kia app mere baat se itfaq karte hoo???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    han dear bilkuk esy ho skta 5 din tu bht dor ki bt forex bht risky kaam hai aik din mein bonus 0 ho jata hmy chahiyeh achy sy mehnst kry tub e kanyab ho skty hain hmy zaida sy zaida mehnat krna ho gi tub e kamyab ho skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam krta rahna chahia ya hum ko hamra kam karna ka paisa data ha
      • #138 Collapse

        meray bahi jaan is ki ai khi wajah houti hai kay apko abhi tradign nahi aa rahi so apko caheya kay ap learn kerou then earn kerou apko bhot achii kahsi ajaegi eanrign kerna thanks
        • #139 Collapse

          G bhai g mai apki bat sai bilkul agree kerta hon apko forex trading kerta hwa koe jald bazi nai kerni chahye kun ke jaldbazi ka kam shetan ka hota hy is liya soch smj ker market ko dakh ker
          • #140 Collapse

            is main boht say log kam karty hain magr humain trade main hard work kar kay kam karna ho ga magr is main 5 din main hurry karny main humain kafi loss ho sakta hay riks hota hay
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #141 Collapse

              g han forex trading mien apko kabhi bhi jald baazi nahi karni chahiye aur apko chahiye ke ap is mien proepr mehnat ke sath is mien trading karenge to ap phir zaroor kamiyab honge.
              • #142 Collapse

                agar hum theak say trading par focus nahi karen gay to humay market main loss ka samna karna parta hay so humay chahiey keh trading ko sahi say time dain ta keh esmain kamyab ho saky
                • #143 Collapse

                  Ap ki baat bilkul thek han q k agar hum is business me patience se kam nahi lye gye aur is business me greed kary gye aik big lot size par trading kary gye to humy is business me boht zyada loss bhi ho sakta han isi liye humy Forex me greed se avoid karna chahye isi trha hi hum losses se bach sakty han.
                  • #144 Collapse

                    Totally not agreed with you kyun ky agar apka daily time frame ky sath trade kerty huey account wash ho jata hai tou weekly time frame ky sath apka account kesy save reh sakta hai apko apny investment balance ky hisab sy time frame select ker ky trading kerni chahiay ky apko same open trade main kuch profit bhi hasil ho saky
                    • #145 Collapse

                      dear forex mai ap kojaldi baqi se akam nhn lena chahiye forex mai lalach jo b kare ga es liye daikh sun aur smjh k kam karo gy es liye ap jab seekh aur smjh k kam karo es lye daikh sun aur smjh k kam karo aru apniii life ko set karo...
                      • #146 Collapse

                        achay trader trading kay doran kabhi b jald bazi nai karty hain aur sabar kay sath kisi achay moqay ka wait karty hai aur phir he trading mai enter hotay hain. ager jald bazi mai trading ke jiye aur market kay analysis kay baghir trading ke jye tu iss trah say ziada tar loss he hota hai .
                        • #147 Collapse

                          Forex trading aim esa business hay jis main jald bazi ki koi jaga nahi hay kiun kay jab ap ladi main atay hain to ap say koi na koi mistake ho jati hay ya ap market ka sahi tarah say analysis nahi kar patay hain ya phir ap say aur koi mistake ho jati hay esi soorat e haal main ap main greed ka element bhi aa jata hay
                          • #148 Collapse

                            Trading main patience ko nahi chhorna chaheye. Jald bazi main jo decisions leye jatey hain, un sey achey results hasil nahi hotey. Trading krney sey pehlay planning kr leni chaheye takeh trading key doran bar bar decisions na lena parain. Yeh aik risky business hy aur pehlay market ki update leni chaheye aur phir us key mutabiq trades lagani chaheye.
                            • #149 Collapse

                              G bilkul agar hum is business me greed kary gye aur patience se kam nahi lye gye to humy is business me boht zyada loss bhi ho sakta han isi liye humy chahye k market me koi bhi position open karny se pahly apny expert traders se help lye and then trading kary isi trha hi hum loss se bach sakty han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Forex trading key doran koi bhi step jald bazi main nahi lena chaheye. Yeh business mind ka business hy aur is main emotions aap ko loss puhanchatey hain. Jo log trading key doran loss ki waja sey emotional ho jatey hain, woh wrong step uthatey hain aur loss kar bethtey hain. Is leye emotions ko trading key doran door rakhna chaheye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X