education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    as water is important for human being for life,as learning of this market is necessary to earn some money in this market,do with pure information,and enjoy to this market.do with sense of mind.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      g forex m education ki buht zarorat h forex aik buht hi acha kam hai forex m agar ap forex ko ache se jante hn jab ap forex k bare m jitna zada smjhe ge tab hi ap is per akm ker ske ge kyn k forex ko smjh sko ge agr ap is k barem education hasil ker lete ho
      • #363 Collapse

        bilkul zarort ha education k bghair ye nahin kah sakty k ap bilkul trading nahin kar skty lakin trading k liye jis knowledge ki zarort ha us k liye ap ko educated hona chaye ta k ap is news ko tekh say samjh sako is k mutabiq kam kar sako
        • #364 Collapse

          dear forex ma kamiab hony ka lia ap ko is ma bht ziada mhant karni ho gi or is ka lia ap ko gitna be marzi education hasil karna pary kar lo ku ka
          ya bht hiach bisness ha or is ha or is ma bht hi ziada mhant karni ho gi ap ko.
          • #365 Collapse

            nahi bhai nahi aese kis ne aap se keh diya k forex me kaam karne k liye education ki koi khas zarurat nahi, dekhien aap ko bassic english aani chahye, aap ko bassic computer use aana chahye, tabhi hi to aap trading kar paenge na nahi to pehle to aap ko yeh dono seekhne parenge phir forex me aange.
            • #366 Collapse

              Dear , forex k liya education ki need hai . And sath training ke be need hai jab k forex ki samjh ati hai or risk k chancess kam hoty han . Without education ap kissi be field main success ni ho sakty is liy bhtar h k forex ko join karny say phly training lani hahyia..
              • #367 Collapse

                Mere khayal mein to is k lie ksi higher education kii zrorat nhii hai blky is k lie hmy bus is ka knowledge or information hona zrori hai bus itny education ho k ap isko easily learn kr sko.
                • #368 Collapse

                  aap ko bas computer ka basic knowledge ot thori buhat english aani zarori hai baqi aap is main khud hi main tain kar lo gay k ye market kis tarha say move karti hai
                  • #369 Collapse

                    Dear hmen is bsuiness ko karny k liye hmary pass is business ki achi knowledge honi chahe kyun k ye aik asa business ha jis ko jo chahe wo kar skata ha bs hmen english ani chhaye thori baqi hm is bsuiness ko asani se kar k earn kar skaty hain asnai se
                    • #370 Collapse

                      bhot he zyada zrorat hoti hai is business me education ki ku k jitna humara mind hota hai hume work ko samjhna he bhot zrori hota hai agar hum work ko dekhty nahi aur samjhty nahi to agay kesay barh pae gay achi earning kesay kar pae gay.
                      • #371 Collapse

                        Bhai mai apko btana chahoo ga k forex trading krnay k liye kisi trha ki high qualified degree required nhi hoti blkay trader ko trading say related achi knowledge or experience zroor hona chahiye.Forex trading 1 reliable most successful professional level ka online trading business hai or trader apni knowledge or strategies ki base pr hi trading mai kamyab ho skta hai.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #372 Collapse

                          ji dosto forex ke liye edating ki itni ziyadha zarorat nahi hain ke aap ko pareshan hona pare jis tara aur dosri cheezo mian hoti hain forex ke liye thori bohat edting bhi kafi hain jiss se aap apna kam aaram se kr sakty hain .....
                          • #373 Collapse

                            In my opinion that we are interest in the forez market. We are need the forex knowledge and experience. We are work the market according to the market trend. We are put the good order and regular earning.
                            • #374 Collapse

                              es main day by day mind se trading karay aur es main small volume se trading karay app k liye behter ho ga aur es main greedy na karay es main confuse na ho app k liye behter hoga thankful for question
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                my dear education ki zarorat hume her kaam me hoti hai iss me bhi hai education hasil karna bht zarori hai kiun k education hume samjh deti hai education k bina hum success hasil nahi kr sakte but kam educated log bhi kaam kar sakte hain forex me.
                                :o love FOREX without any condition :o

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X