kya forex mai achi earning hoti hai.....?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    g han forex trading ien bohat ziyada achi earning hoti hai ye ek bohata cha business hia aur agar ap isko sahi se seekh gaye to is mien phir ap bohat ziyada paise kama sakte hian.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      ji bilkul axhi earning hoti hy agr hum idher zaida se zaida mehnat karey gy tou humein zaroor idher axhi trading kar opaye gy jis k natejey mein humeinaxhi khasi earning ho jaye gi aur phr hum easily apni needs ko ya apni family ko support kar paye gy
      • #423 Collapse

        g bilkul forex main achi trading ho sakti hai agar forex ko learn kia jaae demo pe practice ki jaae aor contests main participate kia jaae to ham forex ko samajh sakte hain aor is se achi earning hasil kar sakte hain ye naa mumkin nahee hai
        • #424 Collapse

          forex me bohat achi earnings ho sakti hai bas mehnat karne wala banda hona chahiye jis bande ne is me mehnat kari hui ho gi us ko he is me faida hasil ho sake ga or wahi kamyabi ke sath is se kama sake ga is lye jitna ziada ho sake forex me aap mehnat karen .
          • #425 Collapse

            forex aik business ha jis se ap ko koi fixed sallary ni milty ha han ap jo be trading kr ke profit earn krtey he usey withdraw kr sktey he. agar ap ne forex ko sekh ke shru kia ha to ap ko profit earn krnay me koi mushkl ni honi chaiye. new traders ko be pehlay forex learn krni chaiye.
            • #426 Collapse

              g han forex business me bahot hi achi earn karna koi mushkil kam nahi hay agar learning or expernice ho to es business me zeyda earning karna bahot hi easy ho jata hay
              • #427 Collapse

                forex is not a job ju yahan say koi salary earn karay ye aik business hai ju loog earning k liye kerty hain haan ic man acha profit earn hu jata hai jis ku loog perminent profit samjh ker salary ka naam day daity hain.
                • #428 Collapse

                  Forex trading aik bohat acha business hay and es say aik professional trader good earning kar sakta hay. but good earning kay liay good capital ho hona bhee zaroori hay. jes kay pass good capital and good knowledge ho wo good earning kar sakta hay.
                  • #429 Collapse

                    Yes forex me good earning hoti hai.Yaha say hum monthly handsomely earning kar sakty hai.Traders yaha per apnay good experience say hi good earning karty hai.Jo trading me bohat ziada important hai.
                    • #430 Collapse

                      g han forex mein achi earning ho sakti he agar ap market k trend ko sahi tarha se sekh lein of samajh lein to ap forex me achi earning kr sakty hn.. jb ap sahi tarha se market ko samjh lein to ap forex me itna kama sakty hn jo ap kabhi soch bhi nahi sakty....
                      • #431 Collapse

                        Forex trading aik bohut acha business hai aur bohut se log is se achi earning kar rahay hain lakin ye ap k uper bhi depend karta hai k ap kitni mehnat se kaam kar rahay hain, agar ap ziada mehnat karein gain aur dil laga k kaam karein gain to yaqeenan achi income hasil hogi.
                        • #432 Collapse

                          G forex trading mein kaam karne ki koi salary nhi hy aur forex trading mein kaam kar profit earn kar sakty han aur forex trading business mein profit bhi hy loss bhi hy aur earning learning knowledge experience se hoti hy agr learning knowledge experience ho ga tu achi earning ho sakti hy
                          • #433 Collapse

                            achi earning ho gi to humain trade main success hasil ho sakti hay magr humain demo ko use kar kay practice kar kay main achi earning hasil ho sakti hay is main risk kafi hota hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #434 Collapse

                              forex trading main agar hum earning karna chahty hay to eskay liey humay ziada say ziada mehnat karnay ki need hay kyun keh mehnat kay bgair hum trading main kamyab nahi ho sakty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Yes it is possible hum Forex se achi earning kar sakty han lekin is k liye zarori han k hum is business ko achi trha se learn kary aur market me koi bhi position ko open karny se pahly kisi professional trader se zaror help lye isi trha hi hum is business me trading kar k acha profit take kar sakty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X