Loss mein trade ko hold rakhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss mein trade ko hold rakhna
    Dear members hum aksar trading mein stop loss ko use nahin kartay hainaur apni trades ko loss mein run karnay detay hain iss lye kay market reverse ho gi aur humain loss nahin ho ga aur humari yeh soch ghalt sabit ho jati hai aur humain itna zayada loss homjata hai kay hum uss ko recover bhi nahin kar saktay aur jab market trend humaray against chal parta hai tou uss kay wapas honay kay chances kam hotay hain iss lye mein tou yehi kahun ga kay jab bhi trade open karain tou uss mein stop loss zaroor istemaal karain iss sae loss kam ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bro her aik trader ki apny strategy hoty hy jis ki bina per wo trade kerta hy jaisa ke ap ne kaha ke loss main trade rakhny se ziada loss bh ho sakta hy lkn bro her trader apny experience ki bina per trade ko chalny daita hy aur trade reverse ho ker again profit main jaty hy jo ke trader ko apny trading per confidence hota hy
    • #3 Collapse

      lose ki sab say barri wajha aik yeh bhi hay k ham apnay aap pay had say ziada confidence kartay hain k ham is main order k baad stoplose he nai lagatay hain aur hamara order lose main increse hota jata hay aur baat yahantak ajati hay k hamara account wwashed ho jata hay is liye hamain aisay anasar say avoid karna chaye aur forex main propper take profit aur stoplose say kaam karna he is main earning aur samjhdaari hay.
      • #4 Collapse

        dear ap na jo bat ke ha es mn bhot sari cheezon ko mada nazar rakhana pra ga mn personeally experience show krna chaon ga ka mn to kabhi stop loss ka baghair e kam krta hn es ke bjay mn khud lot size ko chota krna psnd krta hn and trades ko apna target profit ka beghair bh kabhi close nhn ke ha lot size mn always 0.01 ka size rakhta hn es ka loss level bh bra nhn hota ha and earning bh zroret ke hoti rethi ha sath mn mt4 ka hedging bh use ho jata ha
        • #5 Collapse

          G Bhai apki bat Sahi jub Han trading karty Han to sub SA pehly ham ko stop loss lagana chahya ku keh aik safety hai aur agr ap kisi wajha sa ni lagaty to start mein trade loss ki trf jati hai to ham ko wahan hold karni chahya ku keh wspas ana hota hai Jasa ham trade lagaty Han to broker apna profit Kat lyta hai jis ki wajha sa loss ki trf jati hai aur phr profit ki trf jati hai to AP lazmi hold rakhan.
          • #6 Collapse

            Dear agar aap ki trade loss mein ja rahi hai tou uss ko kam loss mein close kar dain aur agar aap samajhtay hain kay aap kay analysis kay mutabiq aap ki trade wapas profit mein aa jaye gi tou aap apni trade ko continue karain aur koshish kya karain kay apni trade mein stop loss ka option use kya karain iss sae aap ko koi bara loss nahin ho ga
            • #7 Collapse

              g bhai bjab bhi kissi ki trades loss main hoti hain to ham log usaaay band nahin kertay balkay hold kertay hay kay market waapas aaye to loss na hi or aesa hota nahin hay market apnay trend mai jaati hay or account wash ho jaata hay
              • #8 Collapse

                Dear forex trading mein loss hota rehta hai apko trade loss mein rakh kr bhi profit kabhi kabhi uthana chaiye aghr apko loss wali trade mein profit na ho tu apko acha profit ho skta hai is lye mehnat krein
                • #9 Collapse

                  jinn logon ko trades bagair stop loss kay hoti hain wo trades without secure hoti hain risky ho sakti hain kyun kay news wagaira types kuch bhi trades pe effect kar sakta hay market ki barri movement wagaira aur hope pe trades bhi hold ki huwi hoti hain kay market wapis ay gi trades faida de jay gi so loss ka ye barri wajha hay hamesha jo bhi stop loss exact banta ho judgement kar kay wohi use karain trading secure hogi....
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss mein trade ko hold rakhna

                    forex aik online business hain agar hamy is mai kam akrty howe loss ho jy to hamy trade ko hold down rahkna chahey lakin is ky liye hamaar knowledge or experience be bohat acha hona hahey pher he hum kamyab hon gy forex aik real or big business hain is mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss mein trade ko hold rakhna

                      market jab down hote hain to trade loss mai cali jate hain to hum isy hold kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain yai pakistan mai laglaor famous ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss mein trade ko hold rakhna

                        dear fellow ap nay bohat he aham thread lagaya hai ,jab hamari trade loss main chali jay tu ose hold karna forex market main bohat aham hota hai,hamein chahye k ham sabar and hoslay say kam lain,dear fellows hamein loss wali trade tab tak hold karni chahye jab tak hamein yaqeen na hojay k trade galt hogayi hai n trend badal gaya hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss mein trade ko hold rakhna

                          forex aik online business hain ham is main learning ky sath earning be hasil karty hain jab hamy is main loss ho jata hain hamy zada tense nahi hona chahey hamy apni trade ko hold down rakhna chahey is main hamara koi be boss nahi hota ham isy apna life time career be bana sakty hain yai real business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X