esy factors jo currencies rates ko determine karty hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    esy factors jo currencies rates ko determine karty hey
    interest rates, GDP growth, political stability aur countries currency ki convertibility ye wo major aur reasonable fundamental factors hey jo currencies rates par high effects kar sakty hey aur market ki movement aur trend direction ko change kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han interust rates aur GDP stability tou kisi bhi country ki economy ko bahot effect kerty hain lekin political instability just for the time being hoti hai jo much time period ky bahd khud bakhud stable hona shuru ho jati hai jis ka bhi currency per bahot effect perta hai lekin for the time being hi hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Currency rates ko determined kerny ky liay bahot sary factors hoty hain jo kisi bhi country ki economy per direct effect ker rehy hoty hain agar ham kisi pair main trade kerna chahty hain tou same factors ko achi terha read ker lain ky yehi fundamental analysis hoty hain ky in sy ham achi terha faida hasil ker sakty hain

      اب آن لائن

      Working...
      X