loog forex mai kaam krny sai q drty hai....?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    g han yeh such hy k bot say log forex ma kam krnay say darty hen es ki aik waga to yeh hy aik to forex bot he zida risky business hy aur dosra log forx ka knowledge ni rukty aur es ko fruad samjty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      kyun k woh is ko pahly learn nai krty or is man learning k bagair hi kam krny ki try krty han or yehi waja han k un ko phir dar lagta han or phir un ko bad man loss bi hota han.
      • #348 Collapse

        loag forex ko join karte hain lekin is mein loss bhi kar jate hain buhat se loag kyon ke ye aik buhat mushkil kaam hai auar agar ap ke pas knowledge kam hai to ap ko loss ho sakta hia greed kiya to buhat loss ho sakta hai
        • #349 Collapse

          bhai jaan mera nhi khiyal k log yahan pa kaam krny sy darty hain ... han aik reason ho skti hy k log dren kun k ya tau sab ko pata hy k forex aik riskey business hy ... agr hm risk len gy tau is ka loss b ho skta hy ...
          • #350 Collapse

            Baz oqat logoon k zehan main yeh khiyal hota hai k ho sakta hai k humain experience nahain hai shaihd hum jo amount lagain wo los ker jayain.
            • #351 Collapse

              forex ek risky business hai. or is may investment b bari hoti hai is liay new memeber apny pasy is pr lgny sy darty hai. but agr seekh k kia jay tb kuch time k bad ap ka dar khatm hn jata hai or maza ata hai trading may
              • #352 Collapse

                forex trade business bohat zayda risky business hain ayse log hain jin ko forex main bohat loos ho chuka hain is waja sa new people darte hain ka kahi un ki money be waste na ho jaye is waja sa kuch people forex main invest karne sa darte hain
                • #353 Collapse

                  bhai jaan ap ki baat theek hy k bht sy loog forex main kaam krny sy derty hain ur us ki waja yeh hy k forex aik highly risked markit hy is main aik lamhy main profit bhi ho sakti hy ur bht sa loss bhi ho sakta hy is lye bht sy loog is main risk ni laity
                   
                  • #354 Collapse

                    Dear, let us select a random lot of 100 persons with a minimum education level matriculation. and assess their suitability for forex trading. According to me, about 30 to 40 person will show their unconcern with the trading. !5 to 25 will show their inability to arrange sources for purchasing computer. Out of the rest of the 50 persons 20 to 35 will not be having the aptitude for trading. Out of the remaining I5 t 20, 10 to 15 will be found already settled in one or the other job or the business and will not be available for trading. Now we are left with 5% to 10 % who may trade and only may be successful. Now this is a few percentage that we see them trading. Since forex trading is a difficult and demanding job, so the people prefer to remain away from this.
                    • #355 Collapse

                      G log aik to is liye bhi dartay hain kay unko is per boht ziada kam karna parta he matlab posts wagera karni parti hain or phir unko is per jab kam kar letay hian to lose ho jata he real account maain or jab lose hota he to phir unka is main kam karany ka dil nahi karta he jab kay main to ye kahon gay kay wo demo account use karain lose nahi hoga
                      • #356 Collapse

                        Mera apna personal oponion hai kay shayad log forex ma km kerne mais lye drtat hen kay kahin wo forex trading ma loss ker kay apna sara capital na ganwa den or pher mazeed aage trading hi na ker saken, is lye darna nahi chahye forex ma
                        • #357 Collapse

                          log forex ko join karny sa is lia darty ha ka kahai loss na ho jay aj kal online business bht sa ha jin ma maximum frood hota ha is lea log darty ha aur second reason ya bi ha ka log bs chatay ha ka ek dam sa wo bht sa profit kama la jb aisa ni hta to wo baqi logo ko mana karty ha
                          • #358 Collapse

                            Bohat se log aaj forex trading ke baaray main jaantay hain magar phir bhi iss ko join karnay se dartay hain kiun keh iss main risk involve hota hai magar risk to her ek business main involve hota hai. Aur loss bhi to business ka ek paert hi hai.
                            • #359 Collapse

                              assalam oa alaikaum merwe dost forex ek best business hai aur is smain kafi log loss krty hai is sliye wo is smainkamkrny sy darty hai jb k agr ap ko iss business ki samjh a gaee to is smain ap kafi earn krs akty ho..shukriya..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                assalam o alaikum mere dost log forex ma km kerne mais lye drtat hen kay kahin wo forex trading ma loss ker kay apna sara capital na ganwa den or pher mazeed aage trading hi na ker saken, is lye darna nahi chahye forex ma..shukriya..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X