Experiance sae trading per kya asar hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experiance sae trading per kya asar hota hai
    Dear members mere khayal mein aap ko aise bahut si trades milain gi jahan aap ki strategy aap ko kuch nahin bataye gi aur wahan aap ka experiance hi kaam aye ga aur aap sochain gay kay pahele bhi aik baar aisa hua tha tou aap nae uss kay lye yeh action lya tou aap ko uss trade mein kamyabi hui aur aap nay bahut acha profit hasil kya aur yeh sub exoeriance ki wajah sae hi hua tha iss lye experiance trading kay lye bahut zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend kisi bhi kaam mai experience ki bohat importance hoti hai. Aur experience hamesha jitna bhi us kaam ko time diya jaye aur practice ki jaye experiences aaty hain aur usse humari kamyaabi k chances barh jaaty hain.
    • #3 Collapse

      bilkul dear yi experience hi tu hy jo ap ko is kam may tiky rehny ki waja bantahy warana mai kai aisy logo ko daikha hy jo acha profit bana rahy hoty hy per koi asie mistake karty hy jis waja sy un ko loss ho jata hy tab wo kise sy pochty hy tu pata chalta hy ky is jaga py yi karna hota hy tab un ko samjh ati hy ky is market mai sirt trade ka a jana hi sab kuch nahi hota hy balky ap ko is mai tajurba bi kafi zarori hota hy.
      • #4 Collapse

        Assala mu alikum bhaio experience hi say to sb kuch ha ager apky pass kisi bhe fields ka knowledge ha ap bht profit ly sakty hain experience ha to ap profit ly sakty hain kyu trading depend krti ha acha skillfull oerson jisee experience ho ga to profit aeeee ga
        • #5 Collapse

          dear ap ki baat se agree karta ho exprience ka faida yeh ha kay hum market me wrong decision se buch jatay hain baaz okat humainy hamara technical analysis or fundamental analysis theek signal deta ha par waha par jub hum apna exprience use kartay hain to humainy pata chalta ha previous kuch days ya month me market ki yehi situtation thi or is situation me market nay aisa behave kia tha to ap ko apnay exprience ki waja se market ki complicated situation se buch jatay hain
          • #6 Collapse

            Dosto forex trading main experience k oper hi to trade ki jati hai agar experience na ho to trade kesay milay gi aur aur koi trading main koi timing Aise hoti k plan and strategy say hat experience base per trade open kertay hain aur achay profit hasal kertay hain experience k sath hi sab kuch possible hai forex main forum per hum knowledge and experience he hasal kertay hain Esmain har koi apna experience shair kerta hai.
            • #7 Collapse

              Dear Forex traders Assalamualaikum Forex trading Mai knowledge or experience Rahe aap ko profit Milta Hai dear members Jitna aap ke pass experience Hoga uthna hai aapko loss kam hoga trading Mein management aur planning important hai aapke paas achi se achi device hi kyu Na Ho fast internet Ho lekin Agar Apke Pas knowledge nahi hai to aap trading Mein expert bhi nahi ban sakte ho
              • #8 Collapse

                Forex ka experiance hasil karna trading kay lye bahut zaroori hai kyun kay experiance kay beghair forex mein kamyabi hasil karna bahut mushkil hota hai aur agar hum iss kaam mein experiance hasil kar letay hain tou hum iss business mein kamyab ho jatay hain aur hum iss mein bahut acha profit kama saktay hain aur experiance hasil karnay kay lye bahut mehnat ki zaroorat hai
                • #9 Collapse

                  dear friend treading m experions boht Zrori hy experions ka boht acha asar parta h hm zyada profit kma sakty hen los sy buch sakty hen ksi b beznus ko start krny k liy experions boht Zrori hy knoliged r experions sy hm sucsesfull beznus men bn sakty hen .
                  • #10 Collapse

                    jab bhi aap jitni trading kertay hay market ko watch kertay hay aap ko market ki samajh aati rehti hay or aap aahista aahistaa market ko guess kernay kay qaabil ho jaate hay jis ko aap basically experience kehtay hay or iss ka trading per bohat ziyaada effect hay jab tak experience nah ho aap ko profit nahi mill sakta
                    • #11 Collapse

                      dosto forex trading ma experience bht he great cheez hy or agr kisi b trader k ps experience na hy to wo kbi b bra trader ni ban pya ga or ye experience hr trader k ly bht he important cheez hoti hy kiun k forex trading ma aisi bht si jga ati hy jha py aik am sy trader ka mind kam krna chor jta hy wha pr sirf usi trader ka mind kam krta hy jis k ps kafi zyda experience hota hy kiun k wo khe na khe aisi jga sy zroor guzra ho ga es ly wo es br apny experience ki wja sy asani sy guzr jta hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Trading m experience ka buht bara role hota h jb ap k pass experience hota h to ap ko sb chezon k bary m ba khob andaza hota hh k ap ko kasy situation m kia krna chaye or iss k bad next kia ho ga q k ap ko practice krty hoy kafi time ho gia hota hh...or yeh sb ap ki trading pr effect krty hn...agr ap experience k sath trading krty hn to ap ko loss k chances buht kaam hoty hn...

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X