Trader ko loss kiyon hota hy badi wajha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader ko loss kiyon hota hy badi wajha
    Ek trader us time loss karta hy jub us k dill mein lalach aye chahy thori si he kiyon na ho chahy emotions bhi hon un ki wja bhi lalach banti hy kiyon k forex mein lalach sub sy bada masla hy aur jub loss hota hy tub lalach ka kahein na kahein zaror hath hota hy members ap kiya kehty ho
    Removed by moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading ma loss insan amysa apni wjha sy krta ha koi trader loss ki trf us time jata ha JB wo forex k bunyadi rules py Amal ni krta lalch ma aa k apny emotions ko kho Dena lalch ma aa k bari lot size lgana ta k zayda profit ho but asy ma market ka trader k anylsis k mutabiq move na krna account wash bi KR skta ha so isliay trading ma chaiy k kbi lalch na Karin or Money management krty huy safe trading karin
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat sy agree karta hon forex trading mein trader to loss us ki apni hi mistakes ki waja sy hota hay jab trader ko profit hota hay to wo mazeed lalach mein par jata hay k mazeed profit hasil kary is trha is ko loss ka samna karna parta hay agar emotions ko control kiya jaye aor greed na ki jaye to loss hony k chances kam hote hain
      • #4 Collapse

        Mera khiayl hank trader ki apni galti hoti ha koi nankoi jis wajha se wo loss ka samna krta ha .lack of knowledge sb se bari wajh ha galti tb hi hoti ha k jb koi knowledge main kami reh jaye ...galti se us ko seekhna chaye na ke dil har jaye ..trader ye chk kra k us ne kon se galti ki ha or us ka solution kai ha .
        • #5 Collapse

          Asslam o alaikom i agree with u lalach buri bala hai ye hum bachpan se parhtay a rahay hai lekin kabi amal ka nahi socha jis din hum ne is pe amal karna shoro kar diya hamari adhi tenshion dor ho jay gi traders ki sab se bari tenshion hi un ke emotions pe control na hona or lalach hai jo aksar bara loss karwa deti ai
          • #6 Collapse

            Sab se badi waja to ye ay k trading mai aksar loss is waja se hoota hay qk laaalaaach se kaam lia jata hay q aur emotions pe bhi qbo nahi paya jata jiaki waha se aksar ko loss hoota hay
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
              Ek trader us time loss karta hy jub us k dill mein lalach aye chahy thori si he kiyon na ho chahy emotions bhi hon un ki wja bhi lalach banti hy kiyon k forex mein lalach sub sy bada masla hy aur jub loss hota hy tub lalach ka kahein na kahein zaror hath hota hy members ap kiya kehty ho
              Dear lalach bilkul insaan ko kahin ka nahi chorta hai aur laalach karney say shyed 1 aadh dafa apko faida bhe ho jaay lekin lalach say aapko hamesha loss he hota hai aur jabb tak aap apnee trading say lalach wala ansar nahhee nikaalein gay aapko loss hota rahy ga aur aapki trading bhe improve nahi ho saky gee.
              • #8 Collapse

                Dear aik trader ko loss hony ki kai aik wajohat ho sakty hn in wajohat main subh se pehly laluch hy jis ko hum greed bh kehty hn aik trader jo already proper profit bna chuka hy us ko mazeed trade ni lagany chay greed se bachny ke liy hum ko aik target set kerna chay aur jub target achieve ho jai to trade close ker dainy chay
                • #9 Collapse

                  Achi bt ma agree krta hu ap sy k lalch insan ko hmesha mar dy jati hain jb members aik time ma achi profit ly lta hai to wo chahta hai k or earning kry jis ki wjah sy us time wo loss ki trf chala jata hau to mri request hai k aik din ma jtna profit mily us py shukr or or next day ka wait kry
                  • #10 Collapse

                    g han bhai main apki bat se aghree karta hun fore trading main hmain loss hony ki sub se bari wjah lalach ka hona hai q k jub hmari trading main lalach a jaata hai tu apko loss ho jata hai tu es liye apko chahye k ap apni trading main lalalch ko avoide kar k trading karen ta k apko loss na ho or apni leraning ko increase karen ta k apkio lalach na karna parhy
                    • #11 Collapse

                      dear friends, kuch members aisay hotay hain jen k pas knowledge bhi hota hay phr bhi un ko loss aa jata hay q kah woh lalach kartay hain...q kah jab woh zayada profit ki lalach main kam profit anay par trade close nai kartay aur market reverse honay par woh kam profit say bhi mahrom ho jatay hain aur un ka profit loss main change ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        dear mostly traders jald profit earn karnay ki lalach me big lots kay zariey apna zada loss karwa letay hain or zada tar traders money management ko follow na karnay ki waja se b loss karwa letay hain is kay ilawa reason knowledge or exprience ka na hona ha jis se un traders ka analysis market kay hisab se bohat weak hota ha or loss hota rehta ha or zada tar loss apni mistake ko repeat karnay se b bota ha
                        • #13 Collapse

                          Market me bahra se bahra trade be loss uthate hn kyu k unki lalach unha necha ki taraf leka jhaati hai tb he wo acha members me shamil nai ho pahta hn trading me hme jo be mile us se kaam chalana chiya asi trha ap loss se bach sakhega aur profit me bi increase aane laghengi
                          • #14 Collapse

                            Re: Trader ko loss kiyon hota hy badi wajha

                            forex mai jab hum kam karty howe emotions or lalch ko qabo mai nahi rahkty to hamy loss ho jata hain hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or loss sy bach jaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trader ko loss kiyon hota hy badi wajha

                              forex mai jab hum kam karty howe lalch karty hain to hamy loss ho jata hain ya hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore karty hain to be hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy in sub ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X