greed dangerous ya emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading main har wo effect jis se hmain loss hony k chances hoty hain wohi kahtarnak hota hai aghr apka greed apko loss ka sabab bnata hai tu greed khtarnak hai or aghr apko apk emotion spar loss hota hai tu apk liye yahi sahi nahi hai es liye har hony wali wjajh jis se loss ho osko avoide karna aik achy trador ki nishani hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalam alaikum bhai forex main ya dono he dangerous han laikin greed ziada khatarnak hai emotions sa greed kise bhe business main ho bahut nuqsan deti hai greed agr ap ka dil main a jaye tu ap taraqi nea kr sakta han aur ap ka business flop ho jata hai agr ap kuch earn krna chahta han tu in chezon sa dor rahan
      • #18 Collapse

        greed apni jaga emotions apni jaga dono he very risky hain emotions aur greed dono trading k liye harmful hain humey chiaye k hum greed ko apni trading se door rakhain agar humari trading mei greed k saath risk shaamil hoga tou hum failure rahain gay trading mei
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #19 Collapse

          Dono chezen insani fitrat main hen ap control nae kr skte qk hum market main achi rank par kam kar rhe hen hmen or zyada attraction hogi ke is se zyada earn kren ye greed hamesha rhegi qk yhi hmen profit and high level par pohnchati he.
          • #20 Collapse

            Here is a main difference between greed and emotions... emotions ko phir b control kya jasakta hai... pr greed humen nuqsan me dal dyti hai
            • #21 Collapse

              Forex trading business mein emotions aur greed dono hi dangerous han aur emotions greed se ziada dangerous hy kiok agr hum emotional ho kar trading kartay han tu greed paida hota hy aur greed aur emotions se koi mistake hoti hy aur account wash ho jata hy is liye greed aur emotions se bach kar trading karni cahaiye
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: greed dangerous ya emotions

                agar hum greed karen gay to es trha forex trading main kamyab nahi ho sakty es liye humay chahiye keh apny knowledge main ziada say ziada azafa karen tab he humari trading skill enhance ho sakti hay aur bohat achi earning kar sakty hay es business main khoob focus bhi karna chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay

                اب آن لائن

                Working...
                X