Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    koi bhi asa business lo jis mei ap hard work nahe karo gay dilchaspi nahe logay tou janab ye baat paki hay ap ko wahan kaam karnay mei bohat he zyada hards situation ay gi esliye mehant bohat zaroori hay mehnt se work ko seekho bohat zarooi hay ye cheez har aik kay liye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      forex trading me jo hay mehnat he kam late hay rang dikhte hay jab hum forex trading karte hay buy sell order lagte hay tu hum are mehnat kam me ate hay aur trade k doran hum are sath me kismat bhi kuch kam luck bh kr jata hay jis ke waja se hum profit earn kr lete hay mehnat lazmi hay kuch knowledge ho ge tu hum work kare ge
      • #228 Collapse

        me to forex me mehnat he kaho ga ku k jb tak hum mehnat nahi karty hain hum kabhi b is cheez ko asani say nahi samjh sakty hain hum ko hammesha he is cheez ko samjh kar karna hota hai k hum ko loss na ho.
        • #229 Collapse

          mehnat5 imp hain zahir ha jo log yahan p qismat ke upper depend karke work karte hain unhe loss hota ha loss hone ki waja ye hoti ha ke un ke pass knoledge or practice 2no hi nahi hoti hain.
          • #230 Collapse

            friend mery khayal mai hamy chahiye kai ham forex trading mai mehnat kary...forex mai luck bhi important hai aor mehnat bhi to hamy chahiye kai ham mehnat kary forex mai khoob
            • #231 Collapse

              Forex eak world-wide business ha es leyh hum just esy kismat per nhe chor sakty agr ap es ko just apni kismat per chor rahy ho toh mean ap es business ko juwa samjh rahy ho.
              • #232 Collapse

                Definitley Is thing is depend on hard work/ mahnat. If we do hard work early, then we will get success in each stage of life. forex is also depend on hard work. we are usually thinking that luck is best. No, first condition for luck is hard work.
                • #233 Collapse

                  forex mai apko 2non chahiayay but mostly luck pay itna nahi karna chahiaya sara juxt apki mehnat pay depend karta hai ap kitni mhnat kartay ho aur kisay kam kartay ho agar ap mhnat kariow gay tow luck b apka poora poora sath day gi
                  • #234 Collapse

                    Ee bhai jan mahnat kar k hum apni qismat ku acha kar sakty hy q k qismat insan khud bnata hy agr hum mahnat sy kaam kary gy tu hum buht ziada profit hasil kar sakty hy hum mahnat k bagair koi kaam ni kar sakty ur na kamyab hu sakty hy ur na apni qismat ku kasoor war thahra sakty hy.
                    • #235 Collapse

                      forex main agar hum mehnat karain ge tu hamara expriance knowledge or trading style ya sab behtar hoga lakin qismat per depend karne say hamain loss be hosakta hai so best traders mehnat say age ate hain
                      • #236 Collapse

                        hard work is better than luck, because trader ko luck per depend rah kar trade nhi karni chahiye, agar aap ke pass forex business trade karne ke mehnat hogi to ap easily kisi bhi market me trade kar ke profit earn kar sakhte ho, agar qismt pe depend rahe kar trade kare ge to aap ko zeyda tar unsuccessful trade hogi, nothing is possible without hard work....
                        • #237 Collapse

                          ofcors this is a hard woork job not a qessmat q k jb ham koe kam nhe krty tb tak qesmat p depnd krty h lakn jab ak kam ham karr rhy h to useey pura krny k leya hard work ke zrorat hoti h luck does not bring good trding for yuo q k kse kam ko krny k leya mhnat ke zrorat hoti h es kam m bhe mhnat ke zrorat h ap jetni mhnat kro ga utna zada earn kro ga
                          • #238 Collapse

                            yar forex meen kam kurnay ky lye mehnat zayada zaroori hy. achi mehnat aap ky kaam aa sakti hy.
                            qismat phir bhi aap ko faida dey sakti hy. Allah mehnat ka sila zaroor deeta hy.
                            • #239 Collapse

                              is kaam mein dono cheezo ki equally involvement hoti hai agar mehnat nahi karaingay posings mein to qismat aazmanay ka moqa e nahi milay ga kiun ke earnings hogi to hr trading karaingay aur phir agar kismat achi hui to profit hoga warna loss hoga kiun ke yeh kaam mehnat aur qismat dono pe depend karta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                forex ke business me qismat or mehnat dono ka sath hota hy but is me qismat ke liye bhu mehnat ka hona zrori hy q ke ap is me jab tak mehnat kre ge ap ko us ka benefit nahi mily ga or us mehnat ki waja se ap ko ap ka luck sath nahi de ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X