Goal achieve karny ke ley mehnat shrt e awal hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Goal achieve karny ke ley mehnat shrt e awal hai
    Koi bhi kam bna mehnat se apny sahi anjam ko nai pinch paya is ley koi bhi kam ho agr usko join kar lia hai tu lazim hai ke us se faida bhi hasil kia jay agr tu aisa ho gia tu apko ki dilchspi aur bhi bhr jay gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee han bahi mehnat pehli aur buniyaadi shart hai. Agar mehnat aap nahie karty hain aur Apkay mind mein sirf yehi chal raha ho kay profit he profit banana hai magar us kay liey aap koi koshish nahi karte aur koi mehnat nahi karty to kabhee bhe aap profit nahe bana sakty hain. Lehaaza aapko chahey kay bonus account ko sahi tarha say mehnat kar k use karin.
    • #3 Collapse

      Koi bhi kam mehnat k bager nh hot mehnat phli shrt hy insane kbhi bhi mehnat k bager kamyab nh ho alt lehaza Jo shks kamyab hona chahta hy us ko third struggle krni pry gi
      • #4 Collapse

        Mehnat ap kay business kay liye must hai agar ap successful hona chahty hain apny goals achieve karna chahty hain to apko chahiye kay mehnat karain hardworking karain taky ap kay targets complete hon hon ap achy trader ban saky
        • #5 Collapse

          high profit ka goal achieve karny key ley bahot hi mehnat aur lagan ki zarorat hoti hay, trading ka basic expernice to har trader ko hi ho jata hay magar expert trader banny key key long time lagta hay aur long time ka expernice agar ho to asani se high profit key goals achieve ho sakty hey.
          • #6 Collapse

            Bhai mhnat bht zrori hai hr kam ma agr ap mhnat kry gy to achy traders bny gy or forex name he mhnat ka jai ap mhnat kry job ko smjhy phr kamyabi apko zror naseeb ho ge
            • #7 Collapse

              g han koi bhi trading ho ya busness kamyabi hasil karny k lye mehnat bhot zarori hy.aur mehnat k elawa sekhna bhi zarori hy sekhny k bad hi mehnat ka faida hota hy.agar ham mehnat nhe karty to kisi bhi busness mein time hi waste ho ga.
              • #8 Collapse

                g bilkul agar ny trading me apny goal rakhy hain jin ko ap hasil karna chahty hai to ap ko chahiye k mehnat kary mehnat k bgair to ap trading me kya koi b goal hasil nahi kar sakty is liye lazmi tor par mehnat kary.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chata ho ka. Goal achieve karny ke ley mehnat shrt e awal hai to koi senior member mjy bi is k bary may batay ga please jaldi say

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X