reason of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bhai yeh koi sunni sunai bat nahe hay,yeh bat sach hay forex per agar to ap mahnat pehlay karay gay phir work karay gay to apko profit mil sakta hay,lekin agar apnay thori si bhee is mein ghalti ya susti ki to profit say ziada loss bhee ho sakta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      brother forex men investment loss hone ke reasons to boht ho sakhte he, but un me se main reasons yeh he, kam knowledge , kam experience , without market analysis trade karna, low investment hote howe big lot ki trade open karna, and greedy ki wajah se zeyda tar investment traders ki loss ho jati he.
      • #198 Collapse

        Mere khayal se agar ap without experience forex ka kam kare ge to ap ko loss to zaror ho ga kyuke forex aik bohat hi risky business hai jise learning karna bohat zarori hai yahi loss ki waja hoti hai ke log demo account mai beginning mai practice nahi karte aur direct hi real account open kar lete hai to loss to zahir bat hai hoga.
         
        • #199 Collapse

          نقصان فاریکس کی وجہ سے دنیا کے ایک بہت ہی آسان کام ہے. ہر نئے پہلی تاجر ڈیمو اکاؤنٹ میں تجارت کر سکتے ہیں. ڈیمو اکاؤنٹ کو ایک بہت مدد کی ہے. آپ کے علم کے غیر ملکی کرنسی نہیں ہے تو آپ کو کتاب غیر ملکی کرنسی کے لئے سیکھنے. فاریکس صرف علم اور تجربہ کی ضرورت ہے. تو نقصان میری زندگی ہے.
          • #200 Collapse

            dear loss and profit both are possible in business reasons of loss ye ha ke humey knowledge nahi hote hum apni taraf se kam karty hain.
            • #201 Collapse

              Bhai jee meray khayal se to loss ki bohat c wajohat hain un mein se ye lalach aur jald bazi 2 sub se bari wajohat hain jin ki waja se humain loss hota hai agar hum in 2 chizo se bach jayen to insha allah zaroor kamyab ho jayen gay.
              • #202 Collapse

                I think this is because of improper or insufficient knowledge, lack of experience and poor communication skills.To be successful in trading field one must have enough knowledge and experience and good skills so that he can explain his products and strategies to contractors.
                • #203 Collapse

                  Many reason loss money in forex market at first greed it is your account down very soon second do not patience if you have no patience you loss your money soon third rules you must have rules for trade so avoid this things
                  • #204 Collapse

                    Assalam.o.Alikum dear first of all i want to say yes it is true loss to hota hay Forex trading may but ye ham pay depend karta hay ager ham achi learning karty han to loss factor automatically kam ho jata hay so we should learn and practice on demo account to protect our trade from big losses
                    • #205 Collapse

                      ye aap nay sahi suna hain sir or forex mai loss karnay k reasons tu bhut hain jesy k jald bazi karna kam or greedy karna emotions k sath kam karna or rule ko follow na karna etc ye reasons hoty hain forex mai loss karnay ka ...
                       
                      • #206 Collapse

                        forex mai loss ki bari waja ye hai kay hum is ko baghair sochay samjhay trade kar dete hain aur market kay trend ko nahi dekhte jaha pair thora sa uper ja kar aik peak banata hii tu hum samajhte hain ab ye wapis aye ga aur trade laga daity hain but bad mai wo loss mai hi jati hai
                        • #207 Collapse

                          well my dear friend, wesay to mein bhe learning kar raha hun aur jahan tak meri knowledge hay to iss main loss kay main reasons main say yehi hay kay hum without proper knowledge, analysis, learning aur information kay trading kartay hain aur ghalat time pay ghalat trade open kartay hain aur patience say work nahi kartay hain...
                          • #208 Collapse

                            G bilkul ap theek kah rahe han k hamen agar loss se batchna ha ro hamen chahye k ham thora sa sabar se kam len.or aram or tahamul se hamen posting karni chahye or phir hamen achi trading karni chahye ta k ham acha profit earn kar saken .
                            • #209 Collapse

                              guyz apky pak forex me fail r loss honi ki reason ye hai ka. hamain forex k bary me sahi knowledge ne hota hai hamain practice ne hoti hai ham confident ho kar kaam ne karty han hum emotional ho kar decision lyty han r lalach krty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                dear is ka reason ye hain kay log berag knowlegd ka trading soro karday hain unhe kisi kisam ki awerness nahe hoti hai or wo buisnes trding start kardayty hain jabhe in ko loss hojata hai ager knolegd ki base per kam karen ga to loss say bacha ja sakta h.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X