Hamain forum main apni hi post ko edit kerny ka ikhtiar hona chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamain forum main apni hi post ko edit kerny ka ikhtiar hona chahiay
    Hamari koi post aesi hoti hai jisy ham edit kerna chahty hain lekin forum main yeh facility available nehi hai aur agar koi post duplicate ho jati hai tou hamain ikhtiar hona chahiay ky ham duplicate post ko delete ker dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji han brother boht achi suggestion hay hamri bhi honorable administration say request hay kay forum main edit ka option available ho ta kay apni mistakes ko remove kia ja say ye boht acha option hay is say kafi members ko faida ho ga..
    THKS
    • #3 Collapse

      yes dear ap theek keh rahy hy yi wala ikhtiyar nahi hy hamry pas kai dafa aisa ho jata hy ky hm log sy post mai kai mistake ho jati hy or phr hm eidet karna chahty hy per kar nahi sakty hy ap ki ray achi hy mai bi agree karta hun ky is tarf tawjo bi karni chahiya or is bary mai wo sochy ky kiy aisa karna theek hy hamry liya ky nahi ager nahi tu phr theek hy.
      • #4 Collapse

        Aksar aesa hota hai ky jab ham koi thread creat kerty hain ya posts kerty hain tou bahd main pata chalta hai ky hamari spelling mistakes sy to sakta hai kisi ko hamari post ya thread ki samajh hi na aay tou aesy thread ya post ko amend kerna zaruri ho jata hai but uska ikhtiar nehi hota hamary pas jo bahot zaruri hai ky hona chahiay
        • #5 Collapse

          dear Forex trading fellows aap apni post ko edit kar sakte ho thread score be added kar sakte ho screenshot picture shot upload kar sakte ho Iske Alawa aapke paas posts ko edit karne ka option Har Waqt maujood Hota Hai AP threads title ko yaad Karke uske baad uska jawab do who is ko follow karna bahut zaroori hai Forex trading Mein copy paste allowed nahi hai
          • #6 Collapse

            Dear bro ap ko shayed pta ni ya ap ki information thk ni ke hum forum per apny post ko edit ni ker sakty to janab ap thk ni kehty hum apny tamam post aur thread jis main koi mistake ho jai aur hum us ko edit kerna chahty hon to hum ker sakty hn
            • #7 Collapse

              Dear agar hamary posts ya thread me kesi kisam ki ham se ghalti ho jaye ya spelling mistake ham se ho jaye to ham us ko kesi be time edit kar key us ko sahi kar sakty hey, ye bahot hi acha option hay ham apni post me kesi be kisam ki ghalti ko teek kar key us ka reason be bata sakty hey key kes waja se ham ne ye post edit kia hay.
              • #8 Collapse

                Mere bhai Mere Khayal Mein Tu Hum Apni post Ko Kisi bhi waqt added kar sakte hain main to Aksar apni post ko edit Kiya Hai Jab Koi Galti Ho Jaye ya jaldi main aapse post quick reply Pe Hath Lag Jaye to aap Dobara Se Usko edit karke usne Masjid knowledge share kar sakte ho agar aapne screenshot share karna ho to abhi aap usko edit kar sakte ho Forex trading mein Forex forum perfect platform hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear brother apki baat bilkul teek hy k hum log jab bhi koi thread ya post share kerte hyn tu aksar hum se aisi spelling mistakes hu jati hy jo k hum samjty hy k humra msg dosron tak sahi convey nhi hu saka tu isi lia Edit ka option mojud hy aor ap kisi bhi waqt apna thread ya post ko apni marzi ki mutabiq edit ker saktay hu aor main samjta hu k ye aik achi facility hy humaray lia.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X