Hard work is a key of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ap ke bat bulkol thk hai insta forex business main ap hardworking se kam karege to ap ak acha profit earn kar sakhte hai agar hum mehant se kam kare ge to hume kamyabi zaror milege mehnat kise be kam ko change kar sakhte hai forex ak achi online trading hai humesa hume hardworking or market ke role and regulations ko dyan main rakh se trading karni chaiye agar hum esa karege to hum ak acha profit earn kar sakhte hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      hard work hr beznus m Zrori hy q k sucsecs ki key hard work hi hy forex m ap learning kr k hard work kr sakty hen q k mehnt krny ka faida tb hota hy jb information r experions ho ap k pas forex m sucsecs k liy ap ko forex ki key ka estmal yeni boht zyada hard work krna pary ga es sy hi ap Kamyab beznus men bn sako gy
      • #18 Collapse

        G haan ap nay thek kaha ha forex trading main apko kafi mehnat krna hota ha yeh aik aisa business ha jis main baghir mehnat kamyabi pana thora mushkil ha jitni ziyada mehnat ho gi utni achi earning ho gi. Agr lgataar sahe tarha mehnat kraim to useful results samnay aen gy
        • #19 Collapse

          Mahnat he ek aise kala or fun hy jo insaan ko har kamyabe ky peechy ly jati hy kuen ky mahnat may wo takat hy jo paisy may be ni hy mahnat say insaan har wo manzal pa sakta hy jeska osnay hawab deka ho aur har ek kam ky liye mahnat zarori hy to agr hum forex trading may be mahnat karengy to success hamay zaror melige ek din.
          • #20 Collapse

            ji bilkul theek kaha apne mehnat orr lagan forex trading krne mai hamain bht zururi hai iske bsghair forex jaisa business nahi hota issi liye hamain chahiye ky hum bht ziada hardwork hon orr forex mai apni mehnat ko ujagar kren...
            • #21 Collapse

              ji han hum forex me mehnat kr k bohat kuch hasil kr sakty hen or mehnat k sath sath is ko achy tareky se read b kr lete hen . agr hum is me time lga k mehnat kr lein to bohat acha earn kr sakty he. forex ek bohat acha businees he agr hum is me dil laga k mehnat kr lein.
              • #22 Collapse

                Dear ftend ap ki bat bilkul theek hai hmy forex sy bhot kuch hasil ho sakta hai laken es mai hmy kafi mehnat ki zarurt hai or mehnat k sath sath hmy kafi tym b chaye ho ga kun k forex aik lenthy work bai jo kuch dino ki bat nai hai hmy forex mai agar kamyab hona hai to os k liye hmy kafi tym or mehnat ki zarurt ho gi.
                • #23 Collapse

                  Bilkul sahe bat he forex ek esa bussiness joky hardwork se apko acha munafa deta he for suppose hm jo posts krte he un mse jo attentic post hoty he us p apko bonus acha milta he mtlb apko mehnat krna prte he ise lye kehte he k hard work is key of success hm sbko jo b kam shro krna chaeye sbse pehle usk bary m ache knowledge lene chaeye then hardwork
                  • #24 Collapse

                    Definitely.My dear friend ap nay sahi kaha hay k hard work is the key of success aisa hi hy apni life mai bht successful hoonay k lye bht hard work karna hoota hay wo koi bhi business hoo ya study hoo kuch bhi hoo apko struggle must karna hooti hay
                    • #25 Collapse

                      Walekum Salam dear agreed with you 100% hard work is key to success. Bina mehnat ke kujh bhi hasil krna asaan nhi hai in forex business as well as in life. Ek successfull trader banne ke liye hard working required hoti hai jb hum work krte hain apni mehn at aur lagan se to uska end reuslt bhi humen faida deta hai.
                      • #26 Collapse

                        Yah koin nahe mery opinion bhe us barey maen yahi hy k forex maen us time tak app successful trader nahe ban sagty jb tk us maen app hard work nahr kerty haen humean us maen mehnat kerna ho gee pher heus maen humean us ki taleem aey gee our us maen humean us maen knowledgeour trading ka tajarba hasel ho ga pur pherhum us maen acha earn jer paen gy
                        • #27 Collapse

                          Forex Main luck ki koi baat nh hoti ha log kehty ha luck ka magr mre hasib sy luck py jo bhrosa krty hain wo nuqsan Main jati ha hard work boht zururi hota ha chahye koi bhi life Main business ho or luck unka acha ha jin ka mehnaat py bhrosa ha aagr luck ki baat hoti to har koi luck sare business karta Allah khud Kehta ha ap mehnaat kru uska fehal Main donga sooner or later uska mtlb ki mehnaat e success ka Main Factor forex want hard work to be part of life
                          • #28 Collapse

                            G bhai main ap se agree krta hun.. Forex mein b dusre business ki tarah hard work ki need hoti hai.. Bina mehnat k to hum kbi taraki b nai kr skty hain... Or jitni zada mehnat ho gi utna hi knowledge b zada ho ga or earning b increase ho gi..
                            • #29 Collapse

                              Sahi kha har business me kamyab hony k liye mehnat kii zarort hoti ha forex me kamyab hony k liye hame zakt hard work ki zarort ham had work kry gy to he ham kamuab ho gy
                              ,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dear ap ki bat teek ha hamay tab tak mahnat karni jahiya jab tak hum kamiyab na ho jay jatni bi hum mahnat karay gay otna hi hum kamiyabi ki taraf jahy ga inan ko musal sal koisis or mahnat karni jahiya or fida layna jahiya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X