Market conditions kia hoti hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market conditions kia hoti hain
    Dear main ne aksar insta forex kay site per read kia hai kay signal kay andar likha hota hai kay.
    Take profit limit hit ho ga jab tak market conditions same rahain gi.
    Market conditions kia fundamental Annaylisis ko kaitay hain ya phir market conditions larger account walay high lots laga kar changr kar saktay hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Dear main ne aksar insta forex kay site per read kia hai kay signal kay andar likha hota hai kay.
    Take profit limit hit ho ga jab tak market conditions same rahain gi.
    Market conditions kia fundamental Annaylisis ko kaitay hain ya phir market conditions larger account walay high lots laga kar changr kar saktay hain..
    Dear aap ne trading k bare men bahot achi information di hai jo new log hain unhen market ki conditions ko smajhna mushkil ho jata hai isliye jitne bhi pak forum pe expert lOg hain unhen chahiye k wo apne experience share kia kren ta k jo new log hain wo bhi aapke experience se mustafeed ho saken
    • #3 Collapse

      yes dear ap theek keh rahy hy jo bi new log hoty hy un ky liya forex ki is bat ko samjhna kafi mushkil ho jata hy ky ab buy kary ya sell kary jab tk un ko yi bat samjh nahi ati tab tak wo is mai kamyab nahi hasil kar sakty jab tak is bat ko na samjhy ky jb buyer ziyada hun gy tu market up ki tarf move hi kary gi or jab seller ziyada ho jay gy tu market nechy move kar jay gi.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        agar hum market ki condiction ko daikhty huway trade karen gay to he hum market main acha kama sakty hay humay trade lgany say pehlay market ka theak say analysis karna chahiye kyun keh analysis kar kay he trade karnay main faida hota hay tab he hum market main achi trade kar sakty hay esmain mehnat karni chahiye

        اب آن لائن

        Working...
        X