newbies ka profit target kia hona chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    newbies ka profit target kia hona chaye?
    Forex business me easily profit earn ho sakta hay magar newbies ka expernice kam hony ki waja se us ka daily profit ka target kia hona chaye?

    10$ agar newbies traders be earn karty hey to trading expernice key sath ye bahot acha target hay daily kam se kam profit hona chaye es se trading skills aur traders ka confidence level increase ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes ap ki bat theek hy jo bi newbies log hy un ko chahiya ky earn sy ziyada learn ki tarf tawaju dy or abi sirf choty profit ki tarf tawajuh dy tabhi ap ko kamyabi mill sakti hy is mai sy filhal earn karny ki na sochy balky is ko samjhy yi market chalti kaise hy or kam kaisy karti hy kab is mai trade karni asan hoti hy or kab mushkil hoti kn si pair hoty yin mia trade lagani asan hy or wo best hykis time trade lyna mushkil mai dall sakta hy abi in bato ko samjhy tu beter hy.
    • #3 Collapse

      Han g ap ny sahi kaha hai lekin agar new traders 10 ki bjaye 5 dollars ka target b rakhy to phir b theek hai jab itna earn ho jaye ya itni earning asani sy hony lag jaye to target increase kar lena chahiye aisy loss kam hi hoga.
      • #4 Collapse

        main to ya kaho ga kay ager newbies ager is business main har roz kay 2 doller with out loss hasel ker lain.to wohi inkay liya buhat hoga.kue kay new trader kay pas is business ka koyi khas experience nahi hota ha.oris waja say unko is business main zayada profit kamanay ka risk nahi lena chaiya.jab wo is business main expert ho jain.tab jitna mazri profit is business ki madad say kama sakty hai
        • #5 Collapse

          Sahi keh rahy hain aap bahi new comers ko kam say kam target rakhna chahey aur kabi bhe lalach ma nahi aana chahey kun kay agar aap lalach main aa jaain gay to phir us ka aapko bht zaida nuqsaan hai q k jabb newly forex ma trading karty hn to sab cheezon ka idea nahi hota hai kay kiya kiya aur kis traha market ma hota hai. Lehaaza aap apna target shutu ma kam rakhin aur main cheez apni trading pee foucas krin.
          • #6 Collapse

            Dear jaisy ap ne baat ki hai k jo ais market mai new hai aun ko ais mai apny account ka 1.5% daily ka profit set karna chaye jaisy agar kisi bandy ne ais market mai account banya hai aor aus ne ais mai 1000 ka account banaya hai to aus ko aik din mai apna target 15$ se zayda ni rakhna chaye ais mai ye hai k agar aus ka loss hota hai to wo bhi atna ni ho ga aor account slow slow growth hona start ho jaye ga.
            • #7 Collapse

              Nowbies ka target km se km shru main hona chaye tah ke in ka zaida tar focus sekhny ki karf ho agr wo apna target bara rakh lein gy tu us ko achieve karna in ke ley namumkin ho jay ga aur wo apna knowledge bhi increase nai kar paein gy
              • #8 Collapse

                Dear main samjhti hun k new trader hun ya older trader sab ko apna aik target rakhna cahiay daily profit ka aur kisi kisam.ki lalach main nai ana chaiay take ap save trading kar sakain new trader ka wse bhi experiance kam hota hay is liay unhe ehtiat se kam lena cahaiy aur apna profit margen kam rakh kar tradeing karni cahaiy
                • #9 Collapse

                  newby ko mera khyal hai k forex main join hony k sath he eraning ki traf deahn dena he nahi chahye q k new trador ko leraning ki traf dehan dena chahye q k jub tgak un ki achi leraning ho ta he wo daily base par 10 percent profit eran kar skty hain warna kbhi bhi nahi hoga yah target achive es liye apni trading ko bahtr karny k liye knowledge ko incraese karen
                  • #10 Collapse

                    Re: newbies ka profit target kia hona chaye?

                    agar hum forex mao new hain to hamy km amount invest karne chahey taky agar ham yloss be ho jy to zada nuqsan nahi hota or agar hum acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market k yup down ko dahkty howe investment kary gy to hamy profit be acha mily ga
                    • #11 Collapse

                      Re: newbies ka profit target kia hona chaye?

                      Shiro shoro my to kam profit pr b who apni trade close kr dyty hy pr esa nai krna chiya kio k agr ap esa krty hy to phr apny andr apny ap ko relex b nai rakh sgty hy our sbr bhi ap k andr sy khatam hota rehta hy ap apny andr sbr bnaya kry sakin k sath kam kia kry our apna targit apnt level ko dykh kr rakaha kry
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • #12 Collapse

                        Re: newbies ka profit target kia hona chaye?

                        Assalam o alaikum dear apka question bohat acha hai aur mai khud yahan new hun ye information mere b kam ayege ,thanks for sharing.
                        • #13 Collapse

                          Re: newbies ka profit target kia hona chaye?

                          agar hum forex mai new hain to hamy demo account mai rozana practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge mai azafa hota hain hamy ache learning ky bad target bana kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy
                          • #14 Collapse

                            Re: newbies ka profit target kia hona chaye?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Forex business me easily profit earn ho sakta hay magar newbies ka expernice kam hony ki waja se us ka daily profit ka target kia hona chaye?

                            10$ agar newbies traders be earn karty hey to trading expernice key sath ye bahot acha target hay daily kam se kam profit hona chaye es se trading skills aur traders ka confidence level increase ho sakta hay.
                            Assalamualaikum bhai agar koi new bhai first time for xmate reading Kar Raha Hai Tu Mera Khayal Mein 10 dollars bhi uski as a first trading bahut accha target hai agar Woh usko achieve kar leta hai tu Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: newbies ka profit target kia hona chaye?

                              New trader ko trading kay liye stop loss aur take profit ko set kernay ka kafi problem ata hay. que kay un kay pas koe achi trading strategy hoti nahi hay aur wo andazay say trading kertay hain. is liye un ko na to sahi take profit ka pata hota hay aur na hi stop loss ka. que kay un kay pas trading strategy kay mutaliq knowledge nahi hota. har trading strategy kay lehaz say take profit aur stop loss hota hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X