Forex trading main roboot kis tara work kerty hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main roboot kis tara work kerty hn
    ​Dear friends trading 2 tara se hoty hy aik manual trading aur dosry roboot trading, manual trading to hum khud kerty hn, lkn roboot trading main roboot kis tara work kerta hy koi dost bta sakta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
    ​Dear friends trading 2 tara se hoty hy aik manual trading aur dosry roboot trading, manual trading to hum khud kerty hn, lkn roboot trading main roboot kis tara work kerta hy koi dost bta sakta hy
    Dear rebot bhi hamari hi technique hoti hai jo auto pe work kr rhi hoti hai jab ham koi stargty bar bar test krte hain aur hamen uss se best results milte hain to ham usse rebot ki shakal men tradiy pe apply kr dete hain jo k automatically work kr rha hota hai
    But jahan tak main smajhta hoon to hamen rebot se trading bilkul bhi ni krni chahiye q k jahan pe hamen rebot se profit ho rha hota hai wahan pe baz dafa ye rebot hamara kafi loss bhi kr deta hai so manually trading hi behtar hai
    • #3 Collapse

      yes daer 2 tarha ki trading tu hoti hy per mai ny daikha hy ky jo log bi proper trader hy or is ko apna kam ya job samjh kar karty hy wo log auto trade nahi karty hy wo log khud hi trade karty hy or khud trade ziyada best hoti hy kiyo ky jo bi robot wala sestm hota hy wo logo ki apni strategy hi hoti hy ager kabi wo rong ho gai tu trade lagti rahy gi or ap loss mai hi chalty raho gy tu best apni khud ki trade hy.
      • #4 Collapse

        Yes dosto apnaytheek kaha hai lakin mera Es main koi experience nahi hai aur meray khayal say reboot training theek nahi hai kyunk agar Es main koi trad loss main chal pare to hum kuch nahi ker sakty aur loss zida ho ga lakin agar manual trading ho gi to hum usay record ker sakty hai ya closs ker dain gay aur Es trah auto say manual trade best hai don't auto trade
        • #5 Collapse

          Rebot 1 machin ki trah kam krta hay jisko jo commands d jaen usi k mutabiq chalta rehta hay jese rebot mai different strategy fix kr d jati han wo unk mutabiq chalta rehta hay jab tk market usi strategy pe chalti rhay rebot profit deta hay jab market mutalliqa strategy se hat jay to loss hota hay hatta k sometimes account wash
          • #6 Collapse

            Assalamualaikum trading members Forex trading Mein robot Auto Trading Karte Hain isme aapke paas fast server PC hona chahiye Jisne robot install ho sake Forex trading mai robot ka istemal profitable nahi hai according to me Kyunki Forex trading mai market Kabhi fast Kabhi slow move Karti Hai Jab Ke robots 1 set pattern se move Karte Hain jo ki market ki different zigzag movement pe fail ho jate hai
            • #7 Collapse

              Jnb rebot kaafi useful hain trading main lakin baaz dafa yeah loss bhi barha kartay hain eah aik software hota hai jis ko aap mobile mqin indtall kar k use kar saktay ho aur har rabot ki apni price hoti hai...
              • #8 Collapse

                forex traidg mai robot automatic hoty hain jinko lggany k bad app ko trade karny ki zrort nahi hoti wo khud app ki trade lgaty hain aur close bhi karty hain mger app ko robot trading say avoid he karna chheay kun k robot life time ki earning nahi day sakty iss leay apko manual kam karna he best hai kun k experince kabhi bhi khtam nhai hota hamehsa ziada he hota hai experince.
                • #9 Collapse

                  forex trading main aj kal bohat say traders robots ko bhi use karty hay agar hum unko use karty huway trade karen gay to lazmi nahi hay keh usko use karty huway market main profit earn karen agar hum achi earning karna chahty hay to khud trade karen tab he hum market main safe reh sakty hay aur achi earning kama sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Robot trading main auto trades lagti hain us mai robot apni marzi se trade lgata hay market trend k hisab se aut closs bhi karta hy lekin humare liay beat yehi hay k hum menual trading karain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main roboot kis tara work kerty hn

                      forex mai hum robot trading be kar sakty hain lakin is ky liye hamara knowledge or experience be bohat acha hona chahey pher he hum kamyb hon gy hamy isy apne file py set karn a hota hain or is mai kud sy he trading hote hain lakin agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam akrny ka risk nahi lena chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main roboot kis tara work kerty hn

                        forex mai hum robot trading kar sakty hain lakin is ky liye hamara knowledge or experience be bohat acha hona chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main roboot kis tara work kerty hn

                          forex mai robot trading karty hain hamy expert ban ky ache amount invest kar ky apne file py robot set karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain agar hum is mai kam karty howe koi mistake kar sakty hain to hamy loss ho jy ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main roboot kis tara work kerty hn

                            robot atomatclly work karta hain hum ache amount deposit kar ky isy apne file py set karty hain to hamy ache earning milte hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain yai aik real business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main roboot kis tara work kerty hn

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
                              Dear rebot bhi hamari hi technique hoti hai jo auto pe work kr rhi hoti hai jab ham koi stargty bar bar test krte hain aur hamen uss se best results milte hain to ham usse rebot ki shakal men tradiy pe apply kr dete hain jo k automatically work kr rha hota hai
                              But jahan tak main smajhta hoon to hamen rebot se trading bilkul bhi ni krni chahiye q k jahan pe hamen rebot se profit ho rha hota hai wahan pe baz dafa ye rebot hamara kafi loss bhi kr deta hai so manually trading hi behtar hai
                              Assalamu alaikum bhai Mere Ghar Mere bahut Hamari technique hoti hai jo auto par kaam karti hai report Kesariya kaam karke Hum Jyada fayda Hasil kar sakte hain Kyunki isme loss ke chances kam hote hain Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X