Forex trading mein skill zaruri hai kia???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein skill zaruri hai kia???
    Assalamualaikum all dear forex member forex trading mein experience ka sath sath skill ka hona bhi zaruri hai ya only experience bhi hai to kak chal sakta hai ya skill ka hona bhi zaruri hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bro forex trading aik worldwide aur most profitable buisness, is ke sath sath forex trading aik technical business bh hy is liy is main skills ki bahut ziada importance hy jub tak ap ke pass skills ni hon ge ap aik ashy trader ni ban sakty, skills main money management lot size take profit aur stop loss waghera shamil hn
    • #3 Collapse

      Dear forex trading mein experience jitna zayada hoga tu skill bhi barhy ga kam karyn gy tu skill bhi auto p barhy ga hamyn chahye k forex ki learning zayada se zayada karyn aur practice karyn jitna knowledge zayada akatha karyn gy hamara skill barhy ga aur trading achi hogi
      • #4 Collapse

        forex trading account main agar hum skrill account ko use karna chahty hay to kar sakty hay aur wesy aj kal sab say ziada skrill account he use hota hay esmain he earn kea jata hay aur investment bhi esi kay zariye ziada tar ki jati hay humay chahiye keh esmain mehnat karen tab he safe earning kar sakty hay
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein skill zaruri hai kia???

          g han forex mai skills bohat zarore hain in ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy inhy apny experience sy bahter bana ky in ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai hamy kabe be skills ko ignore nahi karna chahey yai aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein skill zaruri hai kia???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: atif111 پيغام ديکھيے
            Assalamualaikum all dear forex member forex trading mein experience ka sath sath skill ka hona bhi zaruri hai ya only experience bhi hai to kak chal sakta hai ya skill ka hona bhi zaruri hai???
            Agar Apke Pas trading Ghas Kale Hai To aap ko chahiye kaise use Karke aap apna experience to sugar share Kare jisse to syllabify the author Saki Kyunki aapke Kisi Ko knowledge share karne se Aap Ki Fursat nahi business hai agar Jyada login West Karenge to aneeq Bhi Jyada hi Hogi
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein skill zaruri hai kia???

              Forex trading main skills bht zrori hain skills hon gy to hum trading bht achi kr sken gy or loss km hoga loss se bach saken gy... Skills ki wja se bht earn kiya ja skta hai or bht kuch learn kr skty hain or bht acha experience ho jata hai skills se hum trading ki olanning bht easily kr skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein skill zaruri hai kia???

                Forex trading business mein achi skills ka hona bhi zaroori hy tu forex trading business mein hum achi trading achi skills se kar saktay han aur jab hum experience hasil kartay han tu experience aur knewledge se skills bhi behtar hoti hy js se hum achi trading kar saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein skill zaruri hai kia???

                  trading kay bary main humain learning karna kafi aham hota hay agr to market main high risk main kam karty hain to is say ye hota hay kay humain is main agr skills hon gay to trade karna ziada best ho sakta hay leraning jitni ziada ho gi humain understand karna utna hi asan ho sakta hay so market main active ho kar achy say kam karna ho ga ta kay stay karna best ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein skill zaruri hai kia???

                    forex trading main kamyb hony k liye apko apk expernce ko gain karny ki bohtz arort oarhti hai jis k liye apko boht ajhnt bhi karna arhti hai es liye aghr ap real accunt main achi trading krna chahty hain tu ap apni trading main kam risk ks ath karen or es k sath stah demo account par apni trading test akrny k bad karen ta k apko loss na ho skay zayda
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein skill zaruri hai kia???

                      forex trading main apki trading skills ki boht ahmiyat hai q k baz okat market hmary miyra par jaty jaty hmain parshan karny lag jati hain jahanpar hmari trading skills ko use akrny ka time ta hai or jub hum khud ki skills ko strong rakhty hain tu hum ayse sort e hal main market ko handle kar skty hain or apni trading kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein skill zaruri hai kia???

                        hamy skills ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain isy apna professional career be bana sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein skill zaruri hai kia???

                          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Hamen Forex mein bahut jyada Sabar karna Hota Hai Jab Hum is main kaam karne Aate Hain tu hamesha main bahut jyada Sabar karna hota agar Hum isme Sabar Nahin Karte to Kamyab Nahin Hote Agar Hum ismein Kamyab Hona chahte hain ya aap is main Kamyab Hona Chahte Hain To aap ko chahiye kya aap is main Kabhi Bhi lalas Na Karen Har Waqt aap ko chahiye kya aapko Sabar Karen Sabar Karenge to Fir Kamyab bhi hoge..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X