Forex trading mein fake movement ko judge karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein fake movement ko judge karna
    Dear members kya koi bata sakta hai kay hum forex trading mein fake movement ko kaise judve kar saktay hain kyun kay humaray aksar loss forex market mein fake movement ki wjah sae hotay hain aur iss kay baray mein janana bahut zaroori hai agar koi janta hai tou zaroor share karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear fake movement ko aap 2 tarha say keh sakty hain aur pehchaan sakty hain. Pehli fake movement wo hoti hai jo sirf aap kay broker main ho aur baki broker ma naho. Es ka pata aap dosry broker pe demo account bana kar laga sakty hain aur wo brokers say comparison ma pata chal jay ga. Dosra agar market ma fake breakout ko monitor karna ho to aap bary timeframe ma analysis karin to apko pata chal jaay ga..
    • #3 Collapse

      Mian aap ki baat se itifaq nahi karta kyunki forex mein koi be fake moment nahi hoti albeta isme unexpected moment ho sakti hai jiski wajah se hame loss ho sakta hai kyunki wo hamari strategy ke sath match nahi karti isliye hame apne analysis par tawaja deni nahi chahiye agar hamare analysis mazboot honge to hum kabhi bhi is mein dhoka nahi khayenge aur hamesha profit hasil karenge..
      THKS
      • #4 Collapse

        Mai ittefaq krta hoon k is fake momentum ko ager ap fake breakout kho zeada acha ho ga q k ye terminology forex mai aam hay k fake breakout ho jata hay lekin is ka pta insa ko market bar bar judge krnay se he hota hay market k experience se insan is mai kamyab bhe ho sakta hay r iski har qisam ki movement ko smjh saktay hay baqi ye bat bhe boht important hay trade lgatay huway long time frame ko zrur dekhna chaiay is k bina market ki sahee smjh ni ati
        • #5 Collapse

          Forex market mein jab bhi aap nae market ki fake movement ko note karna ho tou aap ko chahyea kay aap gold aur USD index ki movement ko match kya karain agar tou dollar index aur gold same direction mein move kar rahay hoon tou uss waqt market ki movement fake hoti hai lakin agar gold aur dollar opposite move kar rahay hoon tou uss waqt market ki movement theek hoti hai
          • #6 Collapse

            bhai market kis ub se bari fake moment side way trend hota hai es main market main trading karny se hmain loss hota hai es liye kbhi bhi aysi situaion main trading na kren jis se apko loss ho or ap tab tak koi bhi ayse market ko follow na kren jis main ap confident na hun ayse loss ho jata hai bahtr yahi hai k ap best entry ka wait kar len
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein fake movement ko judge karna

              forex market main movement hoti hay aur agar hum es movement ko analysis karen gay to he humari trade esmain theak ho pati hay aur humay chahiye keh apni har trade main stop loss ko use karen kyun keh sahi stop loss use kar kay humari trading safe ho jati hay aur agar market loss main jaye to humay limit tak loss hota hay

              اب آن لائن

              Working...
              X