Why we lose even when we be more careful?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why we lose even when we be more careful?
    Mery khyaal say ham jitna bhe careful honey ke koshish karin ham us wakt tak apney loss ko nahi katam kar sakty jabb tak sahi forex trading ka knowledge hasil na kar liya jaay. Jab knowledge acha hoga to phir earnings bhee honge.
    Es kay elaawa real account par jos tarha careful honey ke koshish ham karty hn esi tarha agar demo account par bhe care hua jaay to zaida acha result hasill hota ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother ap ny bilkul thek baat ke hy jitny bhe analysis study kar lain live signals ly lain phir bhe koi pata nai chalta market ka aur loss ke tarif chaly he jaty hain aur demo ko hum ny thek sy use kiya nai hota but real mein phir dar dar k trading karty hain jis sy account wash tak ho jata hy
    • #3 Collapse

      Yah hum jab bhe demo account naen trading ker rahy hoty haen to pher humery emotions humeray sath nahe hoty haen humean firex naen jab bhe live account maen trade kertay haen to us maen dear humean loss humeri emotional trading ki wja say hota hyto humean jab tk demo ko seriousnahe laen gy ache earning nahe ker sagain gy
      • #4 Collapse

        bhai Hum forest mein Zyada careful Tu Hote Hain kiske liye Hum learning bhi bahut Karte Hain demo practice B Karni chahiye Joe ke hum Seedhi baat nahi karte Kaise Ke Hum Jante Hain forex market bahut risky hai Jiski wajah se hum careful hone ke bawjud bhi isme bahut nuksaan kar dete Hain isme Hamara laalach Kabhi Khatam nahi hota Jockey Hamare nuksaan ki Sabse Badi Wajah hi isme risk Mange karna hoga free app acchi earning kar paoge
        • #5 Collapse

          some time ham careful ho kar trades open to karty hey aur lot size ki limit ka be khayal rakty hey magar per be market ko samjny me aur market ko analysis karny me ham se kahi na kahi ghalti zaror ho jati hay jes ki waja se hamara careful ho kar trading karna be hamary kesi kam nahi ata aur hamy trading me loss ho jata hay.
          • #6 Collapse

            asal main agar hum ziada mohtat ho kar trade karty hay to humary andar dar bhi aa jata hay jiski waja say hum market main profit earn karnay ki bijaye market main loss ki taraf jhuk jaty hay humay chahiye keh esmain khoob time dain aur mehnat karen kyun keh mehnat kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he earn kar sakty hay
            • #7 Collapse

              yes dear apnay bohat achi pycology di ha or yeh baat humainy apnay mind me b bethani paray gi forex me hum jitna marzi carefull ho jaey hum os wakt tak strong analysis nehi kar saktay hain jub tak hamaray pass forex me high level ka knowkedge or exprience na ho ku kay knowledge se strong analysis or exprience se ap mistake se buchtay hain jis se loss nehi hota
              • #8 Collapse

                bhai yeh forex hai is main kisi time bhi kuch ho sakta ha is liye is business ko kabhi bhi underestimate na karen agar ap ney aesa kiya to apka account ya loss main hoga ya apka account full wash ho jaye ga.
                • #9 Collapse

                  koi bhi newbies jitna bhi careful honay ki try karay tab tak best nahe ho sakta hay jab tak wo acha knowledge haasil na kar len tab tak wo loose he karain gay failure he rahain gay real trading pe achi tarah care karain apni skills ko acha kar kay more confident hon gay jab aap kay paas acha knowledge hoga tabhi aap ka careful honay ka bohat acha faida hoga...
                  • #10 Collapse

                    jee bhai aap ny theek kaha hai ky aap jitna bhi careful hoo jayeen likin without knowledge aap loss ko nahin rook sakty ais liye humin chahyee ky forex base knowledge hasil karien taky aapny loss ko kam say kam kar sakien ais liye carefulness bhi tab he kaam aati hai jab aap ko forex ka knowledge hoo
                    • #11 Collapse

                      Jab humen forex mein loss ko face krna parhta hai to thora sa dar lag jata hai yaha pe to ab nuksaan ho rha hai. Jab apko loss hojaye to fikar ni krye next time ke lye ziada se ziada tayari kren aur jaha jaha mistakes ki hai usko sudharna chaye jis se ye hoga agli baar jab ap trade kroge to apko wo same loss nhi hoga to iss lye ziada maloomat hasil kren forex k baare mein demo pe zaida mehnat kren jis apko tajarba hasil hoga jo apko live trading account mein bohat kaam ayega.
                      • #12 Collapse

                        Asslam o alaikom ap ne such me bohat achi bat share ki hai jab tak hum pakistan insta forex ke baray me sahi se kbowledge hasil nahi kar letay hum kabi bi kamiyab nahi ho saktay tam traders ko ziada nahi to kam az kam 6 mah forex forum pe kam zaror karna chahiye ta ke un ko real trading ke baray me sari knowledge hasil ho sakay or iss tarha hamay forum pe bi mehnat karni chahiy
                        • #13 Collapse

                          forex ka knowledge hmary sub k liye boht ahmiyat rakhta hai or knowledge hony k yah faidy hoty hain k hum forex ko achi trah se sikh jaty hain k es main kis kis trah trading kar skty hain es tah hmain loss bhi kam hota hai or hum apni trading main acha profitbhi eran kar lety hain es liye forex ko lran karen jitna hos kay otna
                          • #14 Collapse
                            shahid651 سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                            Forex trading ap ki knowledge bht important hai kyu k ap ko completely careful ho kr kaam karna parta hai trading ke liya analysis ko samjhna skills ko samjhna bht zarrori hai un sb cheezo ke bhara me agr ap knowledge rakhege to loss to nai hoga us se profit hoga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #15 Collapse

                            Jitna bhi careful ho jaen lekin jb tak sahe tarha knowledge nai ho ga forex main kamyab hona mushkil hota ha. Stop loss take profit buy limit sell limit market analysis economic calender wahira yeh sb cheazin aisi hain jb tak in k baray awareness nai ho gi kamyabi mushkil ha.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X