Loss honay kia bari waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss honay kia bari waja
    Forex trading main ziyada tar loss ki bari waja yeh hay kay new traders aksar meta trader ko money making ki machine samajhte hein jis ki waja sy loss ho jata hay agar is karobar main hum kamyab hona chahate hein to is ko start karnay say pehaly is ki pori learning gain karni chahiye ta kay is main profit ho na kay loss..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul loss ki ajoohat mai se ye 1 boht bari waja hay k log learning k bina he earning chahtay han jo k jiss se bar bar loss hota hay r insan mayoos honay lagta hay is liay learning se pehlay earning kisi bhe kam mai ni hay 1 doosri waja loss ki ye bhe hay insan greedy boht ho jata hay jab profit reasoable ho gea hay to ab wo profit insan ko le lena chaiay zeada k lalach mai capital bhe jata hay
    • #3 Collapse

      Loss khany ki sab sa bari waja hmri na hali ha q k hm forex ko sheekt ha ni r tradr bny chl partyn ha q k hmy jb b forex krni ha is k mukmal ilam hona chya q k koi b kam dunia k usy bagr sheeky smjy ni kia jata ha jb b hm koi jm kry is ko samj k kryn forex to ek bht bara bussiness ha jis sa hm bht achi earning earn kr sakty ha is liya ya loss hony ki bari waja ha is trha hm loss sa bach sakty ha.
      • #4 Collapse

        Gee haan forex mein zayada tar loss hum apni ghaltioun ki wajah sae bhi kartay hain aur jo log forex ko money machine smajh letay hain woh bhi ghalt hain forex koi money making machine nahin hai lakin agar aap forex ko samajh ker aur knowledge hasil kar kay iss mein kaam karain gay tou yeh aap kay lye money making machine ban sakti hai
        • #5 Collapse

          Loss ki sab sae bari wajah hum khud hotay hain kyun kay hum forex mein kaam tou kartay hain lakin hum apnay forex mein demerits per ghaur nahin kartay aur hum jo ghaltian kartay hain unn ka remedial action nahin letay aur loss per loss kartay jatay hain jab kay humain apni trades ka post analysis karna chahyea ta kay mustakbil mein aisa na ho
          • #6 Collapse

            forex m los hony ki Bri wja hmari apni galti hy k hm na hi es ko learn krty hen na demo py prectis krty hen na experions r knoliged bnaty hen jb forex ki smjh hi nhi hoti tu los hi dekhna parta hy phr bagear ksi information k hm kesy Kamyab treadr bn k los sy buch sakty hen los hony ki sub sy Bri wja ye hi hy k hm bagear sekhy forex beznus ko join krty hen .
            • #7 Collapse

              Forex trading business men loss hone ki barri wajha trader khud hai aghar trader apne dimag ka sahi istamal kare to loss ke chances kam hote hain bhut sare traders asy hote hain jo kabi be apni qualities ko jan nahi pate wo humaisha trade lagane men jald bazi karjate hain jiski wajha se loss ka shikar hote hain trading business aek asa business se hai jis men jald bazi ki ghunjayesh nai hoti.
              • #8 Collapse

                dear bro forex trading main loss hony ki kai aik reasons hn ,subh se main reason ye hy ke ager koi trader without learning trading start ker de even us ko forex trading ki basics hi na aty hon to us ko loss hi ho ga is liy pehly proper learning hony chay sath main experience bh hona chay tub hi ap forex main kamyab ho sakty hn
                Signature removed by moderator
                • #9 Collapse

                  Loss ki sab sy bari waja stop loss ka na hona that is why account finished
                  • #10 Collapse

                    Dear frend mari loss honi hone ki sab sy bhari waja jo hai wo hai over loded treading hm tym or market ko nai dekhty or aik he derections mai nikal party hai oraik k bad aik tread open karty jaty hai jo hmari tread ki sab sy bhari har hai .
                    • #11 Collapse

                      Dear jahan tak mere knowledge hai apjab tak es buseniss ko seekho gy nhn smjho gy nhn ap ko kch b acha faida haisl nhn hone wlaa lehaza ap ko mehnat tu laazmi karni ho gii aur ap jabt ak aysa nhn karo gy ap ko faida tu bilkul b nhn hone wlaa es liye ap ko mehnat k sath he reward hasil ho skta hai soo ap ko cahiye k ap acha kam karo aur apni life ko b enjoy he kar lo ta k ap ko loss na ho...
                      • #12 Collapse

                        loss hoe ki bari waja ye hai is market ko gehrae se nh dekhta aise samjhte hai jese bas kuch b na ho market oper jaegi buy karen gai neeche jae gi to sell karen gai magar aisa kuch b nh hai hame ye kese pata chalega k kab market oper jae gi or kab neeche jae gi konsa sai waqt hai trade karne ka wo sab hame proper education seekhati hai
                        • #13 Collapse

                          forex trading main har trador aghr greed k sath forex ko join krta hai tu yah un ki sub se bari galti hoti hai q k hmary lalach main na tu hum khi achy trador ban skty hain or na he hmain es main ki money milti hai jo k hmra aim hota hai es liye apni trading main ayse intrest len k apko apki trdaing life main fiad ho na k nuksan
                          • #14 Collapse

                            Asslam o alaikom g bilkol ap ne theek kaha hamay achi learning ke bad hi real trading karni chahiye or jab bi real trading karay pehlay stratgy bana lain or market ko achay se analysis kar lain us ke bad trade lagain or ia ke sath sath stop loss or take profit zaror laga lena chahaiye ta ke hamay un espected loss na ho or hamesha margin rakh kar trading karni chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Loss hone Ki Sabse Main Waja Ek Ye Bhi Hai K Lack Of Knowledge, Lack of Experience Lack Of Practice, Forex Mein Trading Ki Ziada Se Zaida Knowledge Hona Lazmi Hai And Most Important Uski Practice Hona bhi Lazmi Hai. Loss se bachna k lye sbse pehle jo loss k waqt galtiyan hui thi unko study kro un p work kro and next trade mein dobara same mistake repeat na ho jis s yaqeenan loss ni hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X