Forex trading mai leverage kya hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai leverage kya hai?
    Aoa dear friends mera ap logon se sawal hail forex trading mai ik term leverage use ki jaati hai wo kya hai aur uska faida kya hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan trading business man laverage woh hoti hai k jo hum ko broker Koch dollars k badly zuada dollars loan data hai matlb 1:50 leverage hoto to hum ko 1$ k sath 50$ tk ki pear gold buy kr skty hain or isi trah leverage 1:500 hoto 1 dollars k sath 500$ dollars tk ka gold buy kr skty hain
    • #3 Collapse

      aoa ferinds hume is main leverge kam rakhni chaiye meri leverge hai main jab account open kiya tha tu mane apni leverge 1.50 set ki ty agr leverge zada ho gey hume lose be zada ho ga ur hamra account jaldi wash ho jaye ga
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzainali45 پيغام ديکھيے
        Aoa dear friends mera ap logon se sawal hail forex trading mai ik term leverage use ki jaati hai wo kya hai aur uska faida kya hota hai?
        leverage isko Kehte Hain Jab Hum account bana rahe Hote Hai To Hame Apne account ka leverage ka size decide karna hota hai Hame Apne account ke leverage ka size formation small Rakhna chahiye
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          dear leverage aik kisam ka hamain broker ki taraf say udhaar diya jaata hay yaani k hamain hamaaray balance say ziyaada lot size lagaanay ki ijaazat di jaati hay aap ki leverage jitni ziyaada hogi utni hi aap ko ziyaada lot lagaanay ki ijaazat hogi
          • #6 Collapse

            agar hum leverage ziada use karty huway trade karen gay to market main loss ka risk hota hay safe trading karnay kay liey humay kam say kam leverage use karni chahiye tab he hum safe reh sakty hay aur apny capital ko mehfooz rakh kar achi trading earning kar sakty hay esmain lalach bhi nahi karni chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai leverage kya hai?

              forex mai leverage ke bohat ahmeyat hain ahmy isy bahter bana ky market ky rules ky mumtabik mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hongy or acha bonus earn kar saky gy forex mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain hum isy apna life time career be bana satky hain hamy is mai weekly target bana ky kam karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai leverage kya hai?

                forex ma leverage wo hota ha jo broker ak khas amount k badla ap ko kuch part k gold or kuch or kar trading karne k ijazat deta ha is leya ap ko leverage dakh kar set karna chaheya is sa pa ko profit zayada ho sakta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai leverage kya hai?

                  Bhai ap sb ne bht acha explain kiya ha leverage ap ko broker ki trf se di jati ha levearage hi ap ko allow krti ha k ap trade kr salaen q k hmre account kafi choty size k hoty ha jin se trading na mumkin hoti ha phr broker ap ko allow krta ha leverage de k k ap apny small account se trading kr sakaen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai leverage kya hai?

                    forex may leverage ke achi ahmeat hay is ka matlab hay kay hum jo kam karty hain os kay badlay hamay jo broker kam data hay os kay badlay jo amount milti hay yani ak sawal kay hal karnay par ager hamay is may 1.50 $ milta hay to ager hum gold par kam karty hain to hamay is may say 1.500$ mil saktay hain or is say hum next trading bhe kar sakty hain or or acha profit hasil kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X