Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai
    Stop loss option active karna har trade k leye nehayat he important hota hai so maira nahe khyal k koi trader hoga jo stop loss ko prefer nahe karega es mai ye baat hai k stop loss some time quickly hit hojata hau lekan kuch loss k badlay mai agar ap bari loss say bach jaee tu maire khyal mai ye koi bari compromised nahe hogi lehaza stop loss zaror activate karne chaheye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jis tarha gari or bike ky break hoty hy or wo ap use kar ky apny ap ko ap bacah sakty hy accident sy ise tarha jo ap trade lagaty hy wo pa ki gari hoti hy jitna wo chalti rehti hy ap ko utna hi profit dyti hy ager wo revers ho jay tu ap ko lazmi break use karny perty hy ager ap ny apny loss wali trade py stop loss use nahi kiya tu ap ko account ky wash hony ka khatra barh jata hy is liya yi mush hy use karna.
    • #3 Collapse

      dear ap ki baat se agree karta ho stop loss ka option nehaat important ha hamari trade kay liey or me b is ka har trade open karty wakt lazmi use karta ho is se hamara risk har trade me limted ho jata ha or market ki zada movement se zada loss se b buch jatay hain or humainy zada tention b nehi hoti ha hum relax feel kartay hain
      • #4 Collapse

        Re: Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai

        g ha tarade opan karny k liye stop loss wali option activ karna buhat zaruri hota hy is se ham markite k loos se bhi bach sakty hy agar ham nahi kary gy to hamy buhat loos ho ga agar ham kary gy to ham loos se bach sakty hy or hamy esa hi karna chahiye ta k hamy koi loos na ho
        • #5 Collapse

          Re: Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai

          hamain stop loss ko use kar k hi trade karni h gi aur active ho k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora karny kabil ho sakty hain aur hamain is forum main bi information achi ho gi tab hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forum main bi earn karen gayy
          • #6 Collapse

            Re: Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai

            hamy stop loss ko use kar ky trade open karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apna life stye change kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kr is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai

              hum trade laga kar acha munfa kama sakty han hamy ache leanring gain karne ho ge pher he hm agy bar sakay gy forex aik acha busness hain hum s mai raat mai be kam kari sakty hain hm is mai din maai be am kar sakty hain hum is maai agar bager learnign ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex ak bohat baar business hain is ma hamara koibe boss nahi haain
              • #8 Collapse

                Re: Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai

                humain stop los ko use kr kay trid ko open karna ho ga to phir he hum esmain kamjab ho skty hain our hum es main achay bons hasl kar skty hain our hum es main part time be kam kar skty hain hum es main full time be kam kar skty hain es main hum live kam karty hain es kam main humara koe bos nahin hota forex kabhe be na band hony wala business ahin
                • #9 Collapse

                  Re: Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Stop loss option active karna har trade k leye nehayat he important hota hai so maira nahe khyal k koi trader hoga jo stop loss ko prefer nahe karega es mai ye baat hai k stop loss some time quickly hit hojata hau lekan kuch loss k badlay mai agar ap bari loss say bach jaee tu maire khyal mai ye koi bari compromised nahe hogi lehaza stop loss zaror activate karne chaheye
                  Forex trading Ek bahut hi Rishta business hai is Mein Vahi members bahut jald Kamyab ho Jate Hain Jo apni trade Mein Har Bar stop loss aur take profit ka use karte hain Kyunki isase market ki critical moment se aap bacche sakte hain aur Har EK senior members bhi Yahi mashvara deta hai ki aap apni trade Mein iska Jarur use Karen
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                    Stop loss option active karna har trade k leye nehayat he important hota hai so maira nahe khyal k koi trader hoga jo stop loss ko prefer nahe karega es mai ye baat hai k stop loss some time quickly hit hojata hau lekan kuch loss k badlay mai agar ap bari loss say bach jaee tu maire khyal mai ye koi bari compromised nahe hogi lehaza stop loss zaror activate karne chaheye
                    Mere sale mein bahut Sare traders trading karte hue stop loss use Karke Kam Nahin karte hain Agar traders use stop loss use Karke kam karen to vah bahut Achcha kam kar sakte hain stop loss use Karke Ham Apne account ko big loss se safe Rakh sakte hain Jo log bonus wale account per kam karte hain vah stop loss is vajah se nahin use karte Kyunki trading karne ke liye balance pahle Hi Kam hota hai aur Agar stop loss use Karenge to use loss ko recover bhi karna hoga
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia trade open karne k saat ap stop loss wali option active karte hai

                      Dear agar aap kay paas light ka masla nahi hay or internet ka bi koi masla nahi hay to phir aap iss ki zarorat nahi honi chahiya laykin agar aysa nahi hay aap kay ilakay may light ki bohat ziyada problem hay to phir aap ko iss ko trade open karnay kay sath hi laga dayna chahiya to hi aap market may loss say bach saktay ho quen kay market ki move aik dam say change ho jaati hay or ham daykhtay hi rah jaatay hane.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X