gols kiun risky hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gols kiun risky hay
    jo new aatay hay unn ko gold per trading say roka jaata hay uss ki reason yeh ahy kay gold may market movement bohat ziyaada hay jiss ki wajah say loss bohat ziyaada ho jaata hay gold may
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear gold ka risky hona aik to yr wajha hai kay es main volatility zaida hoti hai aur dosra gold main pips k hawaly say agr aap dekhinn to kam az kam 800 sy 900 pips average base par movement hoti hai jike wajha say gold ke trade ko tisky kaha jaata hai. Lehaaza aap gold par jab bhe trade lagain money management ka khas dhiyaan rakhin.
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum ji bhaijaan gold course liye likha Jata Hai Kyonki uski moment ko samajhna bahut jyada Mushkil Hai agar aap isko by par Lagate Hain To aapko bahut hi jyada Yaad ke sath karna padta hai Kyonki ek second Mein Koi rehta hai aur dusri 2nd main Bahut Door ho jata hai ISI liye isko sabse risky Pyar Ke sakte hain
      • #4 Collapse

        G han bro hum log yahi khete hein gold py trading na karo gold main sarif lose hi hota hai bhai gold main hum sab se zada profit hasil kr sakte hein agr is main hum knowledge hasil krein gold k technical analysis ur ir chart py hume trading krni chaiye success hasil ho gey
        • #5 Collapse

          risk humay apny experince kay hesab say lena chahiye kyun keh risk kam say kam rakh kar trade karnay main he faida hota hay tab he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye aur sabar say kam karnay main he faida hota hay tab he hum market main safe reh sakty hay
          • #6 Collapse

            Gold eak precious metal hai sub jantay hein is main trading karna bohat difficult hota hai kyun kay forex main apko pehlay plan bana kar sub kuch pehlay soch kar trade lagani hoti hai agar ap pehlay nai sochtay hein to bohat kuch ajeeb ho sakt ahai.
            • #7 Collapse

              Dear asal main baat ye hay kay gold ki aik tu market value bhi kafi zeyada hy is kay lia bara account chayi dosra ye dekhyn kay 60 tu iska spread hay aor tesri sab say ahim baat ye hay kay is ki up down movement bhot hi past huti hay is lia is ma profit kay chances bhi zeyda hutay hay laiken loss kay chances os say bhi zeyada hutay hay is lia new trader ko gold per trade na laganay ka mashwara dia jata hay.
              • #8 Collapse

                bhai ayse bat nahi hai gold es liye risky smjh jaata hai q k es main market ki jo moving hoti hai wo boht he fast hoti hai es liye boht se trador os market ko sahi ana lsye nahi kar paty hain jis ki wjah se un ko loss ho ajata hai aghr tu har trador achi market ko ana lsye kar skata hai tu un ko chahye k wo gold main bihi trading karen q k jub tak karengy nahi tab tak sikhngy kesy
                • #9 Collapse

                  Re: gols kiun risky hay

                  gold mai kam karna risky hota hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy lakin agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or hamre mahnet be zaya ho jy ge
                  • #10 Collapse

                    Re: gols kiun risky hay

                    forex may gold par trading karna is liay riski hay q kay is may amount ke average yani is may pips ke average takreabn 800 say 900 hay jis ke waja say ya bohat riski hoti hay forex may is liay bhe gold par kam he tarding ke jati hay ta kay is may ager loss bhe ho to kam he ho na kay large amount may is say hamry sary mahnat zaya ho jaty hay ager hamy loss ho jata hay forex ka business ke aj doniya kay her hisay may mang hay
                    • #11 Collapse

                      Re: gols kiun risky hay

                      Dear friend main to samjhta hon gold risky nhen belkeh aik ziada profit deny wala pair hey. Gold main movement kafi hoti hey jiski wajhan se ziada profit earn kerny key chances hoty hain. Isko samjhna thora mushkil hey. Iski movement ko analise kerny key liey isky apny analysis kerny key sath sath usdx key bhi analysis kerna hota hey. Yeh dollar index key opposite move kerta hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: gols kiun risky hay

                        Jnb pahly bat to yah hai k apny thread ko b studdy kar lia kairn k ap na us main kai kaha hai or ap pochna kia chahty hai. to mazeed bat yah hai k gold aik boaht riksy trade hai to us main hamain us time tak trade nahe karna hoty jab tak hamary pass acha khasa capital ho warana gold main trade open na karian q k is us ki movement atni taiz hai k us se kabi account double ho sakta hai or kabi b ap ka account wash ho sakta hai. or is ki waja yah hai k gold kafi factor se asar andaz hota hai or is lai us ki movement bary fast hoty hai .
                        • #13 Collapse

                          Re: gols kiun risky hay

                          main to dear har waqt yahi kehta hun k ap ny jab bhi trade karni hai to gold par trade karny sy avoid karain q k is main jo movement hoti hai wo humaary liye buhat hi khatrnaak hota hai is sy hum apny capital ko bhi safe rakhny ki koshish karain to nahi ho paat seconds main kaam hota hai yaha par.
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: gols kiun risky hay

                            forex trading main gold ak asa matril ha jis ki rates bhut zyda ha or ya bhut zyda buy or sell hota ha is klea is ki market main movment bhe bhut zyda ha is ki movment ka kisi bhe time kuch pata ni chalta kab kahna sa kahna chali jati is lea ya bhut risky ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: gols kiun risky hay

                              Kisi Ki statement theke Bou skin traction madam investment nahi karni chahiye Hamari investment Hamare confidence ke sath Hoti Hai Hamare technical indicators ke sath hoti hai mai technical position ke sabse Hoti Hai Jaise Jaise Hum Log Yaha par working karte hain confidence ke saath kaam karte hai hamara nuksaan Aur Bhi Jyada achha aur beta ho jata hai Mari recovery system bahut acchi Ho Jati Hai market mein se

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X