Baghair kisi waja kay market bullish ya bearish ho jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Baghair kisi waja kay market bullish ya bearish ho jana
    Kabhi kabhi aap nay note kia ho ga kay market aksar bullish ya bearish move kar jati hai.
    Bot zada had tak.
    Means to say kay market mai. Jab aksar down move kar jay.
    Or kuch logon ka jab account wash ho jatay hai.
    Ya higher loss main close kar daitay hain.
    To tab market bot zada strongly rebound ho jati hai.
    Ya phir ye hamara waim hai.
    Market apni support or resistance ko follow karti hai bas..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Kabhi kabhi aap nay note kia ho ga kay market aksar bullish ya bearish move kar jati hai.
    Bot zada had tak.
    Means to say kay market mai. Jab aksar down move kar jay.
    Or kuch logon ka jab account wash ho jatay hai.
    Ya higher loss main close kar daitay hain.
    To tab market bot zada strongly rebound ho jati hai.
    Ya phir ye hamara waim hai.
    Market apni support or resistance ko follow karti hai bas..
    G brother baat apki darust hai market apne support aur resistance ko hi follow krti hai agar ham iss umeed pe apna order open kr len k market yahan se rebound kre gi gi to ye foolish pan hai q k jab bhi market aik trend men chal rhi rhii hai uss waqt market ka kch pta nhi hota hai k market kahan tak jay gi isliye hamen koi bhi aisa order pit pi krna chahiye
    • #3 Collapse

      Yes dear Aap Ki Baat Sahi Hai market mein. Aksar aisa hota hai K Market beghair kisi waja kay bullish ya bearish move kar jati hai.
      Or wo jo aapne reason batai hai.wo aik solid reason hai. Aap ko pata hona chiay kaybjab bhi ham trading kartay hain .
      Aksar oukat aisa mehsos hota hai.kay jab aap trading kartay hain. To market main aksar jaisay he hamara insta forex bonus account wash hota hai . to market rebound ho jati hai..
      Is liay hamain chiay kay ham jab trading karain to small volume say trade karain ta kay market ko kisi kisam ki koi tension na ho..
      • #4 Collapse

        dear market me movement buying or selling par hoti kisi begair waja kay nehi hoti or ap ki baat theek ha yeh hamara weham ha aisa kabi kabi hota ha dear meray exprience kay mutabik aisa supply or demand me farak ki waja se ata jub kabi market down jati ha or phr baaz dafa aisi sitution ban jati ho gi kay har koi traders waha par buy ki entries laga raha ho or sell karnay walay os pairs me koi na ho to market phr buyer ki waja se aik dam up chali jati ha
        ao ko instaforex ki aoo me buyer or seller ki percentage likhi hoti ha oairs kay samnay
        • #5 Collapse

          market main trend ko lazmi follow karna chahiye kyun keh trend main reh kar trade karnay main he faida hota hay es business main market trend ko he follow karti hay aur humay us trend ko he follow karna chahiye tab he hum market main safe earning kar sakty hay esmain money managemnt bhi karni chahiye
          • #6 Collapse

            forex market market kay trend ko lazmi follow karna chahiye kyun keh tab he hum market main achi earning kar sakty hay market hamesha trend ko he follow karti hay aur differnet kisam kay indicators ko use karty huway hum market kay trend ka pata laga sakty hay aur usmain trade kar kay profit bna sakty hay
            • #7 Collapse

              mere khayal mein market kabhi bhi bila kisis wajha ke bounce nahin karti hey us mein zaroor support and resistance mil raha hota hey ya phir market mein kio na koi news ajati hey jiski wjha se market yakdam uper nichey hone lag jati hey aur yehi wjha he keh hamen always news ko follow kartey rehna chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                forex trading main market k change hony ki boht se wajohat hoti hain es liye hmain market ko achi traha analyse kar k trading karni chahye ta k hmain market main jis bhi moving main trading karny ko mily hum achi trah se osko hanlde kar k apni trading karen q k jub hum apni trading ko market k according continue karty hain tu hmain loss nahi hota hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  nhn dear mn ap ki es bat ssa to compalitely disagree krta hn ka market ap ka account wash hona ke wja sa return ati ha nhn aisa nhn hota ha uski wja yyh ha ka ap akeela trader to hota nhn ho and seccond cheez yh bh ha ka ap ka accoutn zyada sa zyada 2000usd ka ho ga but market ka movement daily ka trading capital google sa search kr lo and then uski pecentage daikho to may be calculate e na kr sko ka ap ka account balance net trading balance mn kdr ha bh shi ka nhn

                  اب آن لائن

                  avatar Azaad
                  Working...
                  X