Currency pe trade Karen ya metal pe?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pe trade Karen ya metal pe?
    Ass salam o alaikum dosto mera sawal hai k new forex traders ko metal pe trade karni chahiye ya currency pe?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzainali45 پيغام ديکھيے
    Ass salam o alaikum dosto mera sawal hai k new forex traders ko metal pe trade karni chahiye ya currency pe?
    Dear ham jo log pak forum k bonus pe kaam kr khe hain ham men se maximum log new hain aur hamen cruncceis pe hi kaam krna chahiye q k ham logon k account bhi small hain aur hamen trading ka itna ziada experience bhi nhi hai so hamen cruncceis pe kaam krna hi beat beat hai agar ham metels pe trading kren ge to ham loose ho jaen ge so hamen cruncceis pe trading krna hi behtar hai aur second ye k agar ham oil aur gold ki taraf jaen ge to phir jald hi hamare account wash ho jaen ge isliye hamen oil and gold se hat kr hi trading krna hai tabhi ham apne bonus account pe kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Assalam alaikum bhai forex main mera experience kahta hai ka agr ap new member han aur ap na abi trade start ke hai tu ap ko chaya ka currency pai trade lagain metal sa bach ka raha mera khyal sa metal sa bahter hai ap currency pai trade lagain ya best hai
      • #4 Collapse

        bhia jo bhi new log aatay hay un ko chahiye kay wo metals per trade na kerain kiun kay unn mai movement bohat fast hoti hay or account bohat jaldi wash ho jaata hay hammain chahiye kay majour currency kay pairs may trading kerian
        • #5 Collapse

          jis ki market chart ki study karny k bad apko behtar posation mein nazar ay ap usi pe trading karen.donu pe trading karty waqat lot size ka khyal rakhen jo k ap k account ballance k mutabik honi chahye.metal pe kam rakhen'currency ki nisbat.
          • #6 Collapse

            apny sawal acha kiya hy ap lerning kry jis ki apko zayada samaj ay ya ap ko jo zayada esy lagy ap usi ki trading kren agr ap dono ki hi tarding krna chah rahy hain to apko lot size ka khayal rakhna chahye jitna apka acount belance hy usi k mutabiq lot size set kren
            • #7 Collapse

              dear agr ap new traders hain to ap ko chahiey kay ap major currency pairs par trading karay ku kay exprience kay begair or bina knowledge kay agr ap metal me trading karay gay to metal ki fast movement or long trend ki waja se ap ka account wash ho sakta ha ap ko chahiey majors pairs me trading karay ap ko majors pairs ka analysis b mil jaey ga expert traders ka ap un analysis ki help se profitable trading kar saktay hain or ap kay knowledge me b izafa ho ga
              • #8 Collapse

                actually metal pairs market kay biggest pairs hain ye expert traders experience walay traders kay liye hotay hain newbies kam experience aur jo small traders hotay hain wo best tabhi rehtay hain jab wo currencies pairs pe work karain mostly metals pe trading kar kay loss kar detay hain currencies pairs sab kay liye best hain risky movement nahe hoti...
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzainali45 پيغام ديکھيے
                  Ass salam o alaikum dosto mera sawal hai k new forex traders ko metal pe trade karni chahiye ya currency pe?
                  Walaikum Assalam ji bhajan agar aap ek new trailer hain aap ko chahiye ke aap Kisi currency par trade Kare Kyunki currency pair mein movement bahut kam hoti hai Jiske bhaiya se aap Jyada der tak trading business Mein survive kar sakte hain aur Jyada experience Hasil kar lene ke baad aap metal perpetrate kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency pe trade Karen ya metal pe?

                    agar hum forex mai new hain to hamy currency py trading karne chahey or agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hamy matal py trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy yai dunay ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency pe trade Karen ya metal pe?

                      forex trading business mein jo new new trader han un k liye zaroori hy k wo currency pair par trading karain aur new trader ko metal par trading nhi karni cahaiye kiok metal par trading buht ziada risky hoti metal par trading k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy jo new trader ko nhi hota is liye new trader k liye currency pair hi theek hy trading k liye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X