Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    dear mai to ap ko yai kahun ga k forex tarding mai mehnat shat hai ham kabhi kabhar ap ki kismat b rang lay ati hai par mehnay zaruri hai tab hi ap ko profit gain hio sa kay ga jabap mehnatt karen gay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      forex main kismat ki nayi mehnat ki zaroorat ha ap jitni zaida mehnat karyan ga ap ki kamyabi ka utna zaida chances hain ap utna hi aga kamyab houn ga jitni ap mehnat karyan ga g.
      • #408 Collapse

        ager aap qismet per depend kare gay tu aap profit nhi earn ker sakte better yahi hai kay mahnet ko prefer kare usse say aap ko fida hoga kew kay her kam luck per depend nhi kerta iss leeye mahnet is the best point of earning..
        • #409 Collapse

          dponya me kai eak ese log hen jin ka naseeb itna acha hota he k woh kisi chez ko b hath lagyen os me onko fyda hota he our forex me b koch log apni achi qismat se profit hi profit paa lete hen lakin dosto qismat na tu har bar sath deti he nahi profit is liye agra eak mehnti admi forex ko join kar k kam karta he tu os k apne hath ki sari bat hpoti our os k ache mind pe depend karta he k eak mehnati admi jab chaye profit kama sakta he laken luck har bar sath nai deta is liye apni meghnat ko focas karo our isi pe trust karo
          • #410 Collapse

            my dear bother ap ki forex trading ma qismat b ho na jaha bother or my dear bother forex trading ma mehant boant important hy bother ap hard work karo ga to kuc mali skate hy bother
            • #411 Collapse

              Mery khyal main forex main mahnat ka sath qismat ka hona bohat zarori hai. Agar hum mahnat karain aur kismat hamry sath na ho tu hum profit earn nahi kar sakty. Tu dono hi cheezain important hai hamri trading main sauccess ka liye.
              • #412 Collapse

                Forex main mehnat ka bara role hai aur agar hamary pass koi achi strategy ho gi to hum market main positive pips easily kar sakte hain aur kafi successful bhi ho sakte hain. Kabi bhi over trading na karen ta keh successful ho sakein.
                • #413 Collapse

                  mera sub diost forex mein mahnt zayed zarore mahnt karn ke insan itne pise kamn senkten he ke wo duniyan mein apny ek monkem bana senkten he forex best online business hein
                  • #414 Collapse

                    hum logo ki qistam tu some time hi work krti hai but layen mahnet jis ko english ma experience or hardwork bhi kahtay hai wo every time work krta hai es lia trade depend krti hai our experience or knowledge jo k key hai trade success ki.
                    • #415 Collapse

                      assalam o alaikum my dear friend muneeb ap kay sawal ka jawab yee hai mehnat he kamyabee ke zamanat hai mehnat say insan kamyab hotay hain or qismat hr bar kamyab nahi hotee
                       
                      • #416 Collapse

                        assalam o aliakum ap kay sawall ka jawab ye hai kay mehnat me azmat hai is liya hm ko bas mehnat krne chahiya kyon kay mehnat karnay wala insan he kamyab hai is liya hm koqismat par believe nahi karna chahiyaa
                         
                        • #417 Collapse

                          luck and hard working these two are right at there places and to become lucky hard workin is necessary and learning of trade is very important factor in trading.
                          • #418 Collapse

                            mere dost main toh ye samajhta hunke ham ko hamesha mehnat par depend karna chahye kiunke mehnat hy hamare kaam aty hay, ager banda sab kuch apny kismat par chhor day toh woh kamyab nahy ho paega
                            • #419 Collapse

                              well jnab, ap ne jo thread kara hein tu mein iss baray mein yeh kahoon ge ek bai yahan per b n har jagha pe ap mehnat kartay ho tu hee ap ki luck , apki kismat ap ka saath daity hein , q k mehnat k bina hm kuch nai kar saktay hein n hm mehnat se ehe apni kismat bnatay hein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                I think Forex main dono cheezain chalteen hain mehnat b aur qismat b jab app ko forex nae atee tab to app ko learning ki zarurat hotee wo app ki mehnat hotee he us ka baad jab app sab learn kr letay ho fir app ki qismat ki bat b a jatee he. app qismat ki wajaha se boht bar loss se bach jatay hain mery kheyal se 30% qismat apna role play krtee he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X