Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      asslam oa limkum dear's yes dear forex am hhumy mahant to zorro akrne chaye kisamt par nhe beth jana cahhey mahnt to karne cahye bad ma jo kismkat ma likha hwa ho wo to milna he hota ha.
      • #153 Collapse

        kamyabi to wasa dono ka lia ha mara khial ma to aap ki kamyabi ma aap ki luck bhi bht ziada matter karti ha lkn aap ko jo kamyabi luck ki base pa milti ha wo to sirf temporary hti ha lkn jo kamyabi aap ko mhnat karni sa milti ha ya aap ki real kamyabi hti ha wasa bhi jo kamyabi aap ko mhnat sa milti ha is sa aap koo trade ka bara ma acha experience bhi milta ha trading ka bara ma .
        • #154 Collapse

          forex trading me aapko hamesha apane mahenat ka hi profit milta haiagar aap apana kismat ke bharosa par forex trading karenge to aapko hamesha loss ka hi samna karana padega ur aapko kabhi profit milta hi nahi hai is liye aapko mahenat jyada karni padega aur kismat par kam rahana hai
          • #155 Collapse

            bhai aesa zarur he ke her kaam men achi qismat ki zarurat perti he lekin isse bhi zyada zaruri he mehnat he ager mehnat nahe kerenge to qismat apka hamesha sath nahe degi lekin jab tak mehnat kerte rahenge akhir men us mehnat ka phl apko zarur milega ..
             
            • #156 Collapse

              dear main samjta hun k forex k buisness mein hamary liye qismat ka hona zaroori nai hai balkay is mein hamary liye mehnat ka hona zaroori hai to phir ham kamyab ho sakte hen dear
              • #157 Collapse

                Well i choose hard work ... just because agar apki skills hain or sath main knowledge bhi hai to jo bhi work karo gay wo mehnat say karo gay jiss say apko apki mehnat ki kmai bhi milay gi ... qismat ki waja say nahi milti mehnat ki kamai .. education knowledge experience ki waja say hi milti hai mehnat ki kamai to so that is why i choose hard work ...
                • #158 Collapse

                  main samjata hoon forex main qismat se zada appki mehnat importain hai kyun ke qismat her bar app ka sath nahi deti jab ke app ki mehnat hamesha app ko sahi rasta dekhati hai
                   
                  • #159 Collapse

                    i don't think that Forex trading main qismat ka bhi koi khel ho sakta hae.. yahan sari kamyaabi mehnat say he milti hae, ap jitni mehnat karenge apko uska utna he ziaa reward milega... so i don't believe k yahan pay log qismat say kamyaab hotay hain...
                     
                    • #160 Collapse

                      mere bhai forex trade mein qismat se zeyada mehnat impotent hy wo is leye ke agar to aap ke pass forex ka knowledge aur experience hy to phir to aap easily har trad ko kamyab bna sakty hein aur acha profit earn kr sakty hein but agar aap mehnat kr ke forex ko nai seekhtay to aur baghair knowledge ke he aap trade laga lete hein to phir loss ka samna kr na prega because God helps those who help themselves.
                      • #161 Collapse

                        salam mery doston forex trading ek aesa business he jahan mehnat ko ziada importance hasil he ap jitni ziada mehnat karen ge utni hi jald success payen ge apni mehnat se ap qismat ko badal sakte hen lekin ap ko ziada se ziada hard working kerni ho gi..............thanks
                        • #162 Collapse

                          mahnat ho gi to qismat chala gi or apk is may dono k sath challna paray ga or apko is may kamyab hona bohat zaruri ha or apo is may mahnat k sath km krna paray ga to hi kamyab ho jao gay
                          • #163 Collapse

                            qismat b depend karti hy lekin mairi nazar mai hard wala he kamiab hy aur ALLAH'TAALA b lhta hy k mai kisi ki mhnat zaya ni karta aur kismat apni jaga inehsar karti hy
                            • #164 Collapse

                              dear forex trading aik business hay aur es business me luck ki koi jaga nahin hay aur es business me hum mehnat kay zariye se unlimited profit asani se earn kar sakte hain aur forex trading me hum demo account account me practice kar kay es business me unlimited profit earn kar sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                mere khayal se humari mehnat ziada zarori hoti hai ager humari mehnat ziada ho toh hum log bohat acha gain kar lain gay aur ziada work bhi nahi karna paray gee humara experience humari kismat achi bana daita hai islye humain future banana chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X