gold par trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold par trading
    Main ne gold par trading se buht bar apna account wash kiya hy main ye kehna chata hun k gold ki trading buht risky hoti hy gold ki trading ko samjhne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy jab tak knewledge experience na ho gold par trading na karain currency par trading karain is mein faida hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Bhai apki bat Sahi hai last week SA gold bahot up ja raha hai aur kabhi down ho jata hai es Lia gold par AP risk na Lyn aur gold loan chor dyn kuch din ka Lia gold ko only observe Karan ..ku keh gold ka koi idea ni abhi Kia ho raha hai es Lia AP gold pa na hi trade Karan aur risk na hi Lyn to behter hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
      Main ne gold par trading se buht bar apna account wash kiya hy main ye kehna chata hun k gold ki trading buht risky hoti hy gold ki trading ko samjhne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy jab tak knewledge experience na ho gold par trading na karain currency par trading karain is mein faida hy
      G brother gold ki trading kafi risky hoti hai aur hamen apne bonus account pe gold ki trading krni bhi ni chahiye q k gild men kabhi kabhaar bahot hi danjrous had tak movement ho jati hai jiski wana se hamen kafi loss ho sakta hai
      Hamare bonus account bahot small hote hain aur hamen itna ziada experience bhi ni hota hai isliye hamen gold se door rehna hi hamare liye behtar hai
      • #4 Collapse

        Gold 1 bohat risk pair hai lakin ye pair profit bhi bohat deta hai agar gold k anlyses achay hun aur Es ki sport and resistance bhi hun Esk sath demarks Jo 1day week and month k nikal ker anlyses krain aur pher trade lain achay profit ho ga kyunk gold main Acha knowledge and experience hi ap ko bhehter trade day sakta hai aur Es ki movement bhi kafi zida hoti hai.
        • #5 Collapse

          yes dear gold ko log mushkil kehty hy per miry khiyal mai sabhi pair mushkil ho sakty hy ager ap ko market ko analysis karna nahi ata ho tu ap kise bi pair py trade nahi laga sakty gold kai logo ky liya bahut hi asan hota hy us ki yahi waja hy ky log kisb bi ik pair ko pakar lyty hy or us ki khob practice karty hy us ki knowledge lyty hy us ki support or resestence ko daikhty hy ager ap ki grip achi hy gold per tu phr ap ko kise bi or pair ki zarorat nahi rehti.
          • #6 Collapse

            G dear ap ki bat bilkul thk hy actually gold pay jab ap trading karty hyn to us main loss aur profit ka ratio buht zyda hota hy aur phir gold ki market main variation be buht hoti hy jis ki vjha say us ko samjhna buht he thoug hota hy aur hum log jo hyn hamary account vesy he buht choty hoty hyn jis ki vjha say humin aksar apny account wash hoty dykhny ko milty hyn es liey sab say achi bat hy k start main ap log smll say karyn aur currency behtr hy
            • #7 Collapse

              Knowledge and experiene to earningg k liay key rules han is k bina to earning hoti he ni hay ap ki bat se 100% muttafiq hoon lekin kisi bhe pair pe trading krtay huway isbat k khyal rakha jay trading mai breakout k bad ager koi signal milay tab trading ki jay pehlay ni r rules ko follow kiay binabhe ni chahay wo jo bhe pair ho
              • #8 Collapse

                dear gold trading kafi dificult ha gold me trading kay doran account isliey wash hota ha kay ap kay pass capital bohat kam hota ha or jald ap market se out ho jatay hain or second gold me trading kay liey ap ko currency ki nisbat zada knowledge or exprience ki need hoti ha
                • #9 Collapse

                  Gold pr trading bht easy hai but is pr trading karnain k liye aap ko donon qisam k analysis pr tawajuh deji ho gi technical analysis k sath sath fundamental analysis pr tawajuh daingay to aap acha profit kqam saktay ho
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa ahci earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trade karna start karda laken gold pa trade bohat risky hota kabi kabi bohat loss hote ha or kabi kabi bohat profit hote ha es leya hum ko chaheya ka hum gold pa he trade karna start karda..........
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                      Main ne gold par trading se buht bar apna account wash kiya hy main ye kehna chata hun k gold ki trading buht risky hoti hy gold ki trading ko samjhne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy jab tak knewledge experience na ho gold par trading na karain currency par trading karain is mein faida hy
                      Assalamualaikum ji Bhaijaan gold Pearl trading Kafi profitable be hoti hai lekin Pichle today's se golper trading Kafir iski saabit ho rahi hai Kyunki gold Kisi bhi Taraf Ek Jaisa Man nahi kar raha Khushi 2nd main aap ho raha hai aur kuch bhi 2nd may down
                      • #12 Collapse

                        Assalamu Alaikum dear Forex trading members aap Sabko Maloom hona chahiye ke gold trading both risky hey gold 1 risky currency Hai jispe trading karne se aap ka account Hua So sakta hai aapko chahiye cake crude oil or gold pe trading karne se pahle management bahut zaroori hai stop loss and take profit zaroor Lagaye Kab Jaoge aap ko trading Mai profit ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          G bhai bilkul sahi kaha ap ny keun k gold ki trading kafi risky hoti hy aur iski reason ye hoti hy k gold ka spread zyiada hota hy aur isky trend ka pata nhi chalta jo kisi bhi waqt kisi bhi trend mein chal sakta hy aur bahot sy traders ka account wash ho jata hy
                          • #14 Collapse

                            agar hum gold par trade karna chahty hay to eskay liey experince ziada hona zaroori hay kyun keh gold main movement ziada taiz hoti hay other pairs ki nisbat so humay chahiye keh en pairs ko theak say analysis karen tab he hum agy gold par bhi experince enhance karnay kay baad trade karnay kay qabal hoty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading business mein sab se ziada risky trading gold ki hoti hy gold ki trading tab tak nhi karni cahaiye jab tak acha knewledge aur experience na ho kiok gold ki movement ziada hoti hy js ko smjhna mushkil hy aur knewledge aur experience se hi movement ko samjh saktay han aur new trader ko gold ki trading nhi karni cahaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X