ager demo practice na ki jaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ager demo practice na ki jaye
    mera aap sab say sawaal hay kay ager demo practice na ki jaye to kiya koi trader earning ker sakta hay kiun kay aksar dehkha gaya hay kay jo demo may practice kertay bhi hay to udher to profit ho jaata hay lekin real may phir bhi loss hi hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar demo account me trading ki practice na ki jaye to hamary trading expernice me hamesha key ley 1 kami reh jati hay jes ko pora nahi kia ja sakta hay, demo account key base par hi ham trading key basic cheezu ko learn kar sakty hey otherwise real account hamy learning karny ka chance nahi deta hay, real account me agar ham learning karny ki koshish karen gey to es ki waja se loss be ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      agar hum demo account par ziada say ziada practice karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main seekh kar trading karnay main he faida hota hay es business main seekhnay kay amal ko jari rakhna chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain mehant karni chahiye
      • #4 Collapse

        Al salam o alaikum friends mere khyal me demo account me practice zroor krni chahiye aur isko nhn chorna chahiye q k agr hm ne demo pe practice nhn ki hoto hmen ye b pta nhn chal ske ga k trading kese krni he.sath sath demo account pe hamara knowledge b barhta he aur knowledge hamary liye kahen b kamyabi hasil krne k liye boht zroori he.isliye friends mera to ap sb friends ko ye mashwara he k forex me kamyabi k liye demo account pe zroor practice kren.ALLAH TAALA JJ ham sbko kamyab farmaen ameen.
        • #5 Collapse

          jee haan aap ny theek kaha hay likin ais ky bawjood humain apni demo practice karni chahyee aor demo main profit ki waja ye bhi hai us main hum fearless hoo ky aor confident hoo ky trade karty hai ais liye us main profit bhi ziyada hoota hai aor real account main hum dar dar ky trade karty hai ais liye trade weesa result nahin dati
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum demo account pa lot of practices karna start karda laken ager hum forex pa lot of practices nhi karta ha to per hum ko loss ka lot of chance hota ha esleya hum ko forex pa practices karna chaheya .............
            • #7 Collapse

              Re: ager demo practice na ki jaye

              agar hum demo mai practice ky bager real account mai kam kary to hamy loss ho jy ga demo mai hamy daily 2 ganty trading karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain hamy is mai kam karny ka bonus be milta hain or agar kam karty howe koi galti hi jy to hum isy durust kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: ager demo practice na ki jaye

                Mery khyal sy to pr practice boht zroori hy pr practice sy zyada experience ka hona zroori hy AGR hum apny experience my afaza krty hy to hi hum achi earning kr skty hy humy market ko smjna ana cahiy is sy humy market ki movement ka pta chly ga or hum achi earning kr sky gy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: ager demo practice na ki jaye

                  agr demo par hum practice nai karty hain to is say kam karna kafi riksy hota hay kun kay demo main agr hum practice karty doran mistake karty hain to is say humain real main loss nai hota hay agr to humain live account main mistake karty hain to may possible humain market main kafi loss ho sakta hay so humain demo main kam ki learning or practice karna ho gi
                  "The mind is everything, What you think you become"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X