Importance of confidence
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    trading mei planning strategy k saath acha confidence b chaiye confidence ka hona bahot hi zaruri baat hai agar hamen trading men conference nahi hoga to phir ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain kyun k trading k liye conference ka hona bahot hi zaruri hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear forex trading main confidance ka hona zrori hain jab tak app ko apny oper confidnce nh ho tab tak real main trading na krain jitna ho saky demo account par trading krain apny expirance main azafa krain ta ky app ka confidance level up ho jitna confidance zaida ho ga utna achy sy app markeet ko samj sakain gy our app ek achi trade kar sakin gy ager app ko trad karny main koi dout ho to kabi b trad na krain
      • #18 Collapse

        Brother apki bat bilkul theak hai forex mai kam karne mai apne ap pe confidence hogha, tab hi hum us pe acha kam kar paege bina confidence k hum forex mai kam nhi kar sakhte na earn kar sakhte hai
        • #19 Collapse

          Dear humare pass forex business karne k.laiy cofidence hona cahiay lekin humain over confidence bilkul nai hona cahiay kiu k agar hum over confidence ho kar trading karte hain tou hum apna loss karte hain is liay apne confidence ko zaror istmal karain lekin aik limit main reh kar
          • #20 Collapse

            Zindgi ky kisi bhi field mein ager ap kamyab hona chahty hain to us ky liye confidence bahut zaroori hai. Forex trading mein bhi is teah hi hai. Forex trading ko ap jitna ziyada seekhein gy to ap ky ander utna ziyada confidance aye ga. To trading ko seekh ker confidance se trade kerein aur kamyab ho jain.
            • #21 Collapse

              forex trading business mein confidence ka hona zaroori hy confidence k baghair hum achi trading nhi kar saktay aur confidence hum tab hi hasil kar saktay han jab hum forex trading business mein mehnat aur hardwork kartay han aur forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kartay han agr learning knewledge aur experience ho tu trading ka confidence bhi acha ho ga
              • #22 Collapse

                Mere khyal mein confidence k sath sath trading ka pura knowldge hona b zaroori kiu k phir hi hum khul kar aur confidence k sath trade kar sakte risk managment k sath.
                • #23 Collapse

                  Forex trading business mein confidence ki buht ziada ehmyeet hy aur forex trading business mein confidence kis traha hasil kiya jata hy wo is traha k forex trading business mein mehnat aur hardwork karain aur mehnat kar k forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karain jtni ziada learning knewledge aur experience ho ga ap trading utni ziada confidence se kar saktay han trading mein confidence k liye zaroori hy ziada se ziada learning knewledge aur experience
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Importance of confidence

                    forex main confidence ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy hard work mehant or sabar sy is main kam karna chahey hamy market ky rules ko follow kar ky is ky up or down ko dekh kar analysis ko best tareqy sy use karty howy high confidence ky sath is main amount investment karni chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X