reason of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    dear brother forex trading may loss ka reasion tu bahot ziyda hotay hai agar deka ja tu loss jo hota hai who greed our best entry point say hotay hai agar ap ko enter point acha nahi hai tu ap kabi b profit nahi kar saktay hoa gar ap ka entry point powerful hai tu ap insallah enjoy karo gay trading may
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      loss ki sbs e bari waja hai greed is liye hmain hcye ke greed krne ki bjae is ko sekh kr or smjh kr kam krain ta ke hmain bad main problem hai.
      • #213 Collapse

        loss ka reason yh to lack of knw0ledge hota hy yh phr greed hota hy....isliye humain chahye k hum greed se bilkul dur rahy....or apni knw0ledge ko strong karain n demo account per khub practice karain takay humara experience bhi acha hoo n hum l0ss se bach sakay n acha earn karsakay.....
        • #214 Collapse

          mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz profit hasil karty hain.
          • #215 Collapse

            My brother in forex where you earn profit you also get a loss in forex and there are many reasons of loss some are that you will work witha upset mind seckne you will think about luck instead of hardwork and last is the lack of knowledge.
            • #216 Collapse

              bahi boht sara trader trading main money lose karta han balka ya kaha jata ha ka 90% trader trading main fail ho jata han es ke boht sari waja sa kuch trader trading main esi waja sa fail ho jata ha k wo trading main knowledge earned nahi karta kuch trader trading main apna emotion ko control nahi karta esi waja sa wo trading main fail ho jata han.
              • #217 Collapse

                G han dear ap ki baat bilkul thek hai forex market mai survive karna bohat hi ziada mushkil hai q k is mai humain successful hony k lye hardworking or knowledge ki bohat zaroorat hoti hai humain greed sy bachna hota hai or proper planning sy trading karni hoti hai so agar hum in elements pe control kar len to humain loss hony k chances kaam hain
                • #218 Collapse

                  well loss say bchny k lie zrurui hai forex trading ko learn krna aur is k sath he market ke current situation pay nzr rkhna. To agr aap aisa krogay to aap k loss say bchny k chances zayda hain. Agr aap new ho to phly is kaam ko sekho phr kro
                  • #219 Collapse

                    G han forex bahot hi profitable business hay es k sath bahot risky b hay, loss se bachny k ley zarori hay k traders ko trading me kabi lalach nahi karni chaye or marker news ko read karny k bad hi trading karni chaye.
                    • #220 Collapse

                      Assalam o alikum Dear freinds forex me loss hone ka sub se bara reasion ye he ke ham jb forex start kr te hen to forex ko learn ni krte hen oor na he ham demo par practinc kr te hen or na he hemare pas forex knowledge ho ti he is lia hamay loss hota he...................
                      • #221 Collapse

                        naic question mary bahi forex ik bohat acha business hay pori dunia ka.forex main agar aap ko loss say bachna hay to aap ko foerx main bohat sa wait karna parta hay.sab say pahly aap market ka knowledge hasil kayn os kay bad demo main pratic karyn phir aap real treading kary.or treading main greed na karyn...
                        • #222 Collapse

                          reason ke some waja hote he fore example expereince ka na hona market ko analysis na kr skna aor es ke sath agr amount tore he to order bara laga dena etc
                          • #223 Collapse

                            Salam all i think dear humare loss ki wajah ye hai k humain proper knowlede nai hai or hum trading shuru kr dete hen. Isi liye humen boht bra loss ka samna krna parta hai.
                            • #224 Collapse

                              reason loss ka yeh hota hai ke forex me jab aap ko kaam karna nahi ata ho or aap ne is me mehnat na ki hui ho to he aap ko loss hota hai is me greed karne walal or jald bazi karne walal kabhi kamyab nahi ho sakta hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                loss ki waja hy ke hum is kam ko sekhty nhi hien is liye hmein loss hota hy ap agar kisi
                                achy se trader se is kam ko sekh lo to mere bhai ap ko bhi loss nhi ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X