how to work long time in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to work long time in forex
    dear forex members forex ap ko life time kam karny ka moka deta hai but ham khud apni mistakes ki waja se esy chor dety hain jis ki sab se main waja experience or knowledge ki kami hai agr ham experience or knowledge hasil kar k work karain to ham forex par life time kam kar sakty hain warna es ka loss ham bardasht na karty howy zyada arsa tik nhi sakty forex me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother is forex mai tikny ka yahi ik rule hy ky ap bina sekhy is mai entr na hun tabhi ap ko kamyabi mil sakti hy mai ny kai logo ko daikha hy jo is mai sirf is liya aty hy ky is mai paisa ziyada hota hy or wo log any ky bad yaha sy kuch lyny ki bajay bahut kuch day kar chaly jaty hy is markt ko apna kafi loss karty hy tarde py trade kar ky is liy apehly isy lazmi achi tarha learn kary.
    • #3 Collapse

      dear forex trading main long time k liye wahi banda tik sakta hay jis k pass forex ki mukammal taleem hay aur jo is main mukammal learn kar chukka hay jo traders is main tukkay laga k trading kar rahay hain wo is main kabhi bhi ziada dair nai tik saktay hain aur kabhi bhi professional traders nai ban saktay hain aur sath sath wo kabhi bhi apnay futures ko bright nai kar saktay hain so hamain forex main success k liye in baatonka khayal rakhna bahut zaroori hay jin main hamari success hay.
      • #4 Collapse

        Agr koi trader ye chahta ha k wo long time forex se earn kr skay to use chaye k daily base pe apna profit targetset kr la jis se us ko asaani ho gi .forex ak acha future de sakta ha agar trader is pe mehnat kray to.low profit set krny se account bhi safe rahy ga or long time forex se earning bhi ho gi .account managment sb se ziada zroori ha .
        • #5 Collapse

          Bilkul theak kaha ha ap ne exactly yahi waja ha k jo log forex ko achi tarha seekhty ni hain aur experience ni hota tu kuch arsy bad bor ho jaty hain ya loss ho jata ha tu forex se door ho jaty hain hala k agar forex trading mein mehnat ki jaye aur dil laga k kam karyn tu bht profit hasil kar sakty hain aur pori life ye buisness kar k future bana sakty hain
          • #6 Collapse

            yaha pe long time kam karna tab hi mumkin hy jab ap ko yaha se kuch na kuch hasil hota rahy ya future mein milny ki umeed ho.agar musalsal nakami ho to banda disheart ho hi jata hy.koshash karen k apny frends ki bhi help karen jo disheart hen.
            • #7 Collapse

              Asslam o alaikom ap ki bat bilkol theek hai forex to apnay members ko bohat si fecilties provide karta hai lekin aksar hum apni galtion ki waja se forex se ukat jatay hai or kam karna chor detay hai us ki bari waja musalsal loss hai agr hum apni galtion se seekhna shoro kar dain or un ko bar bar na dohray to hum sahi kam kar ke acha khasa profit bana saktay hai jis ke bad hum lambay arsay tak forex pe kam kar saktay hai
              • #8 Collapse

                Jab tak apka balance 1000$ se oper na hoo jay apko high volume nahi use karna chhye hay aur agr 3000$ hoo hay vto apko khul k trading karni hoogi aur achi earnings kar laingay
                • #9 Collapse

                  Dear brothers forex aik esa forum hai jis ma ap bina knowledge or experience k kam ni kr skty agr al k pass acha knowledge hai to ap kafi time ya business kr skty hain or bht kuch easily earn kr skty hain otherwise bina knowledge k ap kbbi kamyab ni hun gy
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: dawoodyaseen1 پيغام ديکھيے
                    dear forex members forex ap ko life time kam karny ka moka deta hai but ham khud apni mistakes ki waja se esy chor dety hain jis ki sab se main waja experience or knowledge ki kami hai agr ham experience or knowledge hasil kar k work karain to ham forex par life time kam kar sakty hain warna es ka loss ham bardasht na karty howy zyada arsa tik nhi sakty forex me
                    ji dear brother forex aek life time trading ka moka farham karta hay agar os men lagan sy kam kiya jaye to experience aor knowlage hasil karny sy hi life time trading kar sakte hain. Loss ho jana koe bari bat nai hay magar loss sy seekhny waly hi life time trading kar sakty hain warna experience k elawah long time trading nai ki ja sakti
                    • #11 Collapse

                      forex trading market main agar hum theak say kam karna chahty hay to he hum achi earning kar sakty hay kyun keh esmain khoob mehnat kar kay he trade karnay main faida hota hay tab he humari trade achi ho pati hay jab hum esko ziada time dain gay to market ko achi trha samjh ja sakta hay aur safe reh sakty hay market main
                      • #12 Collapse

                        Pakistan forex forum m life Tim kam krny k liy es m learning boht Zrori by learning kr k experions r knoliged hasil kr k forex ko join kro gy tu life Tim forex beznus ko start rakho gy agr learning k bagear forex m trading kro gy tu sirf los ho ga jis ki wja sy ap forex ko chor den gy r zyada dear nhi Tik saken gy forex ko life Tim rakhny k liy es m step by step learning zror krty rhi.
                        • #13 Collapse

                          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum long time trade pa kaam karna start karda q ka us ma hum ko aytni risk nhi lana hota ha or hum ko profit ka chance bohat zeyada hota ha esleya hum ko long time trade pa kaam karna hoge..................
                          • #14 Collapse

                            G Bhai ma ap k bat say agree hon. Forex pr hum jab tak chahay work kar saktay hain. Bht say log forex join kartay hain lakin apni mistakes k waja say ais ko chor jatay hain. Yahan main cheez knowledge ha jis k pass knowledge power ho g wo yahan survive kar sakta ha. Baqi loss k waja say yahan disheart ho jatay hain. Or forex ko chor jatay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhai apki bat se agree karta hun main forex tradinga ika sya business hain jis main aghr hum mahnt karen tu hum apni trading ko full life tak ly kar chal skty hain or j es main intrest nahi lety hain wo kbhi bhi es main achi trading nahi kar skty or un ko bad main apni tading ko chorna he parhta hai q k wo himat chor jaty hain kamyb honi ki

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X