Forex trading main aksar jab ham huge loss main trade close karain to rebound ho jati
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main aksar jab ham huge loss main trade close karain to rebound ho jati
    Dear trading main aap ne note kia ho ga kay. Jab aap trading kartay hain to aap ki trade agar loss main chal rahi hai ya phir aap ka.
    Account wash ho jay to aap ne note kia ho ga.
    Aap ki trade automatic close hotay he market rebound ho jati hai.. Or hamain
    Aisa lagta hai market mover jan booj kar hamara loss karnay kay liay betha hota hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Dear trading main aap ne note kia ho ga kay. Jab aap trading kartay hain to aap ki trade agar loss main chal rahi hai ya phir aap ka.
    Account wash ho jay to aap ne note kia ho ga.
    Aap ki trade automatic close hotay he market rebound ho jati hai.. Or hamain
    Aisa lagta hai market mover jan booj kar hamara loss karnay kay liay betha hota hai...
    G brother aapki baat darust hai main ne khud ki dafa note kia hai k jab market men kafi tez movement hoti hai to phir hamara kafi loss ho jata hai ham to apne orders close kr dete hain lekin market phir wahan se rebound ho jati hai isliye hamen market k reverse hone k waqt apne orders zarur open krne chahiye ta k ham apne loss jo recover kr ssaken
    • #3 Collapse

      Market ki position ka acche se find out karna bahut zyada Zaroori Hota Hai Jab Hum his pe market card technical analysis for acche wale indicator ko maintain Karke move Karenge Toh Main Yahan Se Kabhi Bhi kam karne mein nuksaan nahi hoga Hum Jyada Se Jyada Speed ke saath kaam karte Jayenge market mein bahut acche se Mara analysis bhi nikalta Jayega Mera Kaam bahut aasani se ho jayega aur hum bahut acche se yahan par kaam bhi kar sakte hain wo that help bhi yahan par mil sakti hai
      • #4 Collapse

        G han ye be trading business ka part hi hota hay jab be hamara account jesy hi wash ho jata hay market trend me changing ajati hay es me market ko blame ham nahi kar sakty, hamara trade open karny ki timing hi ghalat hoti hay aur ham over trading be hamary loss hi waja ban jati hay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          agar humay forex trading main loss ho raha hay to humay chahiye keh apni galtio ko note karen kyun keh agar hum apni galtio ko note kar kay enko theak kar kay kam karen gay tab he hum market main achi earning kar sakty hay aur esmain humay sabar kay sath kam karna chahiye kyun keh sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay

          اب آن لائن

          Working...
          X