
              • #8 Collapse

                G forex trading business mein kaam karne k liye aur kaamyaab hone k liye ziada zaroorat learning knewledge aur experience ki hoti hy aur is k sath ap ki investment ya amount bhi ziada ho gi tu ap ziada profit earn kar saktay han lakin ye bhi zaroori hy agr ap ko forex trading business ki learning knewledge aur experience ho ga aur ap market ko samjh saktay han tu kam amount se bhi achi trading kar k profit earn kar saktay han
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to eskay liey humay demo account par trading ki practice karni chahiye kyun keh ziada practice karnay say he hum market main achi earning kar sakty hay esmain lalach karna nahi chahiye kyun keh lalach say market main loss he hota hay esmain sabar ka daman thamna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Pakistan forex forum m kam krny k liy hmy ksi amount ki zrorat nhi q k forex hmy bar bar alert kr rha hy k ye bagear invesmnt k beznus hy is m hmy experions r knoliged hi banana hota hy wo hi hmari amount hoti h.for example hmary pas boht achi amount hy likn jb tk hmy treading m experions nhi ho ga hm kesy profit hasil Karen gy km amount ho pr experions ho hm khud us ko dubal kr sakty hen forex m experions hi hmari real amount hy.
                    • #11 Collapse

                      mien es mien new hion mager mien es mien new ho ker bee new ni hion q k mien ny es mien pahly kam kya tha mager mienj y es ko ab chor dya hai or es mien wo he success hasil ker sakty hien jo es mien aa ker hard work kerty hien or khud k lye maqam ka tayan kerty hien
                      • #12 Collapse

                        g han bhai apki bat shai hai forex main jub trading start karni ho tab hmain karni chahye jub hmary acccount main bonsu zeyda hjo or hmary pass capital acha ho q k jub hum starting main trdaing karty hain tu hmara trading ka expiernce nahi hota tu hmain loss hony k chances hoty hain tu loss hony k bad hmary apss capital hona zarori hai
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: qaisar774 پيغام ديکھيے
                          Assalamualykum dear, jesa k ap janty hyn k forex trading main market ki variation buht zyda hoti hy aur some time hamara analysis be market ki variation k against chala jata hy cahiey hamary pas jitna be experience ho. To mery khayl say to humin forex main kamyab hony k liey bhaly he wait kar lena chaey but real trading tab start karni cahiey jab hamara captil thk ho aur hamara acount bara ho phir ap ko kam ka maza be aaiey ga aur phir kamyab he kamyab ho gay ap dost kia kehty hyn es bary main????
                          Walaikum assalam Bhaijaan Forex trading Mein Kamyab ho Jate Hain To aap ko Apne market ke baare mein achi analyses Karni Hogi qk Forex trading analyses ki best Pari Jalta Hai Kitne acche aapke analyse Honge Itna achha trade main aapko profit hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main kamyab hony k liey ap ki amount.

                            agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy ache learning hasial kar ky km sy km 100$ deposit kar ky trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy forex aik online business hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain yai aik legal business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main kamyab hony k liey ap ki amount.

                              Is kam my kamyab hony k liya ham ko achi amount bhi chiya hoti hy jo ham agr achintrha sy kam kry is my to ham sahi is my kamyab ho sgty hy is my hamy zeada chiya hota hy our gam zeada bna ly to ham zeada achy ho jaye agr buanss zeada bna ly us pr ham kam lit siz lga k bethhy to ham apni zindagi bhr beth k kha sgty hy
                              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X