Qismat ya Mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    Bhai Kia aap ko Pata he ke aap ki qismat me Kia likkha he agar Pata he tu zaroor qismat pe depend Karin lakin forex me mehnat hi kam aati he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      trading main hi trading kar raha hu lekin mujhe lagta hai ki greed hame kaafi dikkat deti hai jayda tar time yahan tak ki maine bhi demo trading main yahi paya hai ki ham jyada lalach main kai baar high lot size sai trading karne lagte hai jisse ki hame kai baar jyada loss ho jata hai
      • #723 Collapse

        Pure khyal may perhaps tau forex may perhaps zyada inhisar mehnat for every he ke ja sakte hai queen k serf kismat ze aap forex may perhaps earning nahe kar sakte.
        • #724 Collapse

          bhai mai ye samajta hun kay forex mai sab say phelay knowledge ki zarurat hai kue jab hamay paata hi nahi hoga kay mehnat kaisay karnni hai tu hamm kea kar sake gain islia hama mehnat par hard work krna chaea or luck par thora focus krna chahea
          • #725 Collapse

            dear forex market aap say mehnat mangta hay agar aap mehnat nahi kartay ho to iss ka matlab hay kay aap luck par work kar rahay ho is ka koi fayda nahi hota balkay sirf or sirf time hi bar baad ho jata hay iss liya aap ko forex ko seekhna ho ta hay.
            • #726 Collapse

              dear Forex me mahnat or qesmat ki apni apni juga hoti hy or Forex me deno ka hemra sath hona chayia dear leken hame serf qesmat pe depend nahi ker sakty hane hame mahnat kerna chayia q k agr ham mahnat kery ge to qesmat b hamera sath deti hy q k ham mahnat ker k qesmat ko achaa bana sakty hane
              • #727 Collapse

                Both are important!
                Luck is a short term favor that at times occur but most of times it goes against us. Luck is not sustainable solution but hard work is sustainable lng term and will always favor our trading.
                • #728 Collapse

                  qismat apni jagah hoti hai or mehnat. or kamyabi k liye to mehna hi karni parti hai qk mehnat se hi hum apne khuwab pure karte hain planning banate hain.qismat ka number sab se end me hai jab aap khub mehnat kar lein, strategy bana lein or phir b kuch faida na mile to yeh hoti hai luck.
                  • #729 Collapse

                    Dear hmen is bsuiness me mehnat se kam karna chahe hmen is business me qismat se kam nahi karna chahe kyun k agr hm is business me qismat se kam karty hain tu hmen loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me mehnat se kam kareen
                    • #730 Collapse

                      jee bhai main aap k sawaal k jawab mein kehna chahon ga k Forex trading aik aisa business hy k jis mein hum luck py nhe chalty is mein hamen mehnat krni hoti hy aur usi mehnat se hamen aik achi earning haasil hoti hy aur usi mehnat6 se hum kamyaab hoty hein...
                      • #731 Collapse

                        jee bhai main aap k sawaal k jawab mein kehna chahon ga k Forex trading mein kisi bhi Forex trader ko qismat py yaqeen nhe rakhna chaheay blky apni mehnat se apny knowledge se kaam kr k aik achi amount earn kr k faida haasil krna chaheay...
                        • #732 Collapse

                          app kabhi bhi kamiyab nahi hosakein gey humhy full mehnatr karni chhaiyeh aur mehnat sey hi hum agay brhty hain h . kismat hamesha mehnat karne
                          • #733 Collapse

                            dear friend in my opinion kahen dafa kismat hamara sath zaror dy jati ha aur hum acha earn kr lety han but har dafa hum kimat par he depend ni reh skty hum ko mehnat krna hoge aur hardworking kr k he hum successful trader ban skty han.......thanks
                            • #734 Collapse

                              achi kardety hain humhy fkoi greed rkhni chahiye and phir us ky bad sab luck par hota hy jo kisma ull mehnatr karni chhaiyeh aur mehnat sey hi hum aga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                Forex trading main qismat say zada mahnat zada rang lati hai to hamin prefer hamisha mahnat ko he deni chahyia kiu k mahnat kbi zaya ni hoti ap ko ap ke mahnat ka phal mil kar he rahta h kismat har ak ke ache nahi hotii kismat apni jaga or mahnat apni jaga hard working is key of success....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X