Balance ko manage karna seekhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance ko manage karna seekhain
    Forex ik highly risky online business hay is main boht say log apna boht sap aysa zaya kar chukay hein thori si bhi ghalti hamin is main boht ziyada nuqsan day jati hay apna paisa bachana bhi profit main aata hay lehaza abhi bhi wrong ya complicated strategy ko use na karin jab tak us ko demo account main aazaa na lain..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi jitna zaida cheezon ko simple rakha jaay ga utna hee uska faida hoga. Aur main aapki ess baat say agree karun ga kay logon nay kafi zaida apni strategy ko complicated banaya hota hai aur wo yehi samjh rahy hoty hain kay wo saari cheezon ko managee kar lain gay lekin jab implementation kee baarii aati hai to bht saari complications hoti hain jin ka saamna karna aap kay liey dhushwaar ho jata hai. Lehaza simple strategy bnaain aur us par amal karin.
    • #3 Collapse

      Aap forex.mein jab aonay balance ko manage kar kay kaam kartay hai tou aap forex mein iss ko account management kehtay hain aur agar aap ki account ki management achi hai tou aap ki 50 percent trade risk.free ho jati hai jis ki wajah sae aap kay loss ki ratio bhi kam ho jati hai aap apni trades ko apnay account balance kay hisab sae manage karain gay tou hi aap forex mein kamyab ho sakain gay
      • #4 Collapse

        G han bro ap ki bat bilkul thk hy ke forex trading main apny balance ka thk tara se use kerna chay ap is ko proper money management bh keh sakty hn, ager ap aik ashy money managementer hn to ap kum balnce se ziada earning ker sakty hn lkn ager ap aik ashy money managementer ni hn to ap ziada deposit se bh earning ni ker sakty, trading main kamyabi ke liy money management ka hona bahut zarory hy
        • #5 Collapse

          Gee haan hum poora maheena posts kartay hain aur jab humain unn ka bonus milta hai tou hum ussay aik din mein hi loss kar kay phir sae posts karna shru kar detay hain lakin humain aisa nahinmkarna chahyea balkay apnay account ko manage kar kay trading karain ta kay humain loss na ho aur hum poora maheena trading kar sakain
          • #6 Collapse

            g han bhai q k bonsu hmain free or faarg bethny se nahi milta hai es k liye hmain form main boht mahnt karna prhti hai jis k bad hmain wo bonus milta hai es liye apny bonus ko apni real income smjhty howe trading karni chahye or aik bhi dollar loss hony par fikar karen or dobara do profit eran kar k apni trading main aghr barehen
            • #7 Collapse

              main ne kafi broker use k hai har broker k pair par trading mukhtlaf hoty hai zaida tar masla lot ka hota hai phir big lot log jaty hai or hamari investment b puri nai hoty jis ki wajah se loss hoty hai is liay behtar hai agar aap new pair yeh broker par jay to pehlay demo par trade test kar le behtar hai
              • #8 Collapse

                G sir forex mein paisa bchana money management kehlata hy jub aik trader professional trader hota hy to money management k sath sath sub kuch per focus karta hy money management forex trading ka bohut bada hissa hy
                Removed by moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Balance ko manage karna seekhain

                  jab hum demo account mai trading karty hain to hamy bonus milta hain or hum is sy real account mai trade laga sakty hain or ache earning hasial kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar skaty hain or hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik online or real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Balance ko manage karna seekhain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                    Forex ik highly risky online business hay is main boht say log apna boht sap aysa zaya kar chukay hein thori si bhi ghalti hamin is main boht ziyada nuqsan day jati hay apna paisa bachana bhi profit main aata hay lehaza abhi bhi wrong ya complicated strategy ko use na karin jab tak us ko demo account main aazaa na lain..
                    Yes, hmesha new strategy ko use krne se pehly usy demo pr zror azma lena chahye taky uski khamyan or khobyan samny aa saken is tarhna hmen us strategy ko real me use krne se nuqsan nai ho.q k forex aik teze se loss and profit daine wala business hai is lye hmen chahye k hm isme boht hi careful rah k kam krn or achi strategy use krne jo k hmary loss ko na brhane. or ye k hmesha stop loss jaror use krne taky ap is business me successful ho saken.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance ko manage karna seekhain

                      forex mai hamy balance ko mange kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex mai investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X