Ghaltion se gabra kar trading na choren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ghaltion se gabra kar trading na choren
    Koi bhi dunia main aisa insan nai hai jo ghalti na karta hon lekin us ke bad ghalti expect karna aur us ko khtam Karna ahim hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar hum galtio ko theak kar kay trade karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob focus karna chahiye kyun keh focus kar kay acha earn kar sakty es business main lalach nahi karna chahiye aur pareshan nahi hoanc ahhiye kyun keh jab pareshan hon gay to loss he kar sakty hay es traha
    • #3 Collapse

      g bhai apny buhat hi bat ki hy hamain hamari kisi galti ki waja sy loss hota hy to hamain ghabrana nai chahye loss hony ki waja sy forex chor nai dena chahye hamain hamari galtiyan bhi buhat sy sabaq sikha kr jati hyain ap phir sy mehnat kren or phir sy zyda knowlge k sath trading kren ap zaror kamyab hun gy
      • #4 Collapse

        g han bro forex trading aik complicated aur tough work hy is main new traders ghaltian to kerty hi rehty hn ,forex trading main profit loss dono hi chalty hn ,jo trader in ghaltion se seekhta hy aur in ghaltion ko rapeat ni kerta wohi kamyab hota hy
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          G dear galtian her KisI SA hoti Han aur insan galtion SA hi seekhta hai es Lia agr ham sandwich galyi ho bhi jati hai to Han ko us SA sabaq seekhna chahya aur next time bchna chahya na keh Han ghabra jayn aur kahyn keh NI Yar ham sandwich ni ho ge aur ham chor dayn to asa NI karna chahya...
          • #6 Collapse

            Forex trading mein apko kamyab trader baniny ke lye galtian krna bahot hi zarori hai kiuon le ap galtiyon se hi learn kr skty hain forex tradi g mein galtiyon ko write krein aur un ko achi tarah se profit ke kabil bnayein taqy apko acha profit ho jaye
            • #7 Collapse

              Re: Ghaltion se gabra kar trading na choren

              forex mai jab hum kam karty how koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamre sare mahnet zaya ho jate hain lakin hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey balky next time a[ne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Ghaltion se gabra kar trading na choren

                G han doston ghaltiyan insan ko insan bnati hn insan ko khata k putla kaha gya hy to isme uska ksor nhe hota wh zindagi me kahn na kahn ghalti zror krta hy ap ko unsy sekhna chahye us par dheet nhe banna chahye log trade me b loss krty hn to ghabra jaty hn isy flop bussines kh kr chor dete hn ager wh apni ghaltyon ko set kr k dobara planning or ache strategy sy hreart lose kye bghiar trade krn to atlast profit b gain kr hi jaen gy so admit your fault and do hard work
                • #9 Collapse

                  Re: Ghaltion se gabra kar trading na choren

                  forex trading aik mushkil business hy aur forex trading business mein loss tab hota hy jab hum koi galti kartay han aur is loss ki waja se hum ko dishart ho kar chorna nhi cahaiye balkay hum ko js galti se loss hota hy us galti ko theek karna cahaiye aur forex trading mein mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye aur next time hum apni galti ko theek kar k trading karain gay tu phr profit bhi earn kar saktay han
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ghaltion se gabra kar trading na choren

                    hanji bhai jan ap bilkul sahee kh rahy hain forex main galti aur mistakes tu her koi kerta hai mger asal main wohi galtian ap ko forex main success hone main help kerti hai galti ho jay tu preshan hone ki bjay ap ko oss point ko diakhna chhea jis galti say ap nay nuksan ka ager ap asa karen agy tu ap ko ayinda k k liea gallti nahi kerni pry ga ess leay dil chota na karen.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X