Loss ki waja check karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja check karin
    Dear brothers forex karobar aysa hai k is main profit kay sath sath loss bhi hota hay aur kabhi kabhi boht ziyada hota hay hamin chahiye kay jab loss ho to waja check karin kay kis waja say ye loss howa hay aur aynda us waja ki taraf na jain to ham is business main experience gain karin gay aur wo bhi positive..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul hamen apne loss pe analysis zror kerna chahiey aur waja pata honi chahiey loss ki. Aur loss ko bardasht kerny ka patience bhi hona chahiey is se hamare andar courage barhti hai aur aesa plan banana chahiey k next time galti dobara na ho jis se hamara loss hoa tha. Best stratergy apnatey hoey trade lagani chahiey ta k profit ziada ho.
    • #3 Collapse

      Forex trading mein loss ka sabab cbeck karna bahut zaroori hai aur agar aap aisa nahin kartay hain tou aap ko kabhi bhi profit nahin ho sakta hai issnlye aap ko chahyea kay aao apni aik strategy banain jis kay mutabiq aap apnay loss ka analysis karain aur uss mein aap nay jo jo mistakes ki hain unn ko remove karain ta kay aap ki trading achi ho sakay
      • #4 Collapse

        G bhai ap ne bilkul thk kaha hy ke forex trading main profit aur loss dono hi is buisness ka hissa hn, kabhi profits to kabhi loss, jub ap ko loss hota hy to ap ko loss hony ki reason talash kerna chay ke loss keon hova hy phir jisvreason se loss hova hy us ko again na repeat kren us se sabak seekhin
        • #5 Collapse

          G bilul 1 bar ager koi ghalti hoti hay usko apni note book mai likh len r next time us se bachnay ki full try kren isi trah ager ham chaltay rhan boht jald apni mistakes pe qaboo pa len gay r 1 kamyab trader bn jaen gay lekin ager ghaltion ko note na kia r hmesha ignore krtay rhay to hmesha nakam trader he rhan gay
          • #6 Collapse

            A o a gayz
            Trading ek bht acha bussiness ha bussiness ma profit r loss hota ha jiss ma sirf profit e hota rahy ya loss e hota rahy wo km tk ni bussiness ma hmysha profit r loss hota rahata ha profit hota ha us k to mary ilam ma hota ha but jb hmy loss hota hA is ko hmysha k liya yad rahk ly ya us ko apnt computer ya labtop ki word sheet ma lik lay ta kisi jgha pr write kr lay taky hmy zhan nasheen rahy.
            • #7 Collapse

              Loss honay ki main wjah kya hai kabhi aap nay iss cheez ko note kya hai yaqeenan nahin kya ho ga kyun kay hum forex mein shortcuts kay chakar mein hotay hain aur koshish kartay hain kay humain jaldi jaldi profit ho jaye lakin market humain iss baat ki ijazat nahin deti aur hum loss kar jatay hain iss lye apni ghaltioun ko note karain aur unn ko khatam karnay ki koshish karain
              • #8 Collapse

                g bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree karta hun forex trading main jub bhi loss hoti hai tu oski koi na koi wjaha hoti hai jis ki wjah se loss hota hai es liye jub bhi loss ho os loss ki wjah ko chek karen or ainda os mistakes ki traf kbhi na aen or try karen k agli trade ko os bat ki achi tarha confer,tion mily tab trading karen ta k hmain loss na ho
                • #9 Collapse

                  Dear ap ny sahi kaha hy forex market aik esa business hy jiss mein loss hona lazmi hy lekin jub hum koi mistake karty hein to humein malom ho jata hy k hmari ye mistake thi jub hum esa karty hein to hum in experience trader kehlaty hein jub hum mistakes karna band kar dety hein to hum experienced trader kehlaty hein
                  Removed by moderator.
                  • #10 Collapse

                    Dear brother gorex trading mein loss hony ki sub se bari wajah lnowledge ki kami hai aghr ap ke pass knowledge ho tu ap prpfit acha eran kr skty ho aghr ap ko knowledge hi na ho tu ap profit kasiy hasyl krein gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki waja check karin

                      forex mai jab hum kam karty howe koi galti ho jy to hamy loss ho jata hain or hamare sare mahnet zaya ho jate is liye hamy apne galtiyo py gur karna chahey or next time apne galtiyopy gur karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique business hain yai aik legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki waja check karin

                        Losss ki koi na koi waja zaror hoti hy loss su ham ko check krma chiya k hamari kis waja sy hamy loss ho giya hy to ham agr loss sahi trha sy bach jaye hamy apni galti smjh ajaye to ham us ko bar bar na kry to ham sahi kamyab ho jaty hy ham sahi kam kr sgty hy ohr ham sahi trha sy ttading my set ho sgty hy our faida hota hy hamy phr
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki waja check karin

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                          Dear brothers forex karobar aysa hai k is main profit kay sath sath loss bhi hota hay aur kabhi kabhi boht ziyada hota hay hamin chahiye kay jab loss ho to waja check karin kay kis waja say ye loss howa hay aur aynda us waja ki taraf na jain to ham is business main experience gain karin gay aur wo bhi positive..
                          Han g agr hmen forex business me koi loss hota hai to hmen chahye k hm uski reason lash kren taky next time hmen loss na ho. or ye b try krne k hm apne loss ko reduce ye recover kr saken taky is business me hony waly nuksan se bach sken or apne profits ko increase kr sken. is trhan hm is business me successful ho skty hen.besides this, hm kabhi b successful ni ho sken gy or hmesh loss me apne investment west krty rahen gy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki waja check karin

                            loss hamay apne he galtiyo ke waja sy hota hain hamy apne galtiyo ko sacreen short py dahk kar or pher unhy avoid kar ky kam karna chahye pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki waja check karin

                              forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ke waja zaror check karne chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X